hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowldge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowldge?
    dear yoon to forex markeet main har koi apnay apnay knowledge k dum say achi karkardagi ka muzahira krtay huvay agay barrh sakta hay aur agar ham is baat pay thora zore daitay hain k ham main aisi kia khami hay k ham markeet main sab kuch honay k bawjood bhi nakaam ho jatay hain hamaray pass aisa kia kuch nai hay k hamaray pass sab kuch honay k bawjood bhi ham kamyaab nai ho saktay hain hamaray pass acha experience hay hamaray pass achi invest bhi to kahin aisa to nai hay k hamko hamara knowledge use krnay ka tareeka nai ata hay is baray main thori wazahat kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

    Forex trading business me small investment traders ki nakami ki waja kabi nahi ban sakti hay, trading experience aur trading skills me agar kami ho to traders 100% nakam ho sakty hey, me ne esy traders ko be deka hay jo key kam investment key base par be kamyab howy hey, good trading plan aur traders ka experience key sath trading agar ki jaye to big investment ki zeyda ehmeyat nahi hoti, traders ko ye sochna chaye key wo apny kam account balance ko apny experience aur trading skills key base par kesy increase kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

      dear hamri nakami ki waja aik point nahi hota hai hamri nakami ki waja bohut sary points hoty hain forex market main ager ap aik choti see galti bhi karty hain tu ap ko tab bhi boht nuksan ho sakta hai iss lea ham ko sab chezon say jinn say ham ko loss hota hai unn par control karna chaheay phir he ham forex market main win ho sakty hain iss lea ham ko iss main iss bat ka khyal rakhna bohut he zrori hai k ap say koi bhi galti ki gunjaish nahi honi chaheay kyon k yeh international market hai iss main ap k pas sab knowlegde aur acha expereince hona zrori hai aur galti ki koi gunjaish nahi honi chaheay tab he ap iss main earn kar sakty hain iiss lea ap ko iss main pehly achi tra say learn karna chaheay ta k apko iss main koi galti ki gunjaish na rahy.
      • #4 Collapse

        Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

        Forex trading main nakami ki wajah hamari kam investment nahi hay kun k bohat say traders Forex market main bohat hi kam balance invest kartay hain yehni 100$ tak invest kartay hain aor kamyab trade kar kay profit kama latay hain baz traders to invest kartay hi nahi hain kun k woh Pak Forex Forum say posting kay zariay say bonus hasil kartay hain aor phir isi bonus say trade open kar datay hain aor kamyab trading kar kay profit bhi hasil kartay hain is liay nakami ka sabab kam investment nahi hay bal k knowledge ki kami hay aor Forex trading main experience ki kami hay knowledge and experience ki kami ki wajah say bohat say traders trading kay doran mistakes kartay hain jis ki wajah say un ko loss ho jata hay baz traders to aisay bhi hain jo first trade main hi ziada profit ka lalach kar kay big lot size kay sath trade open kar datay hain lakin experience na honay ki wajah say un ko loss ho jata hay aor un ka account bohat jald wash ho jata hay aor trade close ho jati hay. Lehaza Forex trading main kamyabi kay liay knowledge, learning and experience bohat zarori hay.
        • #5 Collapse

          Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

          Traders trading karte hue different style use karte hain Kuchh credit score scalping karna pasand hai scalping trading ki vah strategy Hai Jisme traders Sambhal profit Banakar apni trade ko cut kar dete hain aur bahut set Railways long term trading karte hain Iske alava Kuchh traders short term trading De Karte Hain Har trader Apne experience ke hisab se trading karta hai
          • #6 Collapse

            Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

            My dear friends forex trading main nakami ki wajah hamari kam investment nahi hay kun k bohat say traders Forex market main bohat hi kam balance invest kartay hain yehni 100$ tak invest kartay hain aor kamyab trade kar kay profit kama latay hain baz traders to invest kartay hi nahi hain kun k woh Pak Forex Forum say posting kay zariay say bonus hasil kartay hain aor phir isi bonus say trade open kar datay hain aor kamyab trading kar kay profit bhi hasil kartay hain experience ki kami ki wajah say bohat say traders trading kay doran mistakes kartay hain jis ki wajah say un ko loss ho jata hay baz traders to aisay bhi hain jo first trade main hi ziada profit ka lalach kar kay big lot size kay sath trade open kar datay hain lakin experience na honay ki wajah say un ko loss ho jata hay aor un ka account bohat jald wash ho jata hay aor trade close ho jati hay. Lehaza Forex trading main kamyabi kay liay knowledge, learning and experience bohat zarori hay.
            • #7 Collapse

              Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

              Jab hum ko ais market mai kaam karny ka pata ni hota aor hum ais market mai investment kar k kaam start kar dety hai to aus time hum ko ye dekh lena chaye k hum ais market mai atny balance par kaam kar sakty hai ya nai agar hum ais market mai achy traders ni hai to hum ko ais market mai kabi investment ni karni chaye kun k hum ne aus ko zaya hi karna hai ais liay hum ko phly leaning karni chaye aor aus k baad hum ko ais market mai kaam karna chaye agar hum ais market mai kaam sekh jaty hai aor aus k baad ais market mai investment kar lety hai to sab se phly profit se apni amount ko withdraw karwa ley aor aus k baad agay kaam karty rahy agar humra balacne nikal aye ga to tension ni ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                forex trading mai nakaami ka investment say tou bilkul taaluq nahi hota hai. forex trading mai nakaami ki iss kay elawa bohat si wajoohaat ho sakti hain jin mai say chand neechay darj hain .

                1. Bahtreen knowledge or learning ka na hona
                2. experience kay baghair trading kertay rehna
                3. MT4 kay barey mai poori maalomaat na hona
                4. Bay sabri or laalach
                5. Time aur money management kay baghair lot size or pair select ker laina

                Agar traders iss baato pay ghour karain or inn khaamioo pay qaabu paa kay trading shuru ker dain to kuch months mai yaqeenun achi trading ker saken gay jiss mai profit ki ratio loss say bohat ziada ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                  Hmari Nakami Ki waja:

                  Forex trading main nakamai ki waja low investment nhi hoti hay blkah forex trading business main nakami ki wjaa hmara bad experience hota hay aor hmari boht sari mistakes hoti hian jo hmain nkami ki traf lay jati hian un main say chnd aik yeh hain.
                  1- Trader forex trading business main sahi trading market ko smjhta nhi hay.
                  2- Trader forex trading main baghar sochy smjhy trading start kr data hay.
                  3- Trading main koi experience hasil nhi krta hay aor aisy hi juwa bazi ki trah trading krta hay.
                  4- Trading main trader ko profit ziada earn krnay kay greed hota hay jo kah trader ki sb sa bari nakami ka sbb bnta hay.
                  5- Trader ko forex trading business main risk management krna nhi ata.
                  6- Trader business main koi achi planing nhi krta to nakam hota hay.
                  7- Trader business main market kay right trend ko smjhny ki koshish hi nhi krta aor trades open kr data hay.
                  8- Trading market kay hmasha against trading krta hay.
                  9- Forex Trading business main investment ziada krta hy ya low krta hy pr apni investment ko sahi manage nhi krta hy.
                  10- Trading market main scalping use krta hay takah high profit jldi kama saky.

