Jaiza: Main skills traders ke andar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Main skills traders ke andar
    Asslam o alekum all ek trader ke andar kuch khaas skills ka hona laazmi hai jis se wo ek acha trader ban sakta hai jin mein se kuch ye mein apko define karne wala agar kuch point disagree karen to kindly apni maloomat se aagha kijyega.
    Pehli point hai Analytical Skills: Ye skills wo skills jis ke through trader data easily and quickly analyze karle jese ko aap logo ko pata hoga trading main analysis ek ehm hisa ada krti hai, data analyzation mein apka charts indicator patterns analysis ajata hai jisko hum technical analysis bhi kehte hain. Traders ko chaye ke wo apne andar analytical skills develop karen jis ke zarye wo charts mein trends ko easily detect kar saken.
    Second point hai Research: Traders ke andar wo qaabiliyat hona boht zaroori hai ya wo bhookh hona lazmi hai jis ke zarye wo apni trade ke loye new new maloomat ki khoj karen market mein trending kia chal raha price rate etc most of the traders ek calendar setup kar lete hain data economic data ka jis ka effect seedha financial markets pe hota hai to market mein jab bhi koi new information ya change aati hai to market ko set hone digest krne mein time lagta hai but traders ke pas us ki already design created hoti hai to unko easy hojata hai change ko manage karne ke liye.
    third point is Focus: Focus dihan ye ek ehm point hai trading mein jab ap apna pura focus trading pe dete ho to aap trading ko ache se perform karte ho jab bhi market koi new change laaye to trader ke andar ye skills hona laazmi hai ke wo change pe forus deke us change ko learn karen and new strategy ke sath market mein trade lagaye.
    Dusri point hai Control: Trader ko chaye ke wo trading pe focus de apne emotions ko control karen phr chahe usko loss ho ya profit apne emotions ko kabhi bhi trading mein aane na dia jaye us se trading skills pe bura asar parh sakta hai. Ek trader ke loye ye boht zaroori hai ke wo risk ko manage kre stop loss and take profit ko set points pe use karke esi strategies iss liye banayi jaati hai ke agr trader ko kisi trade pe lose ho to kam s kam ho and profit ho to achi trades mein ziada se zaida ho.
    Record keeping: Last point ye hai ke trader ko chaye ke wo apni trades ka result ka record apne pas save krke rakhe and usko dekhe us ne us trades mein konsi plus points dikhayi hai konsi negative points jis se usko seekhne ka mauka milta hai.
    Umeeed hai apko in points se kuch seekhne ko milega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

    Xolo abstract market Mein hardwork karte hain wo Log Yahan Se Accha property Asan kar sakte hain isliye Hum Sab logo ko hard work karna chahiye Hum logo ko bahut jyada kamyabi Milegi aur log Kafi achha profit hassil kar sakte hain
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

      forex aik online business hain is mai skills ke bohat ahmeyat hain hamy skills ko apny experience sy bahter bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

        forex trading main trading ki skills ahr trador k liye boht ahmiyat rakhti hai q k aghr tu hmari trading skills strong hai tu hum apni trading ko bhi bahtr tariky se handle kar skty hain q k tyah bsuiness online hai jis main hmain online he market ko follwo krna hota hai jub humari trading ki baility strong hogi tab he hum apni trading ko achi trha se smjh skty hain es liye forex ko zayda se zyda laerning karen or forex ka knowledge gain karen or ap apni trading main apny trading k knowledge ko bhi gain karen q k ap ko tab he es business se faida milta hai jub ap apni trading main apni skills ko use kar k trading karen tu hmain acha profit hasil karny main asani hoti hai
         
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

          han g main ap ki bat se agree hun bhai is main hume skills ko betar krna bohat zahrori ha jab tak hamre pass trading ka knowledge nai hoga hum is main success hasil nai kr sakte hein is liye hume is main zada se zada menat krni chaiye ur hard work krna chaiye acha bonas earn krne k liye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

            forex trading main jo tradors kamyb hoty hain wo apni trading skills k strong hony ki wjah se he hoty hain es liye forex main kamyb hony k liye trading kis kills ko devlop karna zarori hai jis se ap apni trading ko smjh kar karny main asani hoti hai or ap apni trdaing ko bhi profiatble bna skty hain or forex ki skills ko devlop karny k liye apko forex ki leraning par fovcus krna chahye or forex ka jitna ho skay otna he knowledge gain krna chahye skils k liye ap demo account bhi use akr skty hain en sub k useses s ap apni trading ko boht acha move kar skty hain or apko es main acha profit milny k bhi chances hoty hain or ap ko loss bhi tab kam se kam hota hai jub apki skills strong hoti hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

              forex trading main skills ki boht ahmiyat hai or forex trading main apki skills tab he improve hoti hai jub ap mahnt karty hain hard work karty hain q k hard work se he hum es business ko sikh skty hain or jub hum es ko achi trha se sikhty hain tu he hum es ko smjhny main asani hoti hai sub se pahly forex k es business ki leraning karty hainor jub hum leraning karty hain tu ap ka knowledge bhi9 gain jhota hai or jub ap ka knowledge hota hai tab he ap trading ko smjhny maina asani hoti hai tu zarori hai k leraning par focvus karen ore aghr hum demo account bhi use karen tu hum achi trading sikh skty hain jis se hmari trading ability bhi strog ho skti hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                forex trading main skills ki boht ahmiyat hai q k hum trading k es businsess main skills k sath he kamyb nahi ho skty hain or forex trading ki skilss tab he improve hoti hai jub hum apni trading ko sikhny k liye hard work karty hain q k jub hmain es k basic knowledge ko hasil karty hain tab he es ko smjhny k bad profiatble bna skty hain es liye apni trading skilss ko devlop karny k liye forex ko learn karen or apny expiernce ki base par apni trading karen kbhi bhi apni trading ko ayse point par na rakhen jis se apko loss hony ka khtra ho es liye forex main kamyb hony k liye zarori hai k pahly apni trading ki skills ko strog karen ta k apko loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                  Dear friend forex trading main humary pass basic skills honi lazmi ha jis sy humy forex trading ka basic knowledge or basic concept pata chaly or hum aram sy ache trading kar sakeny is ley humy basic knowledge hasil karna chae ha or basic knowledge ko demo account main apply kar k practice karni chae ha jtni ziada hum practice karny gy humy utna he fayda ho ga or loss k chance both kam hon gy forex trading main humy proper learning karni chae ha or ziada sy ziada knowledge hasil kar k trading karni chae ha or jtni ziada trading karny gy is sy humara experience ziada ho ga or easily forex trading ko samj sakeny gy or trading karny main ahsani ho ge main skills yehe han k humary pass knowledge or experience ho tab trading karny analysis karna seekena lazmi ha tab he hum kamyab ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                    Ham log jitne Jyada hardworking Karte Hain Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda Hota Hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hardworking Kitni Hogi acche profit ke liye FIR Ham Logon Ko Kafi hi fayda hoga aur ham log Kafi fayda handle kar sakte hain forex market se
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                      Kisi bhi trader kay under kuch aisay skills zarur hotay hain jinn ki wajah say woh dusray traders say ziada kaamyab hota hai. Tamaam traders ko apnay aisay skills ko enhance zarur kerna chaiye takay acha business ker kay achi earning ki jaa sakey. Forex traders kay under knowledge aur learning ko gain ker kay usay achi tarah parakhnay kay skills honay chaiye kiyu kay bohat sa aisa knowledge bhi share ho raha hota hai jo technically proven nahi hota aur aisi strategies qaabil ammal bhi nahi hoti iss liye aik achay aur expert trader ko iss baat ko samjhaay kay skills zarur honay chaiye. Forex traders kay under aik aur skill jiss ko bohat ziada improve hona chaiye woh fori faisla kernay aur uss pay ammal kernay kay liye fori action kernay ki capacity hona bohat zaruri hai. Iss Tarah trading mai bohat improvements ajaati hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                        Professional traders me single skill nahi hoti jes key base par wo Forex market me kamyabi hasil karty hey esy traders me jo main trading skills hoti hey wo ye hey,

                        1. Knowledge: professional traders apni trading performance key ley knowledge hasil karny ko tarjeeh dety hey aur me samjta hon knowledge hi main skill hoti hay jo traders ko next level tak le kar ja sakti hay,

                        2. Trading experience: knowledge hasil karny key bad ye possible ho jata hay key traders demo account ya per other account type me kesi had tak achi trading karny ka muqa mil saky es se traders ko ye faida ho jata hay key un me trading skills improve hony lagti hay,

                        3. Market movement ki judgement: knowledge+trading practice traders ko live Forex market ki movement judgement karny me helpful ho sakti hay ye be traders ki main skills samji jati hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Main skills traders ke andar

                          Assalamu Alaikum dear friends Forex trading mein jo traders Kamyab hote hain vah apni trading skills ko strong hone ki vajah se hi hote hain isliye Forex Mein Kamyab hone ke liye trading ki skilled ko develop karna jaruri hai jisse aap apni trading ko samajhkar karne mein aasani hoti hai aur aap apni trading ko bhi profitable banaa sakte hain aur Forex key skills ko develop karne ke liye aapko Forex Ki Ladai per focus karna chahie aur Forex ka Jitna ho sake utna hi Dur Lage Gate karna chahie skilled ke liye aap account bhi use kar sakte hain is Sab ke use se aap apni trading ko bahut accha kar sakte hain aur aapko is better profit Bil Dekhe bhi chance hote hain aur aapko lost bhi tab kam se kam Hota Hai Jab aap kis Khel strong hoti hai isase aap acche Businessman Ban sakte hain aur acchi earning kar sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X