Asslamualikum dosto
Kahe log Mai nai aisay daikay hai Jin ke pas aise strategy hote hai jiske win ratio 90% hote hai matlb agr wo 10 trade lagaye to un mai say 9 profit Mai aur 1 loss Mai close hota hai.lekin pir be wo log loss Mai hotay hai Q waja Kya hai?to waja ye hai ke win ratio to unka zyada hota hai lekin risk reward ratio belkul he kharab.faraz karay wo aik trade pe 10$ win krtay Hain to 9 trade ka hogaya 90$ .90$ to wo win krtay Hain lekin wo aik trade Jo wo loss kr jatay hai ossmai wo 200$ loss kr daitay Hain to abi so h Lai wo profit Mai rahai ya loss Mai definitely 110$ ke loss Mai hai wo.
Abi app soch rahai hngay ke isska Hal Kya hai to isska Hal hai risk reward ratio faraz karay appke pas strategy hai jis ka win ratio 50% hai Matlab app 10 trade Mai say 5 win kartay Hain 5 loss lekin appka risk reward ratio 1:2 hai app jb trade lagatai ho agar app oss trade pe 5$ loss karnay kelye tayar ho to app oss trade say 10$ profit karna chahtay ho abi appke 5 trade Jo profit Mai chalai gay oss say app nai 50$ kamaya aur 5 trade Jo loss Mai chalai Gaye oss pe app nai 25$ loss keya to 50 - 25= 25 app pir be 25$ profit Mai reh gay.iss sab qisaay ka maqsad yahe hai ke agar appka risk reward aur money management sahe nhe hai to win ratio chahay jitni be zyada ho app profit nhe Kama saktay.
Dosto iss baray may apne Raye zaror dai takai newbies ke ilm may kuch izafa ho jay.shukreya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим