Dear Members:
Is mein koi Shak ki bat nahin he keh "STOP LOSS" Forex trading mein aik Saving Kit ki Trha work krta hey.
Jesa keh aap sab jantey hein keh forex mein bohot sarey traders ki loss karne ki sab se jo ziada wajuhaat hein woh "Stop Loss" ka istamal na karna hota hey, Aur jo bhi Successful traders hein woh always "STOP LOSS" ka properly istamal kartey hein jiski wjha se woh is business mein Long Term tak work kartey rehtey hein.
"STOP LOSS" Saving Kit Q hey?
Jesa keh aap sab jantey hein keh agar ap Stop loss ko use na karen to apka Totally sara account wash ho jata hey, Jabkeh aap agar Stop Loss ko use kartey hein to apka utna hi loss hota hey Jitna keh aap Loss ko efford kar saktey hain.
Stop Loss se apka Account Protect rehta hey, Thora Bohot jo Loss hota hey usko aap phir se Recover bhi kar saktey hain, Aap trading mein Kick out nahin hotey hein aur aap Long term tak work kartey hein.
Advice:
Agar Forex ki Dunia mein Lambey Arsa keliye Zinda rehna hey to Stop Loss ka istamal hamesha kartey rahen aur Stop loss ka Daman hath se kabhi bhi na jane den, is se aap is business mein Long term tak work kar sakengey aur aap apne account ko bhi achi trha se grow kar sakengey,.
SHUKRIYA

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим