Jaiza; Tips of less loss.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza; Tips of less loss.

    Agar Ham Logon Ko lost Se Bachana hai aur profit banana hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko forex market ka fayda Hoga aur ham Logon Ko kamyabi Milegi isliye Ham Logon Ko hardworking Karni Hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza; Tips of less loss.

      Forex trading business mai traders ko loss say bachnay kay liye bohat si tips hoti hain jinn pay ammal ker kay apnay loss ko Kamm ker saktay hain aur loss ko bilkul khatam bhi ker saktay hain. Forex trading mai traders kuch makhsus wajuhaat say he loss ker rahey hotay hain jo kay bohat common bhi hotay hain. Loss pay qaabu panay kay liye traders ko apna knowledge aur learning barhanay kay liye aisi information haasil kerni chaiye jo trusted ho aur jinn kay proof bhi mojud ho. Traders ko apni strategies aur plannings ko banatay hauy Market ki real situation ko analyze kerna bohat zaruri hota hai. Loss say bachnay kay liye lalach pay control rakhna chaiye aur aik he trade ya aik he din mai ameer honay ki soch pay bohat qaabu rakhna chaiye takay trading mai achi practice kay sath slow and steady kaam kia jaey aur slow and steady he profit fain kia jaey iss Tarah laalach aur jald baazi say honay waali ghaltioo pay qaabu paya jaa sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza; Tips of less loss.

        Successful trading key ley aur less loss face karny key ley traders ko expert traders key tips par amaal karna chaye, important tips ye hey jo trading me hamy less loss face karny aur profitable trading karny me help de sakty hey,

        1. knowledge power: Forex market se related knowledge ko as a power use kar key market me ham bahot zeyada had tak loss se bach sakty hey,
        2. Experience: trading experience be traders key ley power ka kam de sakti hay jo key trading me profit ki limit increase karny me aur loss ko kam karny me helpful hoti hay,
        3. Professional traders ki tarha hamy hamesha risk management strategies par kam karna chaye jo key market me risk ki percentage zero karny me help dety hey.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza; Tips of less loss.

          Assalamu Alaikum dear friends yah dost aapane bahut hi accha question Kiya Hai acchi information share Ki Hai Is Tarah Ki posting honi chahie Forex trading Mein Kabhi Bhi emotional Nahin Hona chahie Hamesha fresh mind ke sath trading Karni chahie Forex trading Main Jab Bhi trade open Kiya karen to sabse pahle market ko analysis Kiya Karen news ko watch Kiya Karen market trend cal aadami Dekha Karen kay market kis train per chal rahi hai aur bhejo trade open karna hai ja raha hun kya usne mujhe profit mil sakta hai trade Mein Hamesha stop loss aur take profit ko use karna chahie Uske bagair trade Mein aapka account divorce ho sakta hai isliye stop loss ko use karna chahie Forex trading indicator ko bhi use karna chahie jisse vah Hamen market ko indicate karne mein help Karte Hain Ki maarpeet Ab kis train per ja rahi hai aur future mein kis prant per Ja sakti hai agar ham log in tip per Amal Karke training kiya Karen To Hamen trading karne mein aasani Hogi aur ham Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge aur acche Businessman Ban Sakenge Forex Ek bahut hi Achcha business hai jismein Ham Kamyab ho sakte hain aur Achcha profertil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Loss ko kam karny kay leye zarori hai kay strategy ap ki apni ho or ap har week bad us ka review karain. Mistakes ko note karain or phir un pay kam kar kay practice karain jis sy ap ka loss be kam hoga or ap ki earning be achi ho sakti hai.Loss ap ka jis kadar kam hoga ap us ko bad mai mazeed kami kar sakty hain. Analysis ap kay apny ho or ap apny analysis pay sahi tarha kam kar kay apni trades ko behtr sy behtar bana sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza; Tips of less loss.


              Click image for larger version  Name:	download.png Views:	5 Size:	7.7 KB ID:	12867729



              Agar aap trading mein nuksan kam karna chahte hain, to yeh chand tips aapke liye madadgar ho sakti hain:

              1.Tehqeeq o Tajarba:
              Pehle se tay ki gayi taqatwar tehqeeq aur apne tajarbaat ka istemal karein. Is se aap samajh sakte hain ke kis tarah ke maamlaat aapke liye behtar hain aur kis tarah ke nuksan ko kam kiya ja sakta hai.

              2.Sauda Karne Ka Saheeh Waqt:
              Bazaar mein sauda karne ka saheeh waqt ka intezam karein. Aksar log ghaflat mein galat waqt par sauda karte hain jis se nuksan hota hai.

              3.Nafa Nuksan Ka Hisaab:
              Har sauda ka nafa nuksan ka theek se hisaab rakhein. Is se aap apne faislon ko samajhenge aur future mein behtar faislon par amal kar sakte hain.

              4.Paisay Ka Intezam:
              Trading ke liye mojooda paisay ka munasib intezam rakhein. Zyada paisay invest karne se bachain, aur hamesha sirf itna paisa invest karein jo aap afford kar sakein.

              5.Tajawuz Na Karen:
              Apni trading ki hudood ko tay karein aur tajawuz na karein. Kisi bhi wajah se aapke tay kiye gaye plan se bahar na niklen.

              6.Diversification:
              Apne investments ko mukhtalif assets mein taqseem karein. Ek hi jagah pe paisay invest karne se bachain, taki agar kisi ek area mein nuksan ho, to doosri jagah se maal hasil kiya ja sake.

              7.Professional Salah Mashwara:
              Trading ke mamle mein ek mahir aur salahkaar se mashwara lein. Wo aapko behtar tajaweezat de sakte hain aur aapke faislon ko samajhne mein madad kar sakte hain.


              In tips ko amal kar ke aap apne trading ke nuksan ko kam kar sakte hain aur apni trading ko behtar bana sakte hain.
              Last edited by ; 25-03-2024, 09:55 AM.

              اب آن لائن

              Working...
              X