Asslam o alekum all ek trader ke andar kuch khaas skills ka hona laazmi hai jis se wo ek acha trader ban sakta hai jin mein se kuch ye mein apko define karne wala agar kuch point disagree karen to kindly apni maloomat se aagha kijyega.
Pehli point hai Analytical Skills: Ye skills wo skills jis ke through trader data easily and quickly analyze karle jese ko aap logo ko pata hoga trading main analysis ek ehm hisa ada krti hai, data analyzation mein apka charts indicator patterns analysis ajata hai jisko hum technical analysis bhi kehte hain. Traders ko chaye ke wo apne andar analytical skills develop karen jis ke zarye wo charts mein trends ko easily detect kar saken.
Second point hai Research: Traders ke andar wo qaabiliyat hona boht zaroori hai ya wo bhookh hona lazmi hai jis ke zarye wo apni trade ke loye new new maloomat ki khoj karen market mein trending kia chal raha price rate etc most of the traders ek calendar setup kar lete hain data economic data ka jis ka effect seedha financial markets pe hota hai to market mein jab bhi koi new information ya change aati hai to market ko set hone digest krne mein time lagta hai but traders ke pas us ki already design created hoti hai to unko easy hojata hai change ko manage karne ke liye.
third point is Focus: Focus dihan ye ek ehm point hai trading mein jab ap apna pura focus trading pe dete ho to aap trading ko ache se perform karte ho jab bhi market koi new change laaye to trader ke andar ye skills hona laazmi hai ke wo change pe forus deke us change ko learn karen and new strategy ke sath market mein trade lagaye.
Dusri point hai Control: Trader ko chaye ke wo trading pe focus de apne emotions ko control karen phr chahe usko loss ho ya profit apne emotions ko kabhi bhi trading mein aane na dia jaye us se trading skills pe bura asar parh sakta hai. Ek trader ke loye ye boht zaroori hai ke wo risk ko manage kre stop loss and take profit ko set points pe use karke esi strategies iss liye banayi jaati hai ke agr trader ko kisi trade pe lose ho to kam s kam ho and profit ho to achi trades mein ziada se zaida ho.
Record keeping: Last point ye hai ke trader ko chaye ke wo apni trades ka result ka record apne pas save krke rakhe and usko dekhe us ne us trades mein konsi plus points dikhayi hai konsi negative points jis se usko seekhne ka mauka milta hai.
Umeeed hai apko in points se kuch seekhne ko milega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим