hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowldge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

    Forex trading business Mein Na Kami Ki Sabse Badi vajah Hamara experience Hai Jab hamare pass experience Nahin Hoga knowledge Nahin Hoga information Nahin Hogi To Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi profitable trade select kar sakte hain Ham Ham Hamesha dusron per depend karte hain aur hair loss uthate Hain Hamen koshish Karni chahie ki Ham earning se pahle Apna landing power ko strong Karen aur Apna knowledge increase Karen aur experience Hasil karne ke liye demo Kaun per Jyada Se Jyada practis Karen Jitna Jyada Ham practice karte hain Hamen utna Jyada table trade lagakar profit Milta Hai iske sath sath Hamen Apne account per bhi focus Rakhna chahie Jitna Jyada Ham Apne balance ko increase Karenge Hamen utna Jyada fayda Hoga utna Jyada Logon Se Bachkar apni trade Laga sakte hain Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

      Assalam walekum Pyare doston trading mein Nakami buniyadi taur per forex ki knowledge ki kami ki wajah se hoti Hai. Agar hamare account mein investment kam ho ga to us se hamen learning ki sharah kam ho sakti hai lekin nakami aur kamyabi ki wajah sirf aur sirf Hamari learning aur knowledge hota Hai. Agar Ham chahte Hain hamen trading mein acchi earning aur kamyabi Hasil ho to uske liye hamen step by step learning Hasil karni paregi Jo ke mukhtalif tariko se kar sakte hain. Jab aap acchi learning Hasil kar lete hain to us ke bad aap ko chahie ki aap zyada se zyada bonus hasil Karin ya phir aap us mein investment karen to is tarike se aap ko trafing mein jald kamyabi milegi.
      • #18 Collapse

        Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear yoon to forex markeet main har koi apnay apnay knowledge k dum say achi karkardagi ka muzahira krtay huvay agay barrh sakta hay aur agar ham is baat pay thora zore daitay hain k ham main aisi kia khami hay k ham markeet main sab kuch honay k bawjood bhi nakaam ho jatay hain hamaray pass aisa kia kuch nai hay k hamaray pass sab kuch honay k bawjood bhi ham kamyaab nai ho saktay hain hamaray pass acha experience hay hamaray pass achi invest bhi to kahin aisa to nai hay k hamko hamara knowledge use krnay ka tareeka nai ata hay is baray main thori wazahat kr dain?
        Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humary pass knowledge or experience kam ho to humy loss ho sakta ha or humy forex trading main nakami ho ge is ley humy apny knowledge or experience pe tawaja dani chae ha agr humara account balance kam ho tab bi hum log ache trading kar sakty han proper money management or risk management sy is ley humy apny knowledge or experience ko ziada sy ziada karna chae ha or phr trading karni chae ha small account main hum ache trading kar k ache earning kar sakty han par agr humara knowledge or experience kam ho ga to humy loss ho sakta ha is ley hum apni learning jari rakhni chae ha
        • #19 Collapse

          Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

          Forex business me kam investment karna traders ki nakami ki waja nahi ban sakta hay agar traders ye sochty hey key trading me loss us ko kam investment ki waja se hota hay to esy traders ghalat sochty hey, knowledge aur experience dono ki kami ki waja se loss ho sakta hay, esy traders jo key har tarha se qualified hoty hey kam investment kar key be kabi life me loss nahi karty es ka reason us ka acha knowledge aur experience hi hota hay us ki kam investment kabi be us ki trading performance ko kharab nahi karta hay agar members ko kam knowledge aur experience key bawajood be big capital ka trading account de dia jaye to es me be traders ko nakami ka samna ho saky ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

            dear forex trading main hmari nakami ki sub se bari jo wajha hai wo hai kam expiernce or kam knowledge q k aghr apki trading main market ko smjhny or trading ko kis trha karna hai yahi he knowledge nahi ho ga tu ap kis trha kamyab ho skty hain wesy bhi aghr hmary pass knowledge or expiernce ho tu hum kam invest se achi trading kar skty hain bal k kam invets se he kamyab trading hoti hai or tab he humain loss kam hota hai k jub hum apni trading karty hain tu hmain achy expiernce or knowledge ki zarort hoti hai jis se ap apni trading main kamyab ho skty hain or ap apni trading ko bhi achi trha se kar skty hain tu apko chahye k ap apni trading ko bhi achi trha kar skty hain or ap kamyab bhi o skty hain tu zyda se zyda knowledge gain karen or zyda se zyda expiernce ko enhance karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X