Jaiza; Tips of less loss.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Tips of less loss.
    Assalamu Alaikum Mere Aziz dosto. Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur trading ko enjoy kar rahe ho nge.
    Main aaj kuch tips share karna chahta Hoon jo ky aap ko trading Mein loss ko kam karne mein madad Gar sabit Honge.

    KNOWLEDGE OF TRADING
    Sabse pahle tu ja baat hai hi ki aapko trading ka knowledge acche tarike se Hasil karna hoga. Phir uske baad used par kaam karna hoga.

    DEMO PRACTICE
    Knowledge ko Hasil karne ke bad aap ko demo account par acche tarike se practice karni Hogi. Yad Rakhe ke Kamla ke sath practice karne ki koshish karen.

    EMOTIONS CONTROL

    Jab aap aap real trading Mein Kadam rakhen Tu Ek aur baat Yad Rakhe Ki chay aapko loss ho ja profit aapne Apne emotions ko control Mein rakhna hai. Emotions aap ki training ke liye bahut jyada Khatarnak sabit ho sakte hain.

    GREEDINESS

    Lalach bhi aap ki training ke liye Ye bahut Khatarnak chij hai Kyunki Jab aap laalach mein padenge To aap se bahut se galat Faisla Honge Jiski vajah se aap ki trades loss Mein Ja sakti hai.:1f63b:
    Last edited by ; 19-07-2019, 05:45 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Tips of less loss.

    Yes dear ais market mai agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais market mai loss se bachna hai to hum ko ais mai agar trade lagani hai to hum ko ais mai sab se phly knowledge hona chaye market agar ap knowledge ho ga to ais mai ap analysis kar k agar trade kary gay to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais mai agar hum apni trading strategy k hisab se kaam kary to hum ko ais mai zayda trades par profit hi ho ga kun k ais market mai agar dekha jaye to ais mai hum ko rules k hisab se kaam karna chaye ais mai agar hum ne profit banana hai to hum ko ais mai aisy lot size select karna hai ta k hum ais market mai mehnat kary gay to hum ko ais mai risk reward ratio k hisab se kaam chaye ta k profit zayda ho aor loss kam ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Tips of less loss.

      g han bhai jan ap ny boht achi information hmary sath share ki hain or ap ny jo loss ko kam karny ki tips btain hain un par amal kar k hum apni trdaing main loss ko kafi had tak kam kar skty hain tu apko chahye k loss hony k sub he factors ko avoide kar k trading karen q k har trador ko en par amal krna zarori hota hai or jub ap en ka khas khyal rakhty hain tu ap apni trading main loss ko kafi had tak mange kar k acha profit eran kar skty hain tu hmain chahye k hum apni trading main acha profit eran krna chahty hain tu apny knowlege or expiernce ko gain karen or forex ka expiernce gain karen es k sath sath ap ko apni trading k liye apny emotion ko control rakhen q k hum jald bazi main bhi loss karwa bethy hain tu hmain apny emotion par control rakhty howe trading karni chahye or es k ilwa kbhi bi apni trading main gree ko kbhi bhi shamil na karen q k jub ap lalach maina jaty hain tab bhi apko loss hony k chaces barh jaty hain tu apko chahye k ap apni trading k liye ens ub baton ka khas khyal rakhna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Tips of less loss.

        G haan dost aap ne buht hi achi information share ki he is tarah ki posting honi chahiye, Forex Trading me kabhi bhi emotional nahi hona chahiye hamesha fresh mind k sath trading kerni chahiye, Forex Trading me jab bhi trade open kia kare to sub se pehle market ko analyes kia kare, News ko watch kia kare, Market k trend ko lazmi dekha kare k market kis trend per chal rahi he or me jo trade open kerne ja reha ho kia us me mujhe profit mil sakta he, trade me hamesh stop loss or take profit ko use kerna chahiye us k begair trade me aapka account bhi wash ho sakta he is liye stop loss ko use kerna chahiye, Forex Trading me indicators ko bhi use kerna chahiye jis se wo hamen market ko indicat kerne me help kerte he k market ab kis trend per ja rahi he or future me kis trend per ja skati he agar hum log in tips per amal ker k trading kia kare to hamen trading kerne me aasani hogi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Tips of less loss.

          prefect market analysis
          Avoid greed
          Emotional control
          Decision making power
          Management money and capital management

          Dear membere bahot sari tips hain jin ko ap agr apply krty ho to market ko understand kr wkty ho lkn qik bat yad rakhy
          Ky har tareeka azmanq chye aik he strategy aik waqqt ma ya kch awaqat ma kam aa skti hai lkn har dafa qabil e amal nhi hoti hai
          Market ma trade krni hai to pehly demo account ma kam kro
          Emotional control bahot zarori hai low lot size lgana stoploss aor take profit manage krna
          Market ko analyse krna support aor resistance indication ky leay sentimental analysis aor indicator ka istemal krna bhi zarori hai
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Tips of less loss.

            App nay loss ko kam karnay liye baray he achy 4 points mention kiye hain. jin per ager traders kam Karin aur apni trading mai inko practically apply Karin tu phir loss ko kam kiya ja sakta hai. maire khayal say app nay jo points mentions kiye hain in mai traders kay emotions per control ke bari value hai aur traders ko trading kay doran apny emotions per control zaroor rakhna chaiye.
            Iss kay elawa b kafi sari cheezian hain jin ke madad say loss ko kam kar sakty hain. jin mai kafi important cheez traders mai patience ke quality ka hona hai . traders kay liye patience ka hona b zaroori hai . app nay jo points mention kiye inkay sath sath patience kay sath trading ke jiye tu loss kam say kam zaroor kiya ja sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Tips of less loss.

              G dear bhai ap ne thk kaha achy points haen Jo ap ne discuss kiye knowledge ka hona bht ahmiayat rakhta ha q k knowledge hoga tu experience bhi hota knowledge hamaisha hasil krty rehna chaye. Practice itni krean k ap expert ho jaen trade pakrny k master ho jaen. Hr qisam ki trade krny ki practice krean.
              Emotions ka control bht ziada zruri ha agr ap apny emotions ko control mein kr laity ho tu ap forex ko 50% seekh chuky ho half successful ho chuky ho ap..
              Gread aik aisi cheez ha Jo traders ko deemak ki trha chhat jati ha gread Ness se bachaen gread kbhi na krean kuch hasil ni ho ga ap ko gread kr k ulta nuqsan krean ge. Q k jb jb hm ne gread ki hamaen nuqsan howa phr apny ap ko ilzam daina aur bad mein qoosny se behter ha k ap start se hi gread na krean. Trading k liye en cheezon pe control hona bht zruri ha agr ye cheezain control mein kr laity haen tu yehi samjhaen k hm success k bht qareeb haen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Tips of less loss.

                Forex trading members Assalamualaikum
                Loss ko kam krny ky leay ma apko kch tips dena chahta hun ma apny experience ky mutabiq he apko ray don ga forex trading forum ma bahot achy achy trader majood hain apko un sub ki rahnumai bhi leni chye forex trading market ma.sub sy pehly apko planning krni hoti hai yeh aik primary step hai
                Usky bad apko market ka practical jaiza lena hota hai jis ko bolt hain analysis is ky bad apko apni strategy muratib krni hoti haI
                Market.ma trading ky leay analysis bhi three type ky hai in ko bhi important tasavar krna ho ga
                Low lot size selection bajot zaroright hai jub ap apni lot size ko low rakhty ho to ap ko account manage krny ma asani hoti hai
                market ma technical analysis khud kren support aor resistance talash kren aor stoploss aor take profit khud apny hath sy lgao aor market ma indicators aor oscillators bhi use kro aor khud finding ko apni trading ma apply kro apni skills bnao aor khud sara kam kro
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Tips of less loss.

                  ye sb chezain humeri basic mistakes main ati hain main app ki baat say agree kerta hoon forx main acha knowledge our experience ho ga pher us k oper app nay skills ko better bnaeya ho ga pher he us k bad app practice say gain kia ho ga our pher u smain emotion ko mean jo trader apny oper control ker leta hai to dosto wohi us main successful trader banta hain us main lalauch say bachain sb say bara enemy ap ki success ki rah main yahi hain us ko kill ker k he kamyaab ho sagtay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Tips of less loss.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum Mere Aziz dosto. Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur trading ko enjoy kar rahe ho nge.
                    Main aaj kuch tips share karna chahta Hoon jo ky aap ko trading Mein loss ko kam karne mein madad Gar sabit Honge.

                    KNOWLEDGE OF TRADING
                    Sabse pahle tu ja baat hai hi ki aapko trading ka knowledge acche tarike se Hasil karna hoga. Phir uske baad used par kaam karna hoga.

                    DEMO PRACTICE
                    Knowledge ko Hasil karne ke bad aap ko demo account par acche tarike se practice karni Hogi. Yad Rakhe ke Kamla ke sath practice karne ki koshish karen.

                    EMOTIONS CONTROL

                    Jab aap aap real trading Mein Kadam rakhen Tu Ek aur baat Yad Rakhe Ki chay aapko loss ho ja profit aapne Apne emotions ko control Mein rakhna hai. Emotions aap ki training ke liye bahut jyada Khatarnak sabit ho sakte hain.

                    GREEDINESS

                    Lalach bhi aap ki training ke liye Ye bahut Khatarnak chij hai Kyunki Jab aap laalach mein padenge To aap se bahut se galat Faisla Honge Jiski vajah se aap ki trades loss Mein Ja sakti hai.:1f63b:
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main stop loss both important option ha is sy hum apny ap ko loss sy safe rakh sakty han jtna hum stop loss rakhna chahty han rakh lan phr us pe amal karny jab k hum stop loss k bagar trading karny gy to humy both ziada loss ho sakta ha or humara account wash bi ho sakta ha is ley humy stop loss zaror use karna chae ha stop loss humy bary loss sy bachny main help karta ha 30 sy 35 jtna hum stop loss rakhty han agr ho to srif woe loss hota ha is ley stop best option ha humary ley
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Tips of less loss.

                      yes brother ager to forex main app nuksaan say bachna chhty hain to pher app ko un sab k oper control kerna ho ga her he ap trade ker k ache earning bna pao gay koi bhe business app world ka lay lain us main jo bhe trader laluch k sath trade kerta hai wo loss kerta hai mean kaam kerta hai jo us main practice nahe hoti hus ko muskilaat hote hai to forex main bhe knowledge our demo experience ka hona boht zarori hai pher he app us main trading ker k us main achy trader ban sagty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Tips of less loss.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum Mere Aziz dosto. Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur trading ko enjoy kar rahe ho nge.
                        Main aaj kuch tips share karna chahta Hoon jo ky aap ko trading Mein loss ko kam karne mein madad Gar sabit Honge.

                        KNOWLEDGE OF TRADING
                        Sabse pahle tu ja baat hai hi ki aapko trading ka knowledge acche tarike se Hasil karna hoga. Phir uske baad used par kaam karna hoga.

                        DEMO PRACTICE
                        Knowledge ko Hasil karne ke bad aap ko demo account par acche tarike se practice karni Hogi. Yad Rakhe ke Kamla ke sath practice karne ki koshish karen.

                        EMOTIONS CONTROL

                        Jab aap aap real trading Mein Kadam rakhen Tu Ek aur baat Yad Rakhe Ki chay aapko loss ho ja profit aapne Apne emotions ko control Mein rakhna hai. Emotions aap ki training ke liye bahut jyada Khatarnak sabit ho sakte hain.

                        GREEDINESS

                        Lalach bhi aap ki training ke liye Ye bahut Khatarnak chij hai Kyunki Jab aap laalach mein padenge To aap se bahut se galat Faisla Honge Jiski vajah se aap ki trades loss Mein Ja sakti hai.:1f63b:
                        Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapne kaafi achchhi post ko start kiya hai agar in Sab cheezo Ko Kya lagte Hue Forex trading business ko kiya jaye to hamm taafi percentage male loss Se Ban sakte hain Apne Sahi kaha ki agar Hum Logon se baat karna chahte hain tu apne Andar Se lalach ko Khatam karna hoga aur emotions ko positive Degi Taraf Lana hoga aur Forex trading ke knowledge Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada time demo account par Dena Hoga Taka Hamari real money Ka Joda Hamein hota hai real account Se Hua demo account par kaam karne se khatam ho jaaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Tips of less loss.

                          g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmt krta hun or forex trading main hmain enhin points ko ignor karny se lsos hota hai or hum apni trading main buri trha fail ho jaty hain es liye sub se pahly tu apko apni rading ka knowledge gain krna chahye q k knowledge kisi bhi kam ko successful bnany main eham kardiar ada karta hai q k kisi bhi kam k liye oska knowledge zarori hai or es k ilwa hum apni trading main lalalch ko kam kar k apni trdaing main loss ko kam kar skty hain q k jub tradors lallach karty hain tab he wo koi na koi galti karty hain jis se un ko loss ho jata hai tu hmaisha osi method se trading karen jis se apko apki trading main acha profot mily or apko trading main loss hony k chaces bhi kam se kam hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Tips of less loss.

                            TIPS OF LESS LOSS:

                            Walakum Salam bhai trading mein jo ap ne batein ke hien keh trading ke lie hmare pass in baton ko follow krna boht zrore hota he jo keh ap ne thread mein de hein.

                            1- Trading ka Knowledge :
                            Forex trading ka knowledge hona to hmare lie boht lazme he agr trader ke pass trading market ka knowledge ne he aur aise he trader forex trading business start kr deta he phr us ko trading mein kuch bhe profit ke ummed nhe ho ge to jahan tk me smjhte hon to hmein trading knowledge hasil krna chahe.

                            2- Demo Trading :
                            Forex trading mein demo account ke trading krna new traders ke lie boht acha hota he keh kion keh jb new trader demo account pr trading krte hien aur forex trading ke bare mein sb kuch live smjhte hein to mere khyal se yeh boht he bhtreen aur easy tareeqa hota he trading ka aur es trah trading ka experience acha hota he aur hm apne trading profitable kr skte hien.

                            3- Emotions ka Contrl krna:
                            Forex trading main emotionaal trading krne to loss he loss he es lie trader ko trading mein kabhe bhe emotional trading nhe krne he aur trading market mein boht ahtiat se apne trading krne hote he phr ja kr trading mein trader ko profit earn hota he jb hm emotional free trading krte hien.

                            4- Greediness :
                            Forex trading mein hmein lalach kabhe use nhe krne he kion keh jb hm trading mein lalach use krte hien to hmein boht loss face krna pr jata he to es trah se hm apne trading mein mutat rhein aur apne trading mein mistakes na krein aur apne trading safe krein aur greed se avoid krein.

                            To yeh jo batein hein sb hmare lie boht important hien aur hmein in sb baton ka ache se khayal krna prta he phr ja kr hm apne trading mein loss kam krte hien aur hm apne trading mein acha profit earn krte hien. Umeed he keh ap ko in bateon ke smjh a gae ho ge. Thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Tips of less loss.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum Mere Aziz dosto. Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur trading ko enjoy kar rahe ho nge.
                              Main aaj kuch tips share karna chahta Hoon jo ky aap ko trading Mein loss ko kam karne mein madad Gar sabit Honge.

                              KNOWLEDGE OF TRADING
                              Sabse pahle tu ja baat hai hi ki aapko trading ka knowledge acche tarike se Hasil karna hoga. Phir uske baad used par kaam karna hoga.

                              DEMO PRACTICE
                              Knowledge ko Hasil karne ke bad aap ko demo account par acche tarike se practice karni Hogi. Yad Rakhe ke Kamla ke sath practice karne ki koshish karen.

                              EMOTIONS CONTROL

                              Jab aap aap real trading Mein Kadam rakhen Tu Ek aur baat Yad Rakhe Ki chay aapko loss ho ja profit aapne Apne emotions ko control Mein rakhna hai. Emotions aap ki training ke liye bahut jyada Khatarnak sabit ho sakte hain.

                              GREEDINESS

                              Lalach bhi aap ki training ke liye Ye bahut Khatarnak chij hai Kyunki Jab aap laalach mein padenge To aap se bahut se galat Faisla Honge Jiski vajah se aap ki trades loss Mein Ja sakti hai.:1f63b:
                              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy apny knowledge or experience pe tawaja dani chae ha jtna ziada knowledge or experience ho ga hum utny he successful ho sakeny gy is ley sab sy pehly learning karny or practice karny ta k ziada sy ziada ache trading kar sakeny
                              Forex trading main loss sy bachena k ley humy proper stop loss or take profit istamal karna chae ha proper lots size istamal karna chae ha apny account k mutabiq ta k hum ziada risk na lan
                              Forex market main humy apny emotions juldbazi or lalich sy bachena ho ga jab hum in chezun pe control rakheny gy to hum ache trading kar sakeny gy or ziada sy ziada ache earning kar sakeny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X