Apni Mehnat He Kam Ati Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

    agr forex koi bhi member kamyab trader ban'na xhahta hy to is ky khob mhnt lazmi hy q k koi bhi progress k baghair hasil nhn ki ja skti aur forex me to mery khiyal k mutabiq more hardworking means more success
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Par Ek Samay mein bilkul bhi nahin Karte toh kabhi Kamyab Nahin ho sakte Agar Hum Kamyab Hona chahte hain tu hamesha hi kya mai Pakistan Forex mein bahut hi jyada mehnat karna chahie Kyunki mehnat Hamare kaam aati hai aur Hamein Pakistan Forex Se Accha bonus Milta Hai Thanks
      • #18 Collapse

        Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

        Yes bhai ap na buhut hi achi baat samjayi ha mehnat hi sa kaamyabi mumkin ha jo kog jitni mehnat karty ha un ko utni hi waqt ma kaamyabi mil jati ha es leye humain mehnat kar k hi forex trading ma kaamyabi hasil karni hogi otherwise koi short cut nahi ha thanks
        • #19 Collapse

          Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

          Yes sir hum ko as mien aa ker her bar had work kerna hota hai or hamain as mien aa ker her bar analysis karna hota hai agar hum as mien aa ker analysis karna hota hai as lye haamin as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as ien aa ker hard work kerna hota hai or hamain as mien aa ker market ko deeply watch karna hota hai or hamain as mien aa ker market ko dakh ker trade open karna hota hai.
          • #20 Collapse

            Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

            Dear apki bat thek hai k ham ko is mein mehnat hi kam ati hain aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare qk mehnat mein i azmat hain aur ham ko is mein sabar se kam karna chaiye is mein ham ko jaldi nahi karna chaiye uar is mein mehant karna hoga aur nham ko is mein kamybi asani se nahi milta hain ham ko is mein kamybi hasil kar ne kliy is mein mehnat karna chaiye aur mehnat mein hi barkat hain aur ham is mein sirf mehnat ki waja se ham kamyb ho te hain aur ye aik aesa business jo apna mehnat kar te hain wo apna kamybi hasil kar te hain.
            • #21 Collapse

              Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

              dear agr hum khud mehnat kar kay trading karay gay to hum zada achi trading kar saktay hain kisi par depend kar kay trading karna bohat risky b ha dear humainy forex ko apna aik business samaj kar deal karna chahiey jis kay hum khud boss hain or khud knowledge or exprience gain kar kay hi trading karnay me asal faida or profit ha
              • #22 Collapse

                Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                g ha aak kal koi b kiis ka nhe hain dear apni he mehnat kaaam aati hain agar forex trading main mehnat kare gy tu apni he mehant humhain profit de skti hain or agar hum pak froum main daily 50 post karte hain tu pher b humhain apni he mehnat kaaam deti hain acha bousn hasil karne k liye lazmi hain k mehnat kare bina mehnat k kaaam nhe hota hain dear
                • #23 Collapse

                  Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                  g ha aak kal koi b kiis ka nhe hain dear apni he mehnat kaaam aati hain agar forex trading main mehnat kare gy tu apni he mehant humhain profit de skti hain or agar hum pak froum main daily 50 post karte hain tu pher b humhain apni he mehnat kaaam deti hain acha bousn hasil karne k liye lazmi hain k mehnat kare bina mehnat k kaaam nhe hota hain dear
                  G ha ya bt to ap ny Tk boli ha ky hm sy Jo be mahnt krty ha wo he hm sb ky km aati ha yani ager ma ny ki ha to mujy he mahnt ka Sila Mily ga or ager dosry member krty ha to oun ko be asy he faida hota ha to isi ly khaty ha ky sb khob mahnt Kya kray q ky mahnt he ha to sb ky km aati ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                    apni mehnat insan jo apny hathon sy kamata hy us ka ajatr allah pak zaroor daita hy mehnat kabi b raiygan nahi jati apni mehnat sy admi apny gaaar walon ko bivi bachon ko halaal ka rizk khilata hy aur log apny bachon ki khatir hi mehnat karta hy
                    • #25 Collapse

                      Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                      Dear kamyabi ke liye bahut kuch karna hota hai jaise ke aapko mehnat sabse jyada karni hai kyunki mehnat se Hi fal milta hai agar hum mehnat se post karenge aur quality wali post karenge to hum kamyab ho sakte hain aur form ko jyada se jyada time Dena chahiye jitna jyada time denge utna hi jaldi kamyab Ho jayenge kyunki hame knowledge bhi milta rahega aur experience bhi Hassan hota rahega aur sath hi I'm a demo par practice jarur karte rehana chahi Jo bahut hi zaroori hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                        Gee han forex trading main kisi ki baato ko nai sunnay chayie na hi un k mutabiq trading karny chayie han agar un ki baato ko sikhnay k liay use kya jay phir zaida behtar hai lekin trading apnay brain se karny chayie apny mehnat main hi apna maza hota hai is liay har kam main khud mehnat karny chayie mehnat karnay se aap ne mar to nai jana is liay mehnat par hi inhasar krana chayie is main aap ki hi faida hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                          g bilkull shi kha ap ny dunya ka kou bhi kam ho osey apni mhnt kam atii hy agr koi pak forex k ander jatni mhnt krey ga just osi ko hi faida hoo jo mhnt nhi krey ga too osy koch bhi faida nhi hoo ga har kesi ki mhnt apny kam aati hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X