Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)
    Assalam o alaikum dear friends and forum members. Pak forex forum pay kaam kernay waley new ho ya senior ho sub traders hain kiyu kay hum sub yaha trading seekhnay or trading kernay kay liye bonus hasil kernay kay liye aey huay hain.Hum sub kuch aisi mistaes ya ghaltiaa kertay rehtay hain jin ka humey baad mai experience or skilled honay kay per pata chalta hai.Kuch ghaltiaa ya mistakes aisi hain jo sub traders kertay hain.

    1. Jald Baazi

    Traders bohat jald baaz hotay hain jab kisi pair ya commodity mai movement tez hoti ai tou aksar jald baazi mai trend daikhay baghair kay ye aisay chalay ga ya nahi forun trade open ker laitay hain

    2. Volume ya lot size

    Traders aksar laalach ki wajah sey volume ya lot size ziada select ker laitay hai jis say baad mai loss ka khadsha her waqt rehta hai

    3. Wrong entry

    Traders wrong entry ker laitay hai jaisay sell ki bajaey reverse mai trend kay against jaa kay trade open ker laitay hai kay ye trend jab change hoga tab profit ho jaey ga

    4. Fori faisla

    Traders fori faisla nahi ker patey jab kay forex trading business mai aik aik pip ki value hoti hai or late faisla kernay sey ya tou profit kamm ho jata hai ya loss barh jata hai

    5. Metals trading

    Traders currencey kay saath saath same time mai metals mai bhi trading kertay hai jaha spreds ziada hotay hai or magins kamm ho jatey hain

    6. Margin

    traders ko margins ka pata nahi hota kay free margin or margin kia hai or trade open kertay huay in pay volume size ki selection kia asaar daalti hai

    Dear members ye wo ghaltiaa hai jo ab tak mujhay experience hua hai kay aksar traders ka account wash kernay ka sabab ban jaati hai.Aap ko bhi jo mistakes pata ho wo zaroor share karey takay hum sub unhey zehan mai rakh kay future mai trading ker sakey or yaha per hamara maqsad poora ho sakey.Yeh mairai zaati raey hai kisi ka iss say mutafiq hona zaroori nahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

    App nay ache mistakes ko k commonly Saab members kerty haen our ye khas toor pay new members ko apny mind maen bethani Hoon gay ta k Jo seniors ye mistakes ya ghaltian Jo ker chukay Hain wo na karean our loss say apna account safe rakhean
    Jald bazi jesay k Islam maen bhe haraam hay to forex main bhe jab app achy say analysis nahe karean gay our foraan market maen enter hoo Jain gay to pher app ko loss ho ga app wrong entry lay lain gay
    Humesha trend ki favour maen trade lain trend against entry say app to loss zeada honey k chances hoty haen
    Humesha Jo lot size ko control ker k trade kerta Hy our over trading nahe kerta Hy wohi humesha forex maen jald successful trader banta Hy
    Humean margin level ka our free margin ka pata ho ga to he lot size ko hum control ker pain gay our ache trade keep sagain gay
    Chahay currency trading ho ya metal app k technical our fundamental analysis achy Hoon ga to pher he app forex maen ache entries lay k us say acha profit asaani k sath earn kerpain gay humesha Jo bhe trader hard work kerta Hy wohi forex maen us ki learning ache kerta Hy our acha profit earn ker pata hy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

      Hum logo ko chahiye ki hum log market Mein kam se kam mistake Karen jitne ka mistake ho sakti hain Agar Hum Log Jyada mistake Karenge 24 Hum logo ko Jyada loss Hoga isliye Hum logo ko kam se kam mistake kar de chahi Par Hum logo ko iska bahut hi jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

        Ap ny bilkul sahi kaha hai or ap ny wo mistakes highlights ki hai jo k traders normally karty hai. kai old traders b ye mistakes karty hai agar ye mistakes na ki jaye to trading kafi behtar ho sakti hai.
        Agar ap chahty hai k ap ki trading achi ho to in mistakes sy bachy or mistakes sy bachny k liye ap ko apni trading me improvements lani hogi.
        Or ap ko analysis theek karny ho gy ap k analysis theek huwy to maximum mistakes to khud door ho jaye gi or ap ko wait karna hoga ta k ap ko sahi time mily trading karny k liye or loss na ho ap ko.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

          Forex trading main traders boht c mistakes karty hain. un main say kuch mistakes to itni common hoti hain kay taqreeban tamam traders wohi mistakes repeat karty hain. Aksar traders thora boht knowledge hasil kar kay practice kay baghair he trading start kar dety hain. Kam account balance kay sath trading bhi boht common mistake hay. Lot size ziada rakhna bhe mistake hay. Market ko analyze kiye baghair ya is ka trend talash kiye baghair he trades start karna mistake hay. Trend ka agar pta chal bhi jay to us ko follow na karna bhi mistake hay. Trades open karny main jald bazi karna. Multiple trades open karna. kam balance hony kay bawajood metals ya high volatile financial instruments par trading karna, ye sari common mistakes hain jo aksar traders bar bar karty hain. In mistakes par qaboo pana chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

            G han friend ap ny bilkal tek kaha ha forex m hi kya hr kam m hi hr koi galtian krta hy forex m b ham aksar galtian kr jaty han jin ki wja sy hamy loss hota hy forex m baz dafa mistakes juldbazi ki wja sy hoti han k ham lalich kr jaty han k hamy jaldi ameer ban na hy or jaldi sy or zyada profit hasil krna hota hy is k alawa b hmari bot c mistakes hoti han ham zyada kmany k chkar m lot size trade open krty han kbi hamy bot zyada profit hota hy or kbi account wash ho jata hy aksar ham knowledge or learning k bagar experience k bagar forex m trading krty han jis sy loss ho jata hy ye sb hmari mistakes ki wja han is liay aik br ye galtian kr k dobara in mistakes ko ni dohrana chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

