Dear friends, kuch trader jab koi trade open kartay hain woh sara margin ek trade par khatam kar detay hain aur jab un ki trade thori si loss main jati hay to un ka free margin khatam ho jata hay aur es doran agar koi strong signal milta hay to woh free margin na honay ki waja say trade open nai kar saktay, esleay main yahi kehna chahta hon kah ek hi trade par sara margin consume nai karna chaheay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим