Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??
    Dear jo log ais market mai porany hai aun se mera ye sawal hai k agar hum kisi bhi website se koi indicator download karty hai to aus ko apny mt4 mai kaisy install karty hai kun k wo to aik choti si file hai aus ko add karny ka tareeka agar kisi ko pata hai to wo yaha par share kary dy, kun k mainy bahot sari sites par dekha hai indicators hai jin se chart par auto mai pattern draw ho jaty hai aor aun ka bahot acha result hai magar wo mujh se mt4 mai install ni ho rahy agar kisi ko sahe tareeka pata hai to kindly wo yaha par bata dey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

    Assalamu alikum dear trading members
    As such koi indicator nhi jo newe ki finding qpko specifically dy ga apko indicator market ki movement according ti previous aor currently history ky mutabik he provide krty hain
    Asal ma indicator jo bnay jaty hain wo market mq moving average aor oscillator aor momentum of the market ko dekh ky bnay jaty hain jub ky news apko maloom nhi hota current kya ho gi ya kya ho skti hai
    Is leay apko forex trading market ma fundamental analysis ky leay self imposed work krnaa prta hai jo ky apko forex trading calendar sy he guidance bqor finding mil skti hai
    Market ma trading price chart py focus rakh ky ki jay to maximize kr deti hai apky profit hasil krny ky chances ko price chart aor technical market analysis bahot perfect hai is ky leay apko indicator oscillator moving averages ki zarorat hoti hai.
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

      hum boht he asaan trarikay say mt4 maen koi bhe new indicator jo k hum internet say download kerty hain ya kisi bhe dost say purchase kerty hian us ko indicators list main addd ker sagtay hain us k leay app meta trader 4 ya 5 ko open karaean left side pay file ka top pay option ho ga us main jain our pher nechy draw down main Open data folder ka option ho ga us main jiain gay pher usk bad mql4 ka option ho ga us main jain gay pher us k bad indicator ka fold ho ga open karien gya us main copy kia hoa indicator paste ker dain meta trader 4 close ker k dain pher say lunch karena gy to to normal indicators list main app ka new bhe aa jeey ga whan say us ko app kisi bhe pair pay set ke sagain gay
      • #4 Collapse

        Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

        Janab apko yeh btana chahta hun ky news trade time py ap robots ko use kr skty ho lkn aisa koi indicator nhi hai jo news ky leay add ho skta ho market ma technical analysis ky leay us ho skty hain
        Jo apko market ki previous history aor currently situation ka information dety hain trading ky leay price chart ko study Kia jata hai support aor resistance maloom ki jati hai aor market ma indicators aor oscillators bhi use hoty hain jub apko trading ky leay entry aor exit maloom ho jay to humen phr trading ma perfection tky sath lot size lgana chye aor us ky leay humen indicators jo ky kafi helping hain un ma fibonacci retracment indicator
        Bollinger band indicator
        Moving average indicator
        ADXindicator yeh use krny chyen yeh bahot he best option hain
        • #5 Collapse

          Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

          dear forum friends koi bhi new indicator add krna ho to apko meta trader 4 ya 5 ma option ma jana hota hai settings ma bhi optuon hai aor mt4 ma f ka bhi option hota hai wahan py jain gay nechy sub sy down py option py click kren wo apko apky indicator ki location tk lay jay ga add kren aor use krwn khud ki settings kren
          waisy mery kheyal sy to apko koshish yehi krni chye ky forex trading market ky mt4 ky indicators ko he use kro purchase ya download na keo keun ky wo market makers ky hoty hain aor apko misguided bhi kr dety hain aor false information bhi dety hain
          indicators ko purchase krny ki bjy Pakistan Forex forum ko join kren aor best indicator ko arudy kren jesa ky ADX indicator bhi bahot best hai is muamly ky keay.
          • #6 Collapse

            Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

            Dear friend aap apna khud ka indicator MT4 mein add karna chahte hain to vah bahut hi iji hai aap metatrader ko open Karen aur uske bad file per click Karke open data folder mein jaen aur uske bad mpls wali file Mein niche likha hota hai indicators aur indicators wale folder ko open karke usmein aap apne indicator ko pest kar sakte hain aur FIR Dobara Apne software ko represent Karenge to bad mein aapko Dobara indicators wale portion Mein indicators mil Jaega FIR usko aap chat per lagakar use kar sakte hain to isliye yah bahut hi easy aur Aasan Tarika hai
            • #7 Collapse

              Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

              Forex traders apnay achay business kay liye indicators ko use kertay rehtay hain aur yeh koshish kertay hain kay koi aisa indicator mill jaey jo pehlay say ziada behtar result day sakey tou usay MT4 terminal mai add kernay kay liye meta traders nay allow kia Hua hai. Metatraders mai indicators option mai jaa kay unhain add more indicators say kia jaa sakta hai. Indicators basically traders ko market chart say he pichlay time frames say pattern pick ker kay new charts pay movements ko formulate aur calculate ker kay sketches day rahey hotay hain aur woh sketches traders ko helpful lag rahey hotay hain. Indicators aur individual trader kay analysis mai sirf aik faraq hota hai kay indicators fori tore pay trends Bana kay dikha daitay hain jabb kay trader ko khud say kernay mai ziada time lagg Jata hai. Indicators ki bajaey trader ko apnay experience say Kaam kernay mai ziada faida he hai
              • #8 Collapse

                Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                dear manual indicators ko add karne ke liey sub se pehle ap ko wo indicators ki file download karna ho gi jub ap download kar le gay os ko ap copy kare or window programme me jaye jaha par mt4 install kia howa ha ap mt4 kay folder ko open kare phir mql4 ka folder ho ga os ko open karne ke bad kuch option aye gay ap waha par custom indicators ka folder open karke ap indicators waha par paste kar de os kay bad ap Apne mt4 ko restart kar or phir ap custom indicators ke folder ko check kare mt4 ke terminal me waha par ap ko wo indicators mill jaye ga jo ap ne add kia howa tha yeh ap ka custom indicators ho ga jo ke custom indicator ske folder me hi ap ko mile ga ap jitne marzi chahie custom indicators add kar sakte hain is ki koi limit nehi ha
                • #9 Collapse

                  Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                  hamy mt4 ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kama skay gy hamy forex mai RSI indicator ko be use karna ho ga hamy analysis ko be use karna ho ga hamy kamayeb ky har aik tool ko use ar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar ksay gy forex aik big busines hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kair skaty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm is ma out off balance acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai mahnet kary g to hamy kamayeb hasal ho jy ge agar hum mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex aik inteernational or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                    hamy ache learning gan kar ky forex mai kam kaarna ho ga pher he hum passaio kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is ma passia be invest kar sakty hain hm is ma part itme be kam kar sakty hain hm is mai full time bekam kair sakty hain hum is mai fee account bana akr beh kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamaybe mily ge forex ko samjna ik din ka kam nahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese b wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning y kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuak hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                      MT 4 terminal me esy indicator ko install karna agar zarori ho jo key MT 4 terminal me pehly se majood na ho to es ka tareeqa ye hay key sab se pehly indicator ko download kia jaye aur per terminal me ja kar file key option ko open kia jaye file me data folder ko open kia jaye aur es me indicator key option me es indicator ko pest kia jaye, es key bad terminal ko refresh kia jaye to ye indicator list me show ho jaye ga, indicator list me other indicators jo key pehly se terminal me majood hoty hey ye new indicator be es list ka hisa ban jata hay aur es par click karny key bad ye indicator chart me be show ho kar signals provide karna start kar de ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                        Dear friend forex trading main new indicator add karny k ley humy mt4 main jana pary ga or jo indicator ap add karna chahty han usy copy karny or us k bad mt4 main indicators main ja k data folder main jany wahan pe different folder hon gy jin main aik folder mql4 ka bi ho ga phr ap ko mql4 main jana ha to wahan pe ap ko indicators ka folder mily ga apna new indicator wahan pe paste karny or mt4 ko restart karny to ap ka new indicator add ho jay or ap is ko indicators ki list sy select kar k Istamal kar saken gy is tahra ap koi indicators ya kuch ap add karna chahty han to ap same progress sy add kar sakty han or is ko istamal kar sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                          Hamen acchi Lal nanga Karke frax Mein kam karna hoga free hi Ham Paisa Kama Sakenge fresh Achcha business hai ham ismein live chat kar sakte hain Ham ismein paise bhi invest kar sakte hain Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain Ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Ham ismein fee account Banakar bhi kam kar sakte hain Ham ismein mehnat Karenge To Hamen kamyabi Milegi fresh ko Samjhana Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham ismein Agar lalaj Bina kam Karenge to Kamyab Honge aur Agar Ham Jyada lalach Karenge To Hamen loss ho jaega FIR Ek vaise business Hai Ham ismein 24 ghante mein se Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain ham ismein Agar learning ke kam Karenge To Hamen loss ho jaega Forex Pakistan mein Lagal Ban chuka hai ismein ham koi bhi Boss nahin hai isliye Ham Apne bus Khud Hote Hain Forex Ek bahut hi Achcha business hai jo na band hone wala business hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mt4 Software mai koi new indicator add karny ka tareeka??

                            Asslam o alaikum dear member MT4 trading app mein aap isliye koi train indicator set kar sakte ho ho uske liye aapko apna Jo real account hai yah demo Kaun Hai vah login karna padega MP4 trading app mein aur FIR aapko jo hai setting Mein Jana Hoga Agar setting Mein Nahin bhi Jaate to Udhar agar koi aap Kisi chat ko dekhna chahte ho uski analysis karna chahte ho to top age per takriban left se a 1 category chhodkar Jaise hi aap per second per click Karoge To Udhar aapke pass a Jaenge fractals indicators alligators ichimoku moving averages Ke Jo Hai vah section a Jaenge jinko Ham analyse Kar Ke market ki next Laga sakte hain Udhar Se aap koi bhi indicator set kar sakte ho Jaise K R Si indicators mcad CCI stock behtarin indicator Hain lekin inke alava Kuchh Aur Bhi market analytical thanks hote hain jinko aap analyse Karke a market ki directions ko samajhne ki koshish kar sakte ho aur Is Tarah jo hai aap Achcha analysis Karke Achu trading kar sakte ho....
                            Visit My Profile

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X