dear forum fellow main aap sab say is baat ki tasdeek krna chaunga k jub ham markeet main enter ho jatay hain hamko sab say pehlay markeet ki mukammal situations ko judgemnt krna chaye k is ka trend kai hay iska current trend konsa ban rha hay us k baad hamko is main orders lainay chayen aur jub ham mukammal analsys kr chukkay hon tab hamko order k baad kai phir bhi baar baar apna tp aur stoplose ko change krna chaye ya is deceioun k baad hamko kabhi bhi tp aur stoplose ko change nai krna chaye?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим