Apni Mehnat He Kam Ati Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Mehnat He Kam Ati Hay
    agar hum forex trading main aik kamyab trader banna chahty hay to humay khud he mehnat kareni chahiye kyun keh mehant kar kay he achi earning hasil kar sakty hay es business main sahi say focus karnay main faida hay jitna ziada knowledge waseeh hota hay utna he hum market ko achy say understand kar kay achi trade entry lay sakty hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

    Forex tradinv mein aap ki kamyabi yeh hai ky ap is qabil ban jayen ky profitable trades laga skyn. is k liye sirf or sirf ap ko chabye hota hai k apni mehnat shuru kar dain or learning karyn forex ki is ky ilawa ap ko chahye kg analysing achi se achi bnayen ta ky ap ko trades lagang mein asani ho aur cnfirm profit ho.
    • #3 Collapse

      Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

      Asalamo alikum.dear ferind achi bat ki ap ny menat or knowleg donu ka sela ap ko e melta h ye koi b ap sy nai chen sakta khas kr k forex mai yan ap apny anct mai e ment krty hain or ap ki menat ka peofit b ap ko e nawaza jata h ap forex mai jis qadr menat kro gy ose qadr ap ka level brta jay ga
       
      • #4 Collapse

        Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

        G bilkul bro agr ap forex mai kamyabi chahty hain to apko khd e mehnat krna prti h or koi doosra ap k liye mehnat nai krta... Han ao dooaro sy guide line ly skty hain mgr mehnat apki apni hi honi chahiye or ap mehnat kr k forec sy achi earning kr skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

          jee freinds ap bilkul tak bol raha hein kay apni mahnat he kam ati hay hum jati b struggle kran gay humay outna he gain ho ja or forex kay kam mein jo b struggle karta hay wo ek acha he gain karat hay humay bs struggle karni chyia daili basis par bast income kay lyia.
          • #6 Collapse

            Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

            mehnat to jis kam men b ki jae faida he hota hai pr forex men mehnat na krne men nuksan boht hai agar ap forex men ho is ko seekhne men mehnat nahi kr rahy to no doubt ap ek looser k tor pr end b kro gy or apna loss b kro gy
            • #7 Collapse

              Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

              G Bilkul Bhai Humain agr is Business mein Kamyab Hona hai to Humain Dusron ki Baton mein Aakar Thread Open nhi karna Chahiye Agr Hum Forex Business Mein acvu Earning Krna Chahty hain to humain achi Knowledge or acha Experience chahiye hoga tab he hum is Business mein Kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                Asalamo alikum dear ferind bilkul sae kha ap ny menat k bager hm forex mai kamyab nai ho sakty forex treading h e aek heard workr bndy k ley ap es mai jtna kam karen gy ose esab sy ap ko forex sy faida ho ga ap ki learnig achi honi chiy or kisi senior sy renumayai hasilnkrty howy betar sy betrn strgity k shat kam karen
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                  g han bhai apki bat thek hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main jub hum trading k liye mahnt karty hain tab he hum os k liye knowledge gain kar paty hain or es se he hmain trading k bary main maloomat milti hai es liye apni mahnt se es business ko smjhny ki kosish karen gy tu apko he es chez ka faida milta hai or ap apni trading main kamyb bhoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                    hamy kud mahnet kary gy to he hum kamyabe hasial kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai bager pasiao ky acount bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                      G han dear bilkul seh kaha hai ap ne k insaan ki apni mehnat isaan ko kamyab bana deti hai is liye forex main hamein chahiye k hum ziyada se ziyada work karen our forex main apne experience our knowledge ko increase karen jis se ap achi trading kar sakte han our acha profit hasil kar sakte han
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                        Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke ji Sir Hamen Aapni Mehnaat hi kaam ati Hai Koi Forex Main Itni Asani Se Kamyab Nhi Hoty Member KO Forex Main Bohat Ziyada Mehnaat Karna Hota Hai Phr Ja Kar Pak Forex Main Kamyab Hoty Hain KaMyaBi K Liye Member KO Bohat Ziyada Mehnaat Karna Parrta Hai Phr Kamyab Hoty Hain Mehnaat Hi Sab Koch Hota Hai Kamyabi Ke Liye Mehnaat Karo Ge Touhi Aap As Main Kamyab Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                          Jee bilkul doston hamein chahiye ki Jyada Se Jyada minute Karen Park Hamein Jyada Se Jyada profit Haseen ho sake best friend Forex trading Mein kaam karte hue Hamesha Soch Samajh Kar Baat Karen tar ke aapko Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake fries Forex trading main Hamesha nahi Banda Jyada sakta hai jo ki Jyada mehnat karta hai aur Jis ko kaam se bhi hoti hai aur Hua Apna Jyada time Forex trading co deta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                            yes dear app ki bat thek hai forex main apni mehnat he kam ati hai apko forex main independent ho kar kam karna chahay kiisi ko daikh akr apna trading ka setup khrab nahi karna chaheay kyon k ap ko apny setup k mutabik kam karna chaheay ager koi bhi ap ko pana indicator show karway tu apko usko daikhna bhi nahi chaheay forex main method say ya techinuqe say ap ko ziada kamyabi nahi milti ap ko ager kamyabi milti hai tu wo hai app k mind set aur expereince.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni Mehnat He Kam Ati Hay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                              agar hum forex trading main aik kamyab trader banna chahty hay to humay khud he mehnat kareni chahiye kyun keh mehant kar kay he achi earning hasil kar sakty hay es business main sahi say focus karnay main faida hay jitna ziada knowledge waseeh hota hay utna he hum market ko achy say understand kar kay achi trade entry lay sakty hay
                              Agar aap acche trading karna chahte hain tu iske liye Jaroori hai kya aap mehnat Karke kaam Karen Jab aap mehnat Karke Kam Nahin Karte Hain To acchi trading bhi nahin kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X