                  Is trah ki sb chezein trader ko nakam krti hain to main yeh kahon ga keh forex trading business main jb bhi kam start krin to apni trading main aik achi planing say apna forex business start krain forex business ko understand krain forex trading business main koi aisi mistake na krain jo nakami ka bais bnti ho aor forex trading main proper risk management aor money management ko follow krain aor achy knowledge aor experience say apna business start krain to nakam nhi hon gy aor successful trading kraian gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                    Assalamu Alaikum dear Forex members Mere Khyal se kam investment se Hum nakam Nahin ho sakte ha Hamen profit kam hota hai lekin utna hi loss ke chances bhi kam Hote Hain Agar Hamari investment Jyada Hogi aur ham Jyada risk Lenge Jyada Badi trade Karenge To Hamen Los ke chances butane badh jaenge Hamari nakami ki vajah kam knowledge aur un experience Hona Jarur ho sakta hai agar Hamen unexperienced Honge aur tuka trading Karenge To Hamara account obviously wash ho sakta hai isliye sabse pahle a form ke rules ko padhen Uske bad Achcha knowledge experience Hasil Karen Uske bad hi account mein trading Karenge To Hamen Kabhi loss Nahin Hoga Achcha experience Hasil karne ke liye Hamen Damo account ki sahulat Di gai hai Hamen ismein jitna Jyada acche se kam Karenge Hamen utna hi Achcha experience ho jaega aur jab Hamen Ek Achcha experience Ho Jaaye Uske bad hi Hamen real account mein investment Karni chahie Aisa karne se Ham bahut hi kam time mein bahut hi acchi earning kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                      Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex m ham bot zyada mehnat krty han hr tra sy successful hony ki koshish krty han mgr phr b aksar asa hota hy k ham apny ap ko smj ni pta k ham sy Kahan kami ho ri hy kahan mistakes ho ri han or is ki waja kya hy ham achi learning krty han acha experience hasil krty han mgr phr b nakam q rahty han is ki aik wja ye hy k ham ny jo knowledge hasil kia hota hy usy sahi sy use ni krty or apna loss kr lyty han or aik wja lalich b hota hy q k ham jb b lalich m a jaty han to kbi b profit hasil ni kr skty hmasha loss hi hota hy or ham forex m agy ni bahrh skty
                      • #12 Collapse

                        Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                        Ham log jitni Jyada investment karte hain itna hi jyada Ham Sab Logon Ko fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada investment Karni chahie jitni Jyada investment ham log Karenge itna hi jyada Ham Sab Logon Ko fayda Hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                          bhai jan hmari nakami ki oht se wajohat ho skti hai laken aik bat confirm hai aghr hum apni trdaing main nakami ki wjah ko talahs kar skaen tu hum os ko khtm bhi kars kty hain baki hmari trdaing main expiernce ki kami se bhi hum fail ho jaty hain or sath es k knowledge se bhi hmain bohat nakami ka samana karna parhta hai tu hmain aghr forex main kamyb hona hai tu zyda se zyda forex main knowledge gain karny k liye work hard krna chahye jub hum hard work karty hain tab he hum forex main kamyb ho skty hain or tab he hmain achi eraning milti hai t dil lga kar forex ki ability ko incraese karen jub tak hum apni trdaing ko bahtr nahi karty hain tab hum kamyb nahi ho skty hain or na he hmain success milti hai hmari trdaing main tu forex main pass hony ki struggle krni zarori hai jis se ap kamyb trdaor ban skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                            jab bhi forex main ham ko nakami ka samnaa karna parta hai hamry lake of knowledge ki waja say karna parta hai jiss waja say ham ko forex main bar bar fail hona para hai forex main jab bhi koi new member ata hai tu earning karny ki sab sy pehly sochta hai k forran say main iss main earn kar k rich ban jaon jesy dosry log bany hain mager wo yeh nahi dekhta hai ky ju successfull log hain hain un ko kitni mehnat karni pari hai forex main success hoty wakt aur un ka kitna loss hoa hai forex main success hasil karny k lea ap ko bohut ziada loss bhi face karna par sakta hai kyon k risk market hai aur hamra mind lalchi hai insan k mind main lalch boht jaldi ata hai jiss ki waja say usko control karty karty kafi loss karna parta hai aur kuch chezain loss say he samjh main ati hai es lea yeh bhi business ka hissa hai ap ko bardasht karna parta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamari nakami ki wajha hamari kam invest ya hamara thora experience ya kam knowld

                              dear friends hamari nakami ki waja hamara kam experience aur kam knolege hai isi waja se ham invist to kar lete hain lekin un k pas itna experience aur tajarba nahi hota k wo us ko kese handal karein isi lye sab new members ko chaye k wo demo account se seekhein aur apne seniers ki bhi help hasil karein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X