Re: Greed aur huge lot size
forex market main lalch main jab aty hain tu ham tab huge lot ka ismal karty ain aur tab he humry account wash hoty hain main nay asy 100 dafa account wash keay jab bhi ham small lot say kam karty hain tu ap ko regular profit miilta hai aur tab ap sochty hain ky main big lot use kar ky or ziada earn kar longa jab ky tab he market ap ko chakma daiti hai aur uss time ap nay ager 20 trade say profit hasil kia hai tu app ki aik trade sara profit bhi lay jati hai aur app ky account ko bhi khali kar jati hai iss lea ap ko forex market main jab regular profit milny lagy tu usi method say kam karain na kay change kar kar ya big lot use kar ky kam karain aik method jab sahi chal raha ho tu kabhi bhi second apply na karain chahy uss main ziada profit kyon na ho jis main ziada profit hota hai uss main ziada nuskan bhi ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим