Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.
    Dear Members:

    Is mein koi Shak ki bat nahin he keh "STOP LOSS" Forex trading mein aik Saving Kit ki Trha work krta hey.
    Jesa keh aap sab jantey hein keh forex mein bohot sarey traders ki loss karne ki sab se jo ziada wajuhaat hein woh "Stop Loss" ka istamal na karna hota hey, Aur jo bhi Successful traders hein woh always "STOP LOSS" ka properly istamal kartey hein jiski wjha se woh is business mein Long Term tak work kartey rehtey hein.

    "STOP LOSS" Saving Kit Q hey?

    Jesa keh aap sab jantey hein keh agar ap Stop loss ko use na karen to apka Totally sara account wash ho jata hey, Jabkeh aap agar Stop Loss ko use kartey hein to apka utna hi loss hota hey Jitna keh aap Loss ko efford kar saktey hain.
    Stop Loss se apka Account Protect rehta hey, Thora Bohot jo Loss hota hey usko aap phir se Recover bhi kar saktey hain, Aap trading mein Kick out nahin hotey hein aur aap Long term tak work kartey hein.

    Advice:

    Agar Forex ki Dunia mein Lambey Arsa keliye Zinda rehna hey to Stop Loss ka istamal hamesha kartey rahen aur Stop loss ka Daman hath se kabhi bhi na jane den, is se aap is business mein Long term tak work kar sakengey aur aap apne account ko bhi achi trha se grow kar sakengey,.

    SHUKRIYA
    Last edited by ; 27-08-2019, 01:37 PM.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

    Ji ap nay bohat achi bat ki hay Forex trading main stop loss kay use karnay kay liay jo ap nay jaiza pesh kia hay main is say agree karta hoon. Forex trading kay doran kai tools use hotay hain trading main traders ki aasani kay liay in main say take profit and stop loss ziada famous hain take profit ko set karnay say trader ka profit save hota hay jab k stop loss ko set karnay say trader trading main honay walay loss ko easily control kartay hain market main currency pairs ki prices up down move karti rehti hain is say hota yeh hay k agar open trade kay doran prices ziada down ho gai to loss itna ziada ho ga k account sara ka sara wash ho jay ga is maslay kay hal kay liay traders stop loss ko apni trade main set kar datay hain jis main yeh hota hay k apnay account main loss kay margin ko pehlay say hi set kar dia jata hay jis say jaisay hi loss hamaray set kiay howay point par aata hay to automatically trade clos ho jati hay aor trader ko ziada loss nahi hota aor jitna loss hota hay usay trader easily recover bhi kar lata hay is liay stop loss ko apnay account ki safety kay liay zaror set karna chahiay stop loss kay kiradar ko understand karnay kay liay darj zail chart ko ghor farman
    Click image for larger version

Name:	STOP LOSS-2.jpg
Views:	7
Size:	173.7 کلوبائٹ
ID:	12322775
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

      Stop loss account safety tool hay trade me agar stop loss laga ho to traders ko zeyda loss face na karny ka yakeen hota hay, agar per be ham es tool ko use nahi karty to es me hamari hi ghalti hoti hay, Terminal me esa koi be tools nahi hay jo trading me traders ko help na dey, stop loss aur take profit esy hi safety tools hey take profit se profit ki safety aur protection yakeeni ho jati hay aur stop loss hamary capital ko zeyda negative zone me jany se rokta hay, stop loss professional traders be use karty hey aur joiners traders ko be es ka use karna zarori hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

        G han bilkul stop loss har tarha se hamary account ko zeyda loss se bacha sakta hay aur es ko me protection tool hi samjta hon siraf stop loss hi nahi take profit be esa hi 1 tool hay, stop loss aur take profit tools use karny ka koi be trading me nuksan nahi hota, take profit ko traders khushi se use karty hey key profit average stop kia jaye jab key stop loss es waja se use nahi karty key ye loss me hi trades ko close kar deta hay aur account balance koch pips negative me chala jata hay magar me samjta hon key take profit be zarori hay agar take profit use na kia jaye to koi bat nahi magar stop loss hamy big loss hony se be bacha sakta hay ye be mind me rakna zarori hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

          Stoploss aik professional approach hai mature trading ki nishani hai
          Forex trading market ma hamari psychological thinking bahot matter krti hai market traders ki soch ky sath kehti hai jis ki waja sy immediately profit ka soch ky trading krny waly traders kamyab nhi hota hai mostly traders sabar ka muzahira nhi krty haun aor market ma dokha kha jaty hai trading ma sabar krna bahot zarori hai qor trading ma entry point bahot matter krta hai apko meri advice hai ky sary kam chor den just ap market ma stoploss ka point smjh len professional traders sy ap selh len ky apko stoploss kesy set krnq hai kahan set krna hai kis base py set krna hai support py sell py kesy stoploss lgana hai resistance py buy trade py kesy stoploss lgana hai yeh sari chezen apko smjhni chye phr forex trading ma apko maza bhi ay ga aor interest bhi paida ho ga jo stoploss nhi use krta hai wo qchq trader nhi bn skta mera to yeh manna hai ap ki soch apni hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

            Bilkul hundred percent sure hun ap ny bahot zabrdast kaha hqi ky stoploss hamari saving kit hai agr hum stoploss ko ignore krty hain to humen bahot he loss ka samna krna prta hai
            Training aor trading real ho ya demo is ma apko kisi bhi trah ka koi compromise nhi krna chye qpko perfectly trading ki learning krni chye market ma trading ki perfect indicator oscillator aor mqrket ky trend ko smjhna chye market ma knowledge aor experience ka perfect platform hai jahan py ap log bahot hory arsy ma perfect trader bn jaty ho
            Stoploss ko use krny ky leay apko demo account ma practice krni chye aor stoploss lgany ky leay apko senior aor analyst sy bhi guidance leni chue yeh bahot perfect soch hai isko promotion krni hye ky stoploss ky bina trading nhi kro
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

              g han bhai jan ap ny stop loss ko af achi trh arepresnt kiya hai jis main ap ny stop loss k hmain faidy btay hain jin se hmain ba khabar rahna zarori hai q k es ko hum apni trading ko secure karny k liye use karty hain or koi bhi trade ap jub bhi lgaty hain jub tak ap stop loss ko use nahi karty hain tab tak apko apki trading main account ko mange nahi kar skty hain tu hmain chahye k hum apni trading main stop loss ko use karen jub ap stop loss ko set karty hain tu apka account bhi wash nahi hota hai or ap apni trading main acha profot bhi gain kar skty hain es liye kbhi bhi stop loss ko ignor na karen apni har trade main es ko set karen aghr apny account ko lamby arsy tak chalana chahty hain tu
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

                Dear ais market mai agar dekha jaye to her trader ais market mai jab trade karta hai to aus mai diffrent trading parttern ko dekh k trade lagata hai agar hum ais market mai koi trade lagaty hai aor aus k sath hum stop loss use karty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum ais mai agar stop loss lagaty hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k humri trade ka stop loss kaha ban raha hai aor ais market mai agar hum kaam karty hai to hum ko ais mai apni her trade k sath stop loss lagana chaye agar hum ais mai apni trade k sath stop loss ni lagye gay to humra account aus se wash bhi ho sakta hai agar hum ais mai trade k sath safty leni hai to hum ko ais mai her trade k sath stop loss laga lena chaye ta k humri trade thory se loss mai close ho jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

                  g han bhai jan stop loss tradors k liye saving kit ka kam karti hai es liye kbhi bhi wothout stop loss k trading na karenq k jub hmari trading main stop loss nahi hota aik tu hmain loss bara ho jta hai or aik hmara ccount bhi wash ho jta hai es liye hmain chahye k hum apni trdaing main stop loss ko kbhi bhi ingnor na karen forex trading main jub tak hum apni trading ko khud achi trha chek kar k nahi karty hmain tab tak acha profot nahi milta or hum apni trading main jub achi trha analysis kar k trading nahi karty hum kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain or ap ki trading main loss bhi tab he hota hai jub ap apni trading main loss hony waly sub he factors ko ignor kar k trading nahi karty hain tu kamyb hona hai or apni trading main money mangemnt karni hai tu stop loss k sath trading karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

                    yes dear is baat main koi shak ki gunjaish nai hay k agar ham aik professional traders hain ya abhi learner hain hamko forex markeet main propper stoplose aur take profit say kaam krnay main he earning ki zamanat hay aur agar ham aisi soch say kaam nai krtay hain to haamra markeet main ziada dair tak tikk rehna possible nai hay q k markeet main jub barry barry new ati hain to koi pata nai chalta hay k markeet kis had tak fast ya long kity moovemnt karege aur agar is douraan hamra stolose laga hoga aur markeet hamaray opposit moove krty hay to zaida say ziada hamara stoplose he hit hoga jis say ham apnay lose ko recover krtay huvay dubara markeet main enter honay k kabil hain aur agar ham iska use nai krtay hain to ham ko dubrais main n honey k liye aur kuch deposit krna hoga jo k sarasar lose hay jisay recover bhi nai kia ja sakta hay is liye better yahi hay k ham har trade k lagatay he jaldi say sab say pehla kaam stoplose ka karain jisk hit honay say bhi hamara he faida hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

                      Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss mai sub say ziada important cheez apnay account ko safe rakh kay apnay business ko extend kerna hai. Forex trading business mai MT4 trading terminal pay traders ko apany account ki safety kay liye bhi tools provide liye gaey hain. Jinn mai sub say acha tool stop loss hai jiss say traders apany account ka loss control ker saktay hain aur stop Loss kay use say traders ko pehlay say apnay loss ka aik ruff idea hojata hai iss Tarah account balance ko use kernay mai ziada asaani hoti hai. Forex trading business mai traders ko stop loss uss waqt apply kerna hota hai ab market ki situation unhain sahi tarah say samajh nahi arahi ho kiyu kay aisi soorat e haal mai traders ko apnay accounts ki safety ko madde nazar rakhna chaiye. Stop loss waqai traders ki aik safety kit hai jiss say traders apnay account loss ki maintenence ker laitay hain. Traders ko aik aur baat ka bhi khayaal rakhna chaiye kay jab bhi stop loss use karain tou saath mai take profit ko bhi apply kia karain takay loss control kay saath saath profit bhi controlled haasil kia jaa sakey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Stop Loss Traders ki Saving Kit hey.

                        Forex trading main stop loss humara account safe rakhti ha jtny ache analysis karny gy or proper stop loss lagany gy to ap ko ziada sy ziada fayda ho ga jis main hum log behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab ho sakty han forex trading main jab bi ap trade open karny gy to sath main acha stop loss istamal karny gy to stop loss sy humara account safe ho ga or hum ziada loss sy bach saken gy is ley humy chae ha behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab karny gy or stop loss both important ha is ley humy har trade k sath stop loss lagana both zarori ha agr hum stop loss istamal ni karny gy to humy ziada loss ho sakta ha or ho sakta ha k humara account wash ho jay is ley stop loss lazmi istamal karny

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X