Sara margin ek hi trade par kharch na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sara margin ek hi trade par kharch na karain
    Dear friends, kuch trader jab koi trade open kartay hain woh sara margin ek trade par khatam kar detay hain aur jab un ki trade thori si loss main jati hay to un ka free margin khatam ho jata hay aur es doran agar koi strong signal milta hay to woh free margin na honay ki waja say trade open nai kar saktay, esleay main yahi kehna chahta hon kah ek hi trade par sara margin consume nai karna chaheay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

    yaha per new members bohat zaida hai jin ko abi forex ki language ka nahi pata margin ki agr bat kare tu jo hamra balance hai hum us per maximum jo lot laga sakte hai laga le uper bhai ne jo bat ki hai ke aik hi dafa full margin laga le yani bari lot nahi lagani cahahiye jis ke bad ap koi or trade na laga sako choti choti trades open kiya kare kam lot size wali.
    • #3 Collapse

      Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me hamen apni trading balance ka kuch hissa he trading pe lagna chhaye qk jesy ap ny kha hai agr hamen koi achi trade milti hai trading kay lye to us kay lye bhi hamry pas kuch balance ka hona bhot zarori hai
      • #4 Collapse

        Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

        G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain hmai apna margin aik he trade pe nhe lagana chaye balkai money management ke sath trading krne chat ISS say buhut fayda hoga aik to account wash honay say bachata rahaiga dosra agar appko market koye dosra mouqa daite hai to app asani say trade lga sakaingay
        • #5 Collapse

          Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

          Ji bilkul theek kaha aap ne, hamain kisi b trade ke liye uski lot size ko kam se kam rakhna chahye, is se na sirf hamare pass dosry chances avail karne ka moqa b rahe ga balke hamara account b safe rahe ga badi losses se, is se beshak profit kam ho ga lakin chances zyada hoo gy earning karne ke.
          • #6 Collapse

            Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

            Forex mein minimum lot ki trade lagaya kerain kyun kay aap forex mein jitna safe ho ker trading kerain gay aap ko forex mein apnay goals achieve kernay mein koi mushkil pesh nahin aye gi aur aap iss mein zayada earning kerain gay
            • #7 Collapse

              Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

              G dear ap ne theek kaha Hai aur ye special new traders k liye Hai aksar wo aisi galti krty hain kyun KY unhen forex ka itna ziada knowledge ni hota Un logon k liye ye thread bohat acha Hai aur ek ache guideline bi Hai new traders ko chaheye k jab bi trade lgaen small lot size rakh kr lgaen kyun KY Agar lot size small ho GA to loss bi itna ho GA jisy easily face bi Kiya ja sake aur recover bi Kiya ja sake is liye margin Kam he rakhen to account bi safe rahe GA aur trading bi hoti rahe ge.
              • #8 Collapse

                Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                aik hi dafa full trade na kare q ke bad me agr koi acha moqa mile tu hare pass balance hi na ho trade karne ka isi liye thora thora kam kare lot size chota chota lagaye lot size agr small ho ga tu ham tension me nahi rahe gy agr tension nahi ho gi tu achi trading ho gi agr acha moqa mile tu hum phr b trade kar sakte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                  G han bhai ap ny bilkuk thk bola hai sara margin ek hei dafa ni laga dena chiyee mary khyl sy months main ap ny jitng din trading karni hoti hai ous ous din ky mutbeeq apny blnc ko divide kar lo phr lot size ous ky mutbeeq rhk kar trading karty raho sara blnc ek dafa laga do gy to baqei sara month inteizar main lagy rahy gyy soch smjh kar chlna chiyee forex main..
                  • #10 Collapse

                    Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                    Hi g bel kul hamy Sara margin aik hi trade py kharch Nahi krna Chahiye bal k hamy Chahiye k hm Sony bonus ko Bach's k rakhein aony account ko wash na hony den Kuch log Roz chuti chuti trade lagaty hein jb k Kuch log aik hi bar mshiny k end oy aik Bari trade lagani dety hein us sy unhy ail Achi khasi profit mil jati hai ye ab ap ki marzi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                      Gbhan bilkul thk kaha hai ap NY eko dafa Sara blnc ni laga Dena chiyee aksar new tarder asei lalch karty aisa ni karna chiyee jb bi trad lagni huo money mangment ko dehko ous ky mutbeeq apna stop loss our take profit set Karoforex trading main eko dafa zaida profit hasl karny ki kosish na karo soch smjh Kar ihtiyat syy is main kam Karo ..
                      • #12 Collapse

                        Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                        G Han friends forex trading men Ap agr Sara margin ek trade pr kharch kr dy gy to Ap ko is men nakaam bi ho sakta hai is liye behtar Yehi hai k Ap apne Sara margin ek trade pr na Kharch na kre
                        • #13 Collapse

                          Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                          Hi g bel kul hamy chahiy k hm aona margin bacha k rakhein aik hi trade py kharch na kr den ager aik hi dada ap trade lagana chahty hein to oher bari.rtrade lagain aur hitch k zareeye kr len is tarha sy ao ko auk.taraf sy zaroor faida haseel ho ga is leye sich samaj kr kam karen soch samaj k kam krby sy hm is business main kamyab hein kamyabi to bohat hi zaroori hai kisi b business mai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                            Yes right sir. aap ne bilkul sahi keha he jo log trading kerte he unko chahiye k different companies k sath trade kare or khas ker k un companies k sath kare jo ooper ja rahi he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sara margin ek hi trade par kharch na karain

                              Ji bilkul situation dekh kr aur soch samj kr jaha fayda ho reha ho waha zaroor try krna chiye .magr soch kr dekh kr

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X