dear maine bahut daffa is baat ki koshish ki hay k mujhay kabhi trading k douraan emotions say kaam na krna parray laikin har baar mujhay isi baat ki wajha say lose ho jata hay k main markeet main emotions say kaam kr jata hoon ,ab maira sawal yeh hay k kia koi aisay bhi traders hain jonhone trading k douraan emotions say kaam kia ho aur unko achi earning bhi mili ho ya k sab ko lose ka he samna krna parta hay is baat ki tafseel say wazahat kr dain ?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим