Greed aur huge lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aur huge lot size
    Greed aur huge lot size

    Greed aur huge lot size esy mistakes hey jes ko agar control na kia jaye to es ka effect traders ki trading performance par zeyda hota hay aur successful be nahi hony dety, hamary loss karny ki main wajoohat yahi 2 mistakes hey (greed, big lot size), greed kar key ham apny profit aur account balance ko safe nahi rak sakty hamy jetna marzi profit ho jaye ham greed ki waja se es ko safe nahi rak sakty, aur big lot size be esi hi mistake hay ham kesi time ghir zarori risk over confidence ki waja se le lety hey aur big lot size ka use kar key hamy big loss be ho jata hay to es mistake par be hamy control hasil karna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed aur huge lot size

    Greed karny ki waja ye hoti hay key traders market me risk factor ki information nahi rakty, jo traders market me trading ka experience rakty hey esy traders hamesha greed ko avoid karna apni kamyabi samjty hey, market me risk factor other markets se bahot hi zeyda hota hay aur agar per be profit earn karny key bad greed ki jaye to loss hony ki responsibility be esy traders ko leni chaye, huge lot size ki agar bat ki jaye to lot size risk factor me mazeed ezafa kar deta hay aur hamari trading ko risky bana deta hay, lot size be kam use karna chaye aur profit earn karny key ley greed/lalach be nahi karni chaye, agar ham esi mistake karen gey to es me ghalti hamari apni hoti hay market ki nahi.
    • #3 Collapse

      Re: Greed aur huge lot size

      forex amrkeet main greed aur huge lots dono ka he koi kaam nai hay laikin isk bawjood yeh dono har traders k sath sath hain aur ziada say ziada use ki jaty hain in ko use wahi traders krtay hain jo aik he raat main ameer bannnay ki koshish main hotay hain agar forex markeet main aisa mumkin hota to aaj koi bhi markeet say lose main na hota sab k sab traders aaj bahut barray busines man ban chukkay hotay ,ab hamko is baat pay ziada tawajo daini chaye k jo kaam hamaray liye hay he nuksaan wala aur is say hamko agar faida bhi milta hay to wo bhi hamaray liye lose he count hota hay to aisay kaam say ham market main kaisay kuch win kr saktay hain is liye hamko thora thora kr k earn krnay ki habbits daltay huvay markeet main kaam krnay ko ziada important samjhna chaye jis say ham prrmanent traders bhi ban jayengay aur hamari har ik lose dainewali habbits apnay aap he khatam hoty jayege hamko big lots aur lalach say door rehna seekhna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Greed aur huge lot size

        forex aik wasee business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara accont wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hm is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hamy lot size samj kar lagane ho ge pher he hum market mai asane sy run kar saky gy forex mai jab tak hum greed ko avoid nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum paris mai or currecny mai trading kar sakty hain is mai hum out off csot account bana kar be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Greed aur huge lot size

          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex trdaing main greed aik enemy hai jis se hum kbhi bhi kamyab nhi ho skty hain tu agr forex trading main kamyab hona hai tu apko forex trading main lbhi bhi lalch nahi karna chahy q k jub ap kmyab hony ka sochty hain tu apko apni trading main risky point ko avoide kar k trading karni chhyye q k yah apko kmyab bnany main help krta hai jub ap greed karty hain tu sub se [pahli galti yah karty hain k bari lot k sath trade lg dety hain k hmain profit bhi zyda mily ga jis k bad apko loss ho jata hai or apka account wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Greed aur huge lot size

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Greed aur huge lot size<br />Greed aur huge lot size<br /><br />Greed aur huge lot size esy mistakes hey jes ko agar control na kia jaye to es ka effect traders ki trading performance par zeyda hota hay aur successful be nahi hony dety, hamary loss karny ki main wajoohat yahi 2 mistakes hey (greed, big lot size), greed kar key ham apny profit aur account balance ko safe nahi rak sakty hamy jetna marzi profit ho jaye ham greed ki waja se es ko safe nahi rak sakty, aur big lot size be esi hi mistake hay ham kesi time ghir zarori risk over confidence ki waja se le lety hey aur big lot size ka use kar key hamy big loss be ho jata hay to es mistake par be hamy control hasil karna ho ga.
            Ji bhai jan ap nay bohat hi achi bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main aksar nakam traders main un traders ka bhi shumar hota hay jo bohat ziada greedy hain aor isi wajah say huge lot size lagatay hain kun k ziada profit kay lalach main jab traders huge lot size set kartay hain yehni trader ka volume big laga datay hain to jab market down move karti hay to us condition main agar trader kay account main balance kam hay to huge lot size ki wajah say bohat jald us ka account wash ho jata hay jis say us ki trade khud bakhud close ho jati hay dobara trade start karnay kay liay usay dobara say deposit karwana parta hay lehaza is bat ka khas khial rakhna chahiay aor ziada lalach nahi karna chahiay aor lalach ki wajah say huge lot size nahi lagana chahiay kam balance ki soorat main micro lot size 0.01 ko hi set karna ziada behtar hay is say los honay ki soorat main account bohat jald wash nahi hota.
            • #7 Collapse

              Re: Greed aur huge lot size

              Dear agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai lalch karna hai to hum ko ais mai lot size kam use karni chaye kun k ais market mai agar hum lot bari use kary gay to hum ko ais market mai risk kam lena chaye kun k ais market mai jo lot bahot bari use karta hai wo ais market mai loss kar leta hai kun k agar ap k pass account chota hai aor ap lalch kar k lot bari lagaty hai to aus mai ap ko loss zayda ho sakta hai kun k market agar ap k khelaf thora sa bhi jati hai to ap ka account wash ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai kabi lalch na kary warna hum ais market mai apna account wash kar sakty hai hum ko ais market mai hamesha apny account k hisab se lot use karni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Greed aur huge lot size

