dear ham ko jo kuch forex amrkeet k baray main teach kia jata hay hamko sirf usi pay he mehnat say kaam krna chaye q k agar ham yeh samjhtay hain k hamko yahan mehnat nai khali apni soch ko positive krnay say hamko sab kuch mil sakta hay to aisa hona aur aisa sochna dono he ghalt hain agar ham ziada mehnat soch ko achi krnay main krtay hain to hamko practical mehnat kam krna parray ge aur ham forex amrkeet main nakam hotay jayengay is liye hamko soch say baad main kaam laina better hay pehlay ham apnay knowledge pay focus kaarain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим