Win rate VS risk reward ratio
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Win rate VS risk reward ratio
    Asslamualikum dosto
    Kahe log Mai nai aisay daikay hai Jin ke pas aise strategy hote hai jiske win ratio 90% hote hai matlb agr wo 10 trade lagaye to un mai say 9 profit Mai aur 1 loss Mai close hota hai.lekin pir be wo log loss Mai hotay hai Q waja Kya hai?to waja ye hai ke win ratio to unka zyada hota hai lekin risk reward ratio belkul he kharab.faraz karay wo aik trade pe 10$ win krtay Hain to 9 trade ka hogaya 90$ .90$ to wo win krtay Hain lekin wo aik trade Jo wo loss kr jatay hai ossmai wo 200$ loss kr daitay Hain to abi so h Lai wo profit Mai rahai ya loss Mai definitely 110$ ke loss Mai hai wo.

    Abi app soch rahai hngay ke isska Hal Kya hai to isska Hal hai risk reward ratio faraz karay appke pas strategy hai jis ka win ratio 50% hai Matlab app 10 trade Mai say 5 win kartay Hain 5 loss lekin appka risk reward ratio 1:2 hai app jb trade lagatai ho agar app oss trade pe 5$ loss karnay kelye tayar ho to app oss trade say 10$ profit karna chahtay ho abi appke 5 trade Jo profit Mai chalai gay oss say app nai 50$ kamaya aur 5 trade Jo loss Mai chalai Gaye oss pe app nai 25$ loss keya to 50 - 25= 25 app pir be 25$ profit Mai reh gay.iss sab qisaay ka maqsad yahe hai ke agar appka risk reward aur money management sahe nhe hai to win ratio chahay jitni be zyada ho app profit nhe Kama saktay.
    Dosto iss baray may apne Raye zaror dai takai newbies ke ilm may kuch izafa ho jay.shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Win rate VS risk reward ratio

    Dear apne bahut he achi post ki hai aur bahut he achi tarah se samjhaya hai hamaen chahiye k ham apni practis pe zyada focus karen aur zyada se zayada time demo ko den is se hamare pas acha knowledge ata hai trading ki average ka andaza hota hai aur acha experience bhi milta hai
    • #3 Collapse

      Re: Win rate VS risk reward ratio

      Forex mein kamyabi hasil karna koi aasaan kaam nahin hai iss kay lye bahut zayada mehnat ki zaroorat hoti hai aur iss mein wohi log kamyab ho saktay hain jin kay oas forex ka knowledge ho iss mein experiance rakhtay hoon market kay analysis kerna jantay hoon aur jo strategies bana latay hoon wohi iss mein kamyab hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: Win rate VS risk reward ratio

        G han brother ap nay thek kaha hay, kuch trader aisay hotay hain jen ki bahut sari trades profit main jati hain but ek bi trade loss main jati hay to un ka loss zayada ho jata hay aur aisa esleay hota hay q kah woh profit thora thora letay hain but jo trade loss main jati hay us ka stop loss nai hota jis ki waja say bahut zayada loss ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Win rate VS risk reward ratio

          Bilkul bro ap ne acha example de kr kafi chezen clear kr den hain win ratio or loss ratio ke bare main ager 90% ratio win krte hian or kafi acha profit earn kr lety hain laken tab ap ki ek he trade jo loss main hote hai or ap ke profit se ziyadeh hote kyn ke ap lalach main aa jate hain or yahe sochne lagte hai ke ap ki har ek trade profit mian jaye gye jitna ho sake loss ratio ko kam krna chahye or jo profit ho raha hai ose main kush rehna chahye then ap forex per long term tk trading kr paye gyen
          • #6 Collapse

            Re: Win rate VS risk reward ratio

            Dear brother aap ne buht achi post ki he is se new members k knowledge me bhi izafa hoga or wo log achi tarah se trading ker sakenge or wo apni trading me soch samjh ker hi profit hasil ker sakte he buht hi achi post ki he aap ne.
            • #7 Collapse

              Re: Win rate VS risk reward ratio

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              Asslamualikum dosto
              Kahe log Mai nai aisay daikay hai Jin ke pas aise strategy hote hai jiske win ratio 90% hote hai matlb agr wo 10 trade lagaye to un mai say 9 profit Mai aur 1 loss Mai close hota hai.lekin pir be wo log loss Mai hotay hai Q waja Kya hai?to waja ye hai ke win ratio to unka zyada hota hai lekin risk reward ratio belkul he kharab.faraz karay wo aik trade pe 10$ win krtay Hain to 9 trade ka hogaya 90$ .90$ to wo win krtay Hain lekin wo aik trade Jo wo loss kr jatay hai ossmai wo 200$ loss kr daitay Hain to abi so h Lai wo profit Mai rahai ya loss Mai definitely 110$ ke loss Mai hai wo.

              Abi app soch rahai hngay ke isska Hal Kya hai to isska Hal hai risk reward ratio faraz karay appke pas strategy hai jis ka win ratio 50% hai Matlab app 10 trade Mai say 5 win kartay Hain 5 loss lekin appka risk reward ratio 1:2 hai app jb trade lagatai ho agar app oss trade pe 5$ loss karnay kelye tayar ho to app oss trade say 10$ profit karna chahtay ho abi appke 5 trade Jo profit Mai chalai gay oss say app nai 50$ kamaya aur 5 trade Jo loss Mai chalai Gaye oss pe app nai 25$ loss keya to 50 - 25= 25 app pir be 25$ profit Mai reh gay.iss sab qisaay ka maqsad yahe hai ke agar appka risk reward aur money management sahe nhe hai to win ratio chahay jitni be zyada ho app profit nhe Kama saktay.
              Dosto iss baray may apne Raye zaror dai takai newbies ke ilm may kuch izafa ho jay.shukreya
              Hamein training Re tor recording Reshma Shah Hame Rakhna chahiye Kyunki Agar Hum Jyada risk Lenge to apna money loss kar denge aur Agar thoda list khilenge to use profit Bhi Jyada nahi hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Win rate VS risk reward ratio

                forex aik uniqe business hain forex main hamy utni risk lana chahey jitna ky ham afford kar sakty hain hamy apny exprence ky mutakak is main kam karna chehay ham is main part time be kam karty hain or ham is main full time be kam karty hain yai house wife or jopless mam ky leiy both ache jop hain
                • #9 Collapse

                  Re: Win rate VS risk reward ratio

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Win rate VS risk reward ratio

                    forex aik international busines hain hum is mai agar high risk ly kar market mai enter hon gy to hamy acha profit mily ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Win rate VS risk reward ratio

                      forex aik unique or interantioanl bsuiness hain is jasa koi or business nahi hain hum is mai kam kar ky paisa kamaty hain lakin hamy risk lena ho ga pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Win rate VS risk reward ratio

                        Assalamualaikum dost DJ Baat To hai ki agar main Forex trading Mein Kamyab Bana Hai To Hame bahut jyada mehnat Karni Hogi aur Had Se Jyada mehnat Karni Hogi Kyunki Jab Hum mehnat Karenge to hum Forex trading Ki Jo Barish Ki Hain isko Jaan Se Karenge aur jo hum message karte hain unko Dur kar Sakenge aur Hamein jitne bhi Humari mistake hai unko Dur Karke apni Ek Aisi strategy banana chahiye Jisme Hum lifetime kaam kar sake tab jakar Hamein Kamyab trader Banayenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X