khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.
    dear ham ko jo kuch forex amrkeet k baray main teach kia jata hay hamko sirf usi pay he mehnat say kaam krna chaye q k agar ham yeh samjhtay hain k hamko yahan mehnat nai khali apni soch ko positive krnay say hamko sab kuch mil sakta hay to aisa hona aur aisa sochna dono he ghalt hain agar ham ziada mehnat soch ko achi krnay main krtay hain to hamko practical mehnat kam krna parray ge aur ham forex amrkeet main nakam hotay jayengay is liye hamko soch say baad main kaam laina better hay pehlay ham apnay knowledge pay focus kaarain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

    Ji aap ki baat bilkul thik hai Akela Soch ko positive rakhne se aap trading mein battery nahi last day Kyunki trading karne se hi aapko profit Hasil Hoga isliye apni Soch ko bhi positive Rakhe aur trading account mein bhi positive hokar kaam Karen Kyunki agar aap rules to follow Karte Jaenge aur Jaise ke stop loss ko use karna take profit lagakar trading karna aur kam lot size use karna aur lalach kiye bagair is Mein kam karna aur apni equity ko yaad rakhna ye sab Jeena Isi Mein Shamil Hai Agar aapke paas Yeh sab kuch ho aur Amal kiya jaye to aap kabhi bhi na Kami Nahin aise hi kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

      G han agar ham apni soch ko trading me acha rakeny ki koshish karen gey aur hamari market analyzing performance key sath risk management ki performance achi nahi ho gi to khali soch ko acha rakny key base par Forex trading business me hamy kabi be kamyabi nahi mil sakti hay, apni soch key sath apni trading strategis, trading planing, risk management strategies ko be acha rakny ki koshish karni ho gi tab ja kar ham kamyab aur perfect traders banny key qabil ho sakty hey, otherwise apni soch ko jes tarha ka be ham rak len es se hamari trading performance me behtari nahi a saky gi.
      • #4 Collapse

        Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

        dear bilkul thikka Hum Akele Soch ko achha Karke market ki position ko Achcha nahin kar sakte cute market aapki Soch ke sath nahi Chalti aap ko apni Soch market ke hisab se Soch Na hoti hai isliye market Mein performance for market ki movement ko achi Tarah read karna bahut zaroori hai aur apni Soch ko post karne se kuch nahi hoga market ke trend main bhi aapko apni Soch ko Shamil karna bahut zaroori hai aur usne Usi Tarah kaam karna Zaroori Hai Jis Tarah aap ka khud ka poster mind Ho jisse Fir Bhi aapka amiyawar nahin kar sakte hain otherwise aap market mein sirf aur sirf locel kar sakte hain isliye forex market AC market Hai Jisme in aapke paas achha experience Hoga tabhi aap is main acchi earning kar sakte hain isliye Soch ko Dur Rehkar market Main Khud ka hard work likha hai aur acche experience ke sath market ko analyse Karke trading Karen Kabhi aapka aur acchi trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

          G han bilkul agar traders ki soch positive hony se us ki traders par es ka positive effect nahi ho sakta hay, traders ko apni soch ki tarha positive learning work be karna zarori hota hay, agar traders ki soch achi ho aur wo learning work behtar karny ki koshish nahi karta hay to us key positive soch ka koi faida nahi, traders ko hamesha apni soch key sath apny work ko be positive banana ho ga, esy traders hi ko kamyabi milti hay jes ki soch be positive ho aur jo learning work be mehnat se karta hay aur trading ki performance be jes ki positive hi ho.
          • #6 Collapse

            Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

            Dear ais market mai sirf soch achi rakhny se kaam ni chalta jo ap ais mai soch rahy hoty hai aus k hisab se ap ko ais market mai kaam karna parta hai kun k ais market mai jab hum kaam karty hai to ais market mai hum ko discipline k sath kaam karna parta hai jab hum ais market mai kaam kar rahy hoty hai to aus time hum ko samjh aa rahe hoti hai k hum ais market mai kon si ghalti kar rahy hai aus time hi zehan mai click ho jati hai magar hum aus ko ignore kar rahy hoty hai magar kuch time k baad hum ko pata chal jata hai k hum ne ais market mai ghalti kar li hai jis ki waja se hum ne ais market mai loss kia hai agar hum ais market mai sahe se kaam kary gay to hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai khud ko sahe karna parta hai tab banda kamyab hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

              hamy ache soch rahk ky mahnhet sy forex mai kam karna chahey forex aik bohat bara busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busiens hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik asa busness hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai agar suces gain karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

                Yeh bat ap ki bil kul thek hay k Forex kay liay siraf apni soch behtar karnay say kamyabi nahi hoti bal k is kay liay bohat ziada mehnat ki zarorat hay achi trading kay liay achi soch kay sath darj zail baton pay amal karna bhi bohat zarori hay ta k Forex main kamyabi mil sakay.
                1: Authentic knowledge of Forex
                Forex trading main kamyabi kay liay first of all tamam traders ko chahiay k woh Forex ka authentic knowledge gain karan ta k un ko Forex ka poori taran introduction ho aor woh Forex trading business kay baray main full jantay hon.
                2: Best learning
                Forex main kamyabi tabhi mumkin hay jab ham Forex ki poori taran learning karan gay jis main trade start karnay say lay kar trade close karnay tak ka sara amal shamil hay achi aor mukamal learning say hi best Forex trading mumkin hay.
                3: Experience in Forex trading
                Forex trading main experience hasil karnay kay liay demo pay practice bohat zarori hay learning kay bad sab say pehlay demo pay practice karni chahiay.
                4: Emotions pay control
                Forex main profit and loss main say kisi soorat main trader ko apnay emotions pay control rakhna chahiay kun k emotions Forex trading main trader kay liay thek nahi hotay lehaza in say avid mkarna chahiay.
                Lalach, dar aor jald bazi say door rehna
                Forex main kamyabi kay liay zarori hay k lalach nahi karna chahiay aor loss kay dar ko bhi dil aor dimagh say nikal dena chahiay aor jald bazi bhi nahi karni chahiay
                is kay ilawa market ki movement kay hisab say trading karni chahiay aot stop loss and take profit ka use lazmi karna chahiay jin darj zail pics kay zariay say samjha ja sakta hayClick image for larger version

Name:	Take Profit -5.jpg
Views:	1
Size:	362.7 کلوبائٹ
ID:	12322766
                • #9 Collapse

                  Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

                  hamy learning ko best than best banana ho ga hamy stop loss ko use kar ky market mai trading karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar ache soch rahk ky kam kary gy to he hum kamyabe hasial kr saky gy forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear ham ko jo kuch forex amrkeet k baray main teach kia jata hay hamko sirf usi pay he mehnat say kaam krna chaye q k agar ham yeh samjhtay hain k hamko yahan mehnat nai khali apni soch ko positive krnay say hamko sab kuch mil sakta hay to aisa hona aur aisa sochna dono he ghalt hain agar ham ziada mehnat soch ko achi krnay main krtay hain to hamko practical mehnat kam krna parray ge aur ham forex amrkeet main nakam hotay jayengay is liye hamko soch say baad main kaam laina better hay pehlay ham apnay knowledge pay focus kaarain.
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main srif soch sy kuch ni hota ha humy proper analysis karny seekeny hon gy or market ka full knowledge or experience hasil karna ho ga tab he kamyab ho sakty han agr hum srif soch ko tek karny main lagy rahen or forex trading k bary main koi knowledge or experience na ho to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or proper money management or risk management sy trading karni seekeni chae ho ge tab he hum forex trading main ache trading kar sakeny gy or is sy maximum profit hasil kar sakeny gy
                    • #11 Collapse

                      Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

                      Forex trading business sirf sochnay say nahi chalta. Koi bhi business ho uss mai bohat mehnat kerni parti hai tab jaa kay kaamyaabi shuru hoti hai issi tarah forex trading business bhi aik worldwide business hai jiss mai kaam kernay kay liye traders ko bohat mehnat kerni partti hai aur mehnat hamesha learning aur knolwedge barhanay kay liye ki jaati hai. Jab traders mehnat kertay hain tou woh sirf zubaani jama kharch nahi kertay aur na he sirf sochtay rehtay hain issi liye wo successful bhi hojatey hain. Forex ko sochna sirdf usay join aur shuru kernay say pehlay he kaafi hai jab aik baar join ker lia hai aur trading shuru bhi bhi ker li ho tou phir sochnay ka nahi ammal kernay ka waqt hota hai. Trading mai sochnay ki bajaey apnay knowledge aur learning ko use ker kay experience gain kerna zaruri hota hai iss liye sochnay mai waqt zaya kernay ka matlab apna profit kamm kerna aur loss mai izafa kerna hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: khali apni soch ko acha krnay say hamari trading kabhi achi nai ho sakty hay.

                        Dear ap ny tek kaha mgr zahir c bt hy k ham apni soch sy to trading ni kr skty hamy real m trading krni hoti hy jis m soch kam ni ati balky hmari mehnat hi kam ati hy or trader soch sy ni practical ho kr trading krna psand krta hy or hr koi janta hy k agr wo mehnat kry ga to hi successful ho ga q k mehnat k bagar koi b kam successfully complete ni hota or forex to hy hi aik risky or difficult business is m hamy zyada time dyna hota hy or zyada mehnat ki zarort hoti hy hmari phli koshish ye honi chaiy k ham apni soch ko acha or positive rakhny k sath sath apny kam py b dhyan dan tbi ham successful ho sakty han forex m agr ham mehnat sy kam krty han to ye hamy earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X