              g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or sub he factors hmarya stah shre ki hai jin se hmain loss ho jta hai tu sub se pahly tu hmain apni trading main har os factor ko avoide krna cahhye jis se hmain loss ho skta hai kbhi bhi jald bazi nahi krni chahye trading main or jitna ho skta hai otna he apni trading main tasili k sath market ko analysis karny k bad apna order set karen jis k bad hmari trading main risk ki ratio kam ho jati hai or jub risk ki rato kam ho jati hai tu hmain loss bhi kam hota hai es k ilwa market k aginst main trading karny se bhi hmain loss ho jta hai tu market k hisab se apni trading karen or sath main apko apni trading main kbhi bhi bari lot set nahi karni chahye q es se bhi apki trading risky ho jati hain or apko loss hony se account bhi wash h jta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                Forex market Mein Hum Log jitne ka mistake Karenge itna hi jyada Hum Logon Ko fayda Hoga isliye Hum Sab Logon Ko kam se kam mistake Karni chahiye FIR Hum Sab Logo Ko fayda Hoga Hum Logon Ko Jyada mistake Nahin Karni chahiye forex market Mein Varna Hum logo ko iska bahut hi jyada nuksan hua
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                  forex main trading karty waqt mistakes karny wala aksar nuqsan hi ka shikar hota hy us ko forex markit sy naffah hasel ni hota hy or woh ghalteyan jpo karta hy woh kabhi to forex ka ilam hasel kie baghair jo trading kary ga woh to kabhi bhi kaamyab ni ho ga or is ky sath jo banda forex markit main kaam karty waqt risk sy kaam ly ga woh bhi is karobar main kaamyaab ni ho ga ise trah sy is kaam main laluch karny wala bhi kaamyaab ni ho ga or un dinon main trading karny wala jen dinon main forex markit loss ka shikar ho loss ki truf movekar rahi ho un dinon main bhi ki hoe trading bhii kaam yaab ni ho gi bulkeh loss hi ka samna karna parhy ga us main in sari sowrton sy loss ho ga loss sy buchny ky lie in sari chizon sy buchna parhy ga tub ja kar forex markit main kaam yaab ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                    Forex main jab tak aik trader apni mistakes ko control nahe kerta hai tab tak wo forex main kabhe bhe successful trader na ban sagta hai forex main her new our senior members say ye mistakes hoti rheti hain our jo bhe un ko ager kafi senior honay k bad bhe control nahe kerta hia wo kabhe bhe us main kamyaab nahe ho sagta hai
                    aik to kabhe bhe trader ko jald bazi nahe kerne chahy koin k forex easa business hai jes main money impatients traders say patients traders ki traf transfer hoti hai our us say us ko kafi loss hota hai humesha souch samjh k trade kerni chay
                    Kabhe bhe kisi bhe trader ki entry wrong nahe hoti hai hai but fiasal jaldi main kerny say wo volume of trade bare lgata hai lalauch kerta hai jes ki wja say usay nuksann uthana parta hai is leay main kahoun ga k humesha app ka account capital wo hota hia jo k app ka free margin hota hai to achy technical our fundamental analysis ker k k trade lain gay to pher he app ko us main loss kum our profit acha ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                      Ji bhai jan main ap ki bat say bil kul agree karta hoon k Forex trading kay doran Forex trader ki bohat si aisi mistakes hoti hay jin ki waja say un ko bahat ziada loss aor nakami ko face karna parta hay aor woh aisi mistakes han jo un kay mustaqbil ko khatam kar dati han Forex trading main mistakes hona aam si bat hay khas kar new traders kay liay jis ki sab say bari waja leek knowledge hay is kay bad bohat say new traders trade laganay main jaldi kartay han jis ki Forex trading main koi gunjaysh nahen hoti qun k Forex aik aisa business hay jis main baray sabar aor tahamul ki zarorat hoti hay jald bazi hamesha nuqasn karti hay is kay bad market ki movement ko ignore karna qun kay trade laganay say pehlay market kay up down honay ka ilam hona bohat zarroi hay emotion aor lalach bhi Forex main aik big mistake hay without learning lot size trading lagana bhi mistake hay jaldi decision lana aor ghalt time market main intery karna bhi main mistake hay is kay ilawa bhi kai mistakes han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                        ji mere Bhai agar aap study mein kam kar rahe hain to aisi bahut si mistake se jinki vajah se aapko loss hota hai inmein kuchh galti nahin hai abhi shamil hai ki aap lalaj kar jaate Hain aur trade lagate Hain isase bhi aapko loss hota hai aapke pass nahin hota Hain experience nahin hota aur aap experience ke bagair trade laga dete Hain to aapko ismein hota hai aapko iske bare mein knowledge hasil karna chahie aapko iski mistake se sikhana chahie money management for time management ke sath chalna chahie emotional ke sath train nahin karni chahie ismein jyada se jyada time spend karna chahie kisi bhi robot per yakin nahin karna chahie apne account ko manage karke chalna chahie open galtiyan se bachkar yah ek successful trader Ban sakte hain apni mistakes ko ignore nahin karna chahie balki unse sikhana chahie aur agale trade mein nahin dobara nahi chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                          Dear agar ham apni trading ka hi tajzia kar leya karen gey to ham apny mistakes ko asani se count kar sakty hey aur es se learning kar key es ko control karna be hamary ley asaan ho sakta hay, bahot si ghaltia ham se hoti hay members ko chaye key wo apny mistakes ko forum me zaror share karen me agar apny mistakes ki bat karon to muj se hamesha ye mistakes ho jati hey,

                          1. hamesha mujy trade open ki jaldi hoti hay aur meri koshish hoti hay key 1 hi din me aur 1 hi trade me 100$ se zeyda ka profit earn kar lon es key ley me ne lot size be zeyda use kia hota hay es mistake ki waja se mujy hamesha hi loss ho jata hay,

                          2. meri 2nd mistake trading me ye hoti hay me kabi be stop loss use nahi karta agar me take profit use karta be hon to stop loss key baghir take profit ka koi faida nahi hota.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex Trader Ki Mistakes(Ghaltiaan)

                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy both se chezeny dakheni ho ge warna humy loss ho sakta ha is ley humy galtiun ko control Karna ho ga is ley humy proper knowledge or experience sy trading karni ho ge jab humary pass knowledge or experience ho ga to hum achy analysis kar sakeny gy jab hum ache analysis karny gy or un analysis pe trading karny gy to humy ziada fayda ho ga is ley humy maximum knowledge or experience sy trading karni chae ha ta k hum ache trading kar sakeny or ziada sy ziada earning kar sakeny gy tab hum kamyab ho sakty han or behtar life guzar sakty han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X