                Forex me long term kam krne k liay greed or big lot size dono bht he galat kaam hain. In se avoid krna bht he zarure ha. Log ziada profit aik dam hasal krne k chkr men bht c kam krte hain. lakan ye kam ap ko profit dene ki bajaey achay khasay nuqsaan se do char kr dete hain. Kae un trained members apne asal sarmaey se he hath do bethtey hain. Account wash ho jata ha. Or kam k liay investment nae bachti.. is liay zarure ha k lot siza kam rakha jae or long term kam kia jae ta k bhtr se bhtr trading ho sakay
                • #9 Collapse

                  Re: Greed aur huge lot size

                  Forex trading mai greed or huge lot size kisi bhi trader ki nakaaami ki bunyaadi wajoohaat hain. Aur ziada eham baat ye hai kay greed or huge lot size saath saath chaltay hain. Kiyu kay koi bhi trader greed ya laalach ki wajah say he big lot size ki trade open kerta hai. Big lot size set ker kay trade open kerna ghalat baat nahi hai magar big lot size uss waqt set kia jaey jab koi 100% confirm news mili ho ya market ka trend read ker lia jaey. Sirf gred ya laalach ki wajah say big lot size slect kernay ka matlab sirf apnay account ko risk pay ker laina hai or trading kay business mai tukkay bilkul nahi chaltay yaha calculations kaam aati hain. iss liye kabhi kabhi laalach ko demaagh mai laa kay trading matt karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed aur huge lot size

                    Buniyadi Taur per Insan khata ka putla hi, isliye chahay trading ka business Ho ya koi aur business Ho Insan se a Galti Ho Jaati Hai Magar vah Galti e repeat Nahin honi chahie. Agar aap ek acche trader Banna Chahte Hain Tu koshish karen koi bhi Galti aapki repeat Na Ho. Aapane apni post mein Great ke Hawale se baat ki hai tu bahut Sare senior traders Ka Khyal hai Ki Forex trading mein greed Jaise a bad emotions ki koi Jagah Nahin Hai, yah Hamesha aapko Hath karegi. Waqt Ke Sath Sath aapko Apne emotions per Kabu pana a jaega aur aap aap ek acche trader Ban Sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed aur huge lot size

                      Ya asi Chez ka jis ka. Control zarori ha agr is ko control na kia jy to is ka asar traders ki performance pr prta ha hamara lose krna ki main wajah yahi (greed or huge) hoti han ya ak mistake have
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed aur huge lot size

                        Agar ham log forex market Mein lalach Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko forex market Mein lalach Nahin Karni chahie Ham Logon Ko lalach Se Dur Rahana chahie Varna Ham Logon Ko loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed aur huge lot size

                          Good Afternoon Friends
                          Ham ko is mian geed nahi karna chhaye aur kam lot size use karna chahye ham ko is main kam lot size ka use karna chahye is main ham ko zyada riks nahi lena chahye aor is main jab bhi ham tade karte hain to ham ko is main lot isze ka kam muse karna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed aur huge lot size

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Greed aur huge lot size

                            Greed aur huge lot size esy mistakes hey jes ko agar control na kia jaye to es ka effect traders ki trading performance par zeyda hota hay aur successful be nahi hony dety, hamary loss karny ki main wajoohat yahi 2 mistakes hey (greed, big lot size), greed kar key ham apny profit aur account balance ko safe nahi rak sakty hamy jetna marzi profit ho jaye ham greed ki waja se es ko safe nahi rak sakty, aur big lot size be esi hi mistake hay ham kesi time ghir zarori risk over confidence ki waja se le lety hey aur big lot size ka use kar key hamy big loss be ho jata hay to es mistake par be hamy control hasil karna ho ga.
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon forex trading main humy lalich or bari lots use karny sy hum log apna he loss karwaty han jab bi hum lalich karty han to hum loss he hota ha or jtni hum bari lots size use karny gy to is sy humara account danger main par jata ha or humy utna he ziada loss ho sakta ha is ley humy chae ha k hum log ye bari do galtian na karny balky proper money management or risk management k sath trading karny ta k humy loss na ho or ziada sy ziada profit ho is k ley humy account ko proper manage or planning sy trading karny gy to hum easily successful hon gy warna humy both loss ho sakta ha or account Sara ka Sara wash bi ho sakta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed aur huge lot size

                              forex trdaing main jo greed karty hain wohi big lot k sath trdaing karty hain jub k bari lot lgany se hmari trdaing main risk bara hota hai or jub jub hum apni trdaing main risk ko involve karty hain tu ap apni trdaing main loss ko khud dawat dety hain tu aghr ap apni trdaing main acha profit gain krna cahhty hain tu apko apni trdaing main risk ko kam se kam rakhna hoga jub ap risk ko kam rakhty hain tab he ap achi eraning gain kar skty hain small lot ks ath trdaing karny se apko loss bhi kam hota hai jis se apka account bhi save rahta hai tu aghr forex main miyari trdaing krna cahty hain tu apko small lot k sath he trdaing karni chahye q k jitna kam apki trading main risk hota hai otna he ap apni trdaing main achi eraning kar skty hain or apko apki trading se tab he acha profit milta hai or apko apki trading main success tab he hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X