kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?
    dear maine bahut daffa is baat ki koshish ki hay k mujhay kabhi trading k douraan emotions say kaam na krna parray laikin har baar mujhay isi baat ki wajha say lose ho jata hay k main markeet main emotions say kaam kr jata hoon ,ab maira sawal yeh hay k kia koi aisay bhi traders hain jonhone trading k douraan emotions say kaam kia ho aur unko achi earning bhi mili ho ya k sab ko lose ka he samna krna parta hay is baat ki tafseel say wazahat kr dain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

    G nahi dear mery khayal me ye possible hi nahi key agar trading me emotional ho kar agar work kia jaye to es base par traders ko kamyabi mil jaye, traders ko na to emotional hony se koi faida ho sakta hay aur na hi greed kar key success mil sakti hay, traders ko emotions par full control hasil karna chaye, demo account aur bonus trading account ki opportunities esi ley provide ki jati hey key traders apny es tarha key har mistake ko khatam kar saken, long time tak agar demo aur bonus trading account ko real account samaj kar trading ki jaye to traders greed ko be control kar sakty hey aur emotional par be traders ko completely control hasil ho sakta hay, traders ko kesi be condition me na to greed karny ki zarorat hay aur na hi emotional ho kar trading karny ki.
    • #3 Collapse

      Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

      G nahi dear emotions ko agar trading me involve kar dia jaye to es ka nuksan zaror ho sakta hay magar es ka faida traders ko bilkul be nahi ho sakta hay, esy hi traders Forex business me kamyab ho sakty hey jo key emotions free trading karty hey, 1 kamyab aur profitable trading karny waly trader ko kabi be emotional nahi hona chaye, es se trading ki performance mutaser ho sakti hay aur sath me traders ko successful hony me be mushkil ho sakti hay, jo traders emotions ko control kar sakty hey esy traders ko hi kamyab trader samja ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

        Dear friend Forex Mein Kabhi Bhi emotion ke sath aap Kam Nahin kar sakte Kyunki Forex Ka Dil Nahin Hota Forex 1 business hai isliye ismein Agar acchi earning karni hai to aap to khud ka Achcha experience Hona bahut jaruri hai otherwise aap ismein emotion ke sath Kam Nahin kar sakte aur koi bhi Aisa Tarika nahin hai jisse aap Forex Mein acchi earning kar sake acchi ya nahin ke liye achha experience Achcha deposit aur accha knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Itna Achcha experience aapke pass Hoga utani hi Kamyab earning aap kar sakte hain Forex kisi ke favour Mein Nahin Hota isliye Khud ki mehnat Karni hoti hai aur Market to acchi Tarah jaj karna jaruri hai FIR hi aap ismein Kamyab aur Behtar trading kar sakte hain aur apni life ko change kar sakte hain best trading Behtar experience Hasil hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

          Assalamu Alaikum dear friends forex mein emotions ke sath Kam Nahin kar sakte Kyunki forex Main emotion ka koi Kam Nahin Hai forex Main Kamyab hone Ka Yahi Tarika hai ki aapke Paas experience Ho otherwise agar aap is me emotions ke sath kam Karenge to aap kabhi Kamyab Nahin ho skatay aur ismein Kamyab hone Ke Liye hard work bahut jaruri hai iske liye behtarin Dar gaya hai ki aap demo account mein Jyada time spent Karen aur vahan achi tarha paractice Karke Apne real account Mein investment Ghar per kam karna Shuru Karen jisse aap bahut jaldi boht Thode Se time spend Karke Jyada paise Kama sakte hain aur aik achay business man ban saktay hein
          • #6 Collapse

            Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

            Dear ais market mai emotion ki koi jaga ni hai ais market mai hum ko agar acha profit banana hai to hum ko ais mai ye dekhna chaye k hum agar ais market mai koi trade lagaty hai aor wo loss mai jati hai to hum ais mai aus loss ko recover karny k liay hum lot bari use karty hai aor aus par hum apna sara balance zaya kar lety hai ais liay hum ko ais market mai agar koi trade lagani hai to hum ko ais mai sabar k sath kaam karna chaye aor ais market mai hum emotional ho k trade kary gay to hum ko ais market mai kabi jald bazi ni karni chaye magar ais market mai hum ko emotional ho k kabi trade ni karni chaye ais mai hum agar koi loss kar bhi lety hai to aus ko aram se recover karna chaye ais mai hum ko apny account par atna risk ni lena chaye.
            • #7 Collapse

              Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?<br />dear maine bahut daffa is baat ki koshish ki hay k mujhay kabhi trading k douraan emotions say kaam na krna parray laikin har baar mujhay isi baat ki wajha say lose ho jata hay k main markeet main emotions say kaam kr jata hoon ,ab maira sawal yeh hay k kia koi aisay bhi traders hain jonhone trading k douraan emotions say kaam kia ho aur unko achi earning bhi mili ho ya k sab ko lose ka he samna krna parta hay is baat ki tafseel say wazahat kr dain ?
              Ji ap nay bohat hi important question kia hay. Forex main agar fail honay walay traders kay analysis kiay jayn to un main say taqreeban 70% log aisay hain jo emotions ki hi wajah say trading main fail hotay hain aor nakam trading ki wajah say un ko bohat ziada loss ho jata hay aor un ka account wash honay kay sath woh Forex main bil kul fail ho jatay hain emotions ka insan kay andar create hona aik fitrati amal hay traders main in kay create honay ki 2 conditions hain aik yeh k traders ko pehli hi trade main profit ho gia ho aor dosra yeh k trader ko pehli hi trade main loss ho gia ho in dono conditions maincreate honay walay emotion say traders ya to bohat ziada over trading karnay lag jatay hain ya phir mazeed loss kay dar say trading say left ho jatay hain jo k traders kay liay thek nahi hay over trading main trading main traders say ziada mistakes hoti hain aor un ki wajah say loss ho jata hay jab k loss kay dar say jab traders Forex trading ko chortay hain to un ki investment wast ho jati hay aor un ka future barbad ho jata hay aor kisi kisam ki earning bhi nahi hoti lehaza haman dono conditions main apnay emotions ko control kar kay trading ko continue rakhna chahiay ta k kamyab Forex trading kar kay achi earning hasil ki ja sakay.
              • #8 Collapse

                Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy friend forex m ap ko kbi b emotions k sath kam ni krna chaiy jitna ho sky emotions ko control krna chaiy friend asa koi bi trader ni ho ga jo trading m emotions ko control na kry emotional ho kr kam kry phr b usy profit ho hr trader ko lazmi loss hota hy mujy b jb jb emotions ka istamal kia hmasha loss hi hoa emotions k sath ap kbi b successful trading ni kr skty q k ap ko jaldi hoti hy trade open ya close krny ki jis ki waja sy kbi ap profit sy mehrom ho jaty han or kbi bot zyada loss kr lyty han forex m hamy apny emotions ko control kr k kam krna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                  Forex trading business mein hum ko kabhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr hum forex mein emotional ho kar trading karain gay tu is se faida kuch nhi hota aur emotional trading se hum kuch hasil nhi kar saktay aur agr hum emotional trading karain gay tu is se profit nhi loss hi hota hy aur forex mein ye sab se bari galti ye bhi Hy k hum emotional ho kar trading kartay han hum forex mein kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex mein apne emotions ko control karain gay agr hum emotions ko control nhi kar saktay tu loss hi kartay rehen gay
                  • #10 Collapse

                    Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                    Dear friend forex trading main humy sabir sy kam lana chae ha kabi bi juldbazi ni karni chae ha balky proper learning or practice k bad trading start karni chae ha or kabi bi lalich ya emotions k sath trading na karny balky proper learning karny practice karny or ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny
                    Jtna ziada knowledge or experience ho ga ap emotions sy bacheny gy ni to ap emotions ko control ni kar sakty han ap emotions main aa k jab bi trading karny by to ap ko he loss ho sakta ha
                    Forex trading main jab bi trading start karen to laluch or emotions ko control main rakeny please ta k ap kamyab ho sakeny
                    • #11 Collapse

                      Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                      forex trading business ho ya koi bhi aur business ho her business mai jazbaat aur emotion sirf nuqsaan ya loss he daitay hain. Forex trading mai emotions say earning ka koi concept he nahi hai. Trader uss waqt emotional hota hai jab usay loss hota hai ya koi trade achanak profit mai ajati hai. Dono sooratoo mai emotions loss ker saktay hain. Ziada profit honay pay laalach aur greed ko control kerna aur loss mai foran uss loss ko pura kernay ki koshish kerna hamesha nuqsaan ko ziada kerta hai. Isss liye traders ko chaiye kay apnay emotions ko business kay doraan aur khaas tore pay forrex trading mai side pay he rakhain kiyu kay forex trading mai loss chota nahi bohat barra bhi ho sakta hai jo aksr traders ka account bhi wash kerwa daita hai. Forex trading business ko seriously baghair emotions kay kerain
                      • #12 Collapse

                        Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                        Ji mere bhai main kabhi b motion ke sath aap Kam nahin kar sakte kyunki forex ka Dil nahin hota praxis business hai isliye ismein acchi earning karni hai to aapko khud ko achcha experience hona bahut jaruri hai otherwise aap ismein motion ke sath kam kar sakte hain aur ismein loss bhi hasil ho sakta hai aapko main acchi earning kar sakte hain agar aapke pass experience ho to achcha deposit aur achcha knowledge hona bahut jaruri hai aur iske sath sath aapko mehnat bhi karni chahie aapko iske bare mein jitna jyada knowledge hoga utani hi jyada acchi aap anil kar sakte hain ismein emotion ki koi value nahin hai ismein aapko hard work aur experience darkar hai behtar trading karne ke liye ye sab se achcha experience hai jitna experience hoga itni acchi trading kar sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kia forex markeet main emotions say kabhi earning bhi milty hay?

                          Assalamu alaikum bhai jaan aap theek hai rahe ho kya se bachne ke liye Agar Hamare senior bhi Maran Apna experience share karen to say Ham bhi fayda Utha sakte hain aur Hamare knowledge mein bhi saaf ho jaega aur ham bhi acchi trading kar Sakenge aur last se baat Sakenge jise se Hamen main bahut jyada fayda hoga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X