orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?
    dear forum fellow main aap sab say is baat ki tasdeek krna chaunga k jub ham markeet main enter ho jatay hain hamko sab say pehlay markeet ki mukammal situations ko judgemnt krna chaye k is ka trend kai hay iska current trend konsa ban rha hay us k baad hamko is main orders lainay chayen aur jub ham mukammal analsys kr chukkay hon tab hamko order k baad kai phir bhi baar baar apna tp aur stoplose ko change krna chaye ya is deceioun k baad hamko kabhi bhi tp aur stoplose ko change nai krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

    Trading kertay huay koi bhi trade open kernay say pehlay agar market ki news or signals ko daikh lia jaey or trading mai unhain apnay zehan mai rakha jaey to he achi trading ki jaa sakti hai. Koi bhi trade open kertay waqt agar stop loss ya take profit lagaya jaey to usay aik he limit pay rakhna chaiye baar baar tabdil kernay ka koi faida nahi hai. Apni trading confidence say kerni chaiye or trade open kernay kay baad agar profit touch keray or trade close ho jaey to dobara new trade uss waqt ki situation kay mutabiq bhi open ki jaa sakti hai. Forex trading kertay huay jitna ziada eitimaad say kaam karen gay utna ziada faida haasil karen gay
    • #3 Collapse

      Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

      G han bilkul ye bahot hi zarori hay key ham apny orders me jo take profit aur stop loss points ko determine kar lety hey agar ham es me bar bar changing karen gey to es ko achi trading kabi be nahi samji jati hay, market ko analysis karny se hamy achi tarha ye identify ho jata hay key take profit kes point par set karna behtar hay aur stop loss ka point kia hona chaye, bahot se traders zeyda loss esi take profit aur stop loss point key ghalat set karny ki waja se loss kar lety hey aur kabi be es business me kamyab be nahi ho sakty, agar take profit aur stop loss set karny me mistakes na ki jaye to ye traders ki quality be hoti hay aur kamyabi ki waja be benti hey.
      • #4 Collapse

        Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

        G nahi dear agar trades open kia jaye aur take profit aur stop loss ko be set kar dia jaye aur es me market condition ko dekty howy es me changing na ki jaye to mery khayal me ye be professional traders key nazar me mistake hi hoti hay, jo traders market key badalti condition aur behavior ko dekty howy stop loss aur take profit me changing kar sakta ho esy traders ki trading ko hi good trading samji jati hay, jes orders me take profit aur stop loss ko esi point par hi raka jaye to high impact news key impact karny se ye be possible ho sakta hay key take profit hit na ho jaye aur stop loss point jald hit ho jaye, take profit me be changing zarori hoti hey aur sath me stop loss ko be change kar dena chaye.
        • #5 Collapse

          Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

          forex aik acha business hain hamy is mai kamyabe hasal karny ky liye stop loss ko use karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik aam busienss ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar kam kar ky pasia kamana chatey hain to ham loss ko katem karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy agar hum stop loss ko use nahi kary gy to hamara account banned ho jy ga forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex business pakistan mai legal busienss ban cuka hain
          • #6 Collapse

            Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

            Dear forex trading members Assalamualaikum
            Bhai apko apny account ko manage krny ky leay market ka analysis aor update chye hoti hai aisi koi bat nhi agr ap apni take profit aor stoploss ki had ko change krty ho to yeh koi problem ki bat nhi hai blky yeh to apko update ky hisab sy tyari hai aor confidence hai agr ap market ky rehmo kaam py apna account chor do gay to apko be had loss ho skta hai lehaza apko to market ky trend aor analysis ko follow krna chye economic calendar sy news update ly ky usi ky mutabiq apni management kro jub chaho dekho trade ma kahen ghalti hui hai to usko modify kr lo apko is ma bahot perfect profit ho ga aor yahan sy apka main purpose hona chye achi trading aor perfect earning aor loss free access account
            • #7 Collapse

              Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

              Pyare dost yah Jaruri Nahin ke order Main Agar Kahoon profit aur stop loss ko change kiya jaaye to yah fek trading Hoti Hai Kyunki Ek experience wala trader Hamesha yah to use karke hi trading Karta Hai Kyunki yah donon tools Aise Hain Jin ki help se aap kafi acchi earning kar sakte hain aur Jyada loss Se Ban sakte hain isliye Forex trading mein agar aapko koi bhi trade open karte hain to uska ek take profit aur stop loss lagakar Karni chahie aur Agar aapko Koi Fark dwara signal Hasil ho to uski help se aap apne take profit aur stop loss ko change kar le to vah Ek acche trader Ki Nishani hoti hai isliye apni trading ke lihaj se aur Market ko analyse kar ke aap 100 Feet or stop loss ko use karen to Behtar trading kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                is ma aisi ko bary bat nhi hai ap chaye to five to ten time apna pan chang kro lkn aik reason honi chye Pakistan Forex forum members apko trading ma apni information aor knowledge ko increase krna chye apni training complete krni chye trading strategy ky mutabik kam krna chye jo plan bnao usi ky mutabik trade open kro
                market ka acha analysis kro khud sy apni trading strategies bnao aor planning kro market ko samjho aor resistance and support level py aoni tradew ko manage kro lkn support aor resistance py trade mnage krny ka bhi aik tareeka hai apko chye ky apni tradew ko pehly buy ho to stoploss resistance sy ten pip up aor sell ho to support ky ten pip below trade lgai yehi safe trading hain aor takeprofit apko before five pip lgana chye
                • #9 Collapse

                  Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai order palce karty to ham expert banana ho ga hamy market ke movement ko dahkna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                    Dear jab hum aik dafa ais market mai trade laga lety hai aor aus time hum ais market mai jo analysis kar lety hai to aus time hum ko ais mai jo take profit aor stop loss nazar aata hai analysis k hisab se aus ko hi apni trade par set kar dena chaye aor aus ko bar bar change ni karna chaye kun k dekha gia hai jab market stop loss k pass jati hai to aus time hum stop loss ko change kar dety hai ais mai hum ko agar loss ho raha ho to aus mai stop loss hit ho jany dey aor aus k baad koi aor trade laga ley aor aus mai hum ko profit ho ga to ye thora sa loss recover ho jaye ga magar ais mai hum ko bar bar stop loss aor take profit ko bar bar change ni karna chaye tab hi hum ais mai acha profit bana saty hai aor kamyab ho sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                      Dear friend forex trading main humy proper analysis karny chae han trade open karny sy pehly jab hum analysis karny gy to us k mutabiq humy stop loss or take profit istamal karna chae ha or phr bar bar stop loss or take profit ko change ni karna chae ha agr ap asa karny gy to is ka matlab ho ga k humaray pass Knowledge or experience ki kami ha k hum ny sahe analysis ni key han or bagar knowledge or experience galt analysis kar k trade open ki ha tab hum bar bar apny analysis change karty han is ley humy proper analysis karny seekeny hon gy to he hum acha stop loss or take profit place kar sakeny gy jis sy humy loss ni ho ga balky maximum profit ho ga or hum forex trading main kamyab ho sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                        Trading mn baar baar take profit or stop loss ki limits ko change krna acha hy ya ni. To mn apko pehly ye btata hon k ye tool hy kiya or is k faidy. Jab bhi ham trade lgaty hain to ham mukamal analysis k bad hi lgaty hain. To achy trader mony management krty hovy take profit or stop loss ko set krty hain apny account balance ko dekh kr. Agr ham TP or SL tools use krty hain to isk mtlb ye hita k agr market mn itna profit aa jaye to trade auto close ho jaye ya pehly is point tak loss ho jaye to trade close ho jaye. To dear fellow mn apko btaon k agr to apko market k trrnd ka mukamal pta chal gya. Frz kiya k ap ki favor mn jaye gi to apko apna profits ko oper set krty rehna chahye or loss ko bhi apny buy sy bhi oper set kren ta k jab bhi trade close ho to ap profit mn hi hon. Mgr ye wo trader bar bar change kr sakty conditions ko dekh k jo boht experienced waly hoty hain. Agr market ka trend ap k opposite hy or apko pta k is piont sy market phir oper jaye gi to agr apka account ijazat deta to trade set kren ya reversed trade lga len ta k jitna nuqsan us hisab sy benefit bhi mily to over hal ap profit mn trade close kren. To ye ap ki experty or ap ki strategy py depend krta hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                          Assalamu Alaikum dear Forex members ji han bilkul yah bahut jaruri hai ki Ham Apne orders mein jo take profit stop loss. Ko determine kar lete hain Agar Ham Bar Bar changing Karenge to isko acchi trading kabhi bhi Nahin 93 Ja sakti e market ko analyse karne se Hamen acchi Tarah yah identify ho jata hai ki take profit ke a point per set karna behtar hai aur Star Plus ka. Kya hona chahie bahut Sare traders Jyada loss ISI Baat Se Karte Hain ke take profit aur stop loss. Ke galat set karne a ki vajah se unko loss ho jata hai aur kabhi bhi is business Mein Kamyab Nahin Ho paate Agar take profit or stop loss hurt karne mein mistakes na ki Jaaye yah traders ki quality acchi ho aur unke pass Achcha knowledge or experience ho to ismein successful Hua Ja sakta hai experience on knowledge ismein successful hone ke a main do Raste Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                            Dear members forex trading main learning ko isi waja se bahut jyada ehmiat Hasil hai ki jab tak aap ke pass achcha knowledge nahin ho ga aap trading mein achcha decision nahin Le sakte. Trading mein achcha decision Lena bahut ziada zaruri isliye hota Hai ki aap apna tamam capital invest kar rahe hote hain agar aap aisa decision lenge jis mein aap 50-50 Hun to koshish karen aisi trade place na Karen. Jab aap mukammal analyse kar ke ek trade place karte Hain to us mein ek hi dafa stop loss aur ek hi dafa take profit use Karen bar bar change karna ek professional trader ki nishani nahin hota isliye koshish karen is se avoid Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: orders main baar baar tp aur stoplose ka change krna bhi fake knowledge hay?

                              forex market main apne decesion ko bar bar change nahi karna chaheay ap ko aik he dafa ju bhi analysis karny hain kar dainy chahea phir ap ko forex main apna failsa bar bar nahi change karna chaheay bar bar jab ap order laga akr change akrain gay tu ap confuse ho jain gay jiss say ap apni trading main loss bhi kar sakty hain is lea forex market main apna trading experience gain aur jab bhi ap trade laga dain phir apne uper confidence rakhain confidence rakhny say he ap forex main success ho sakty hain jab tak ap ko apne uper yakeen nahi ho ga ap ko ager yeh adat par chuki hai bar bar stop loss change karny ki tu ap ko sab sy pehly aik apna plan bnana chaheay aur uss ka note apd apny samny rakhain jis ky tehat ap nay trade karni chahaea acha plan karny say eh ap iss chez ko control main kar sakty hain,.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X