khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

    Khayalata our jazbat my aky jb bhi ham kam krtty hy to ham acha kam nai kr sgty hy ham ko acha akam nai hota hy hamara sahi kam krny k liya is kam my ahamy agy jany k liya bhot mhnat kr i parhti hy our hamy is kam sy bhit zeada agy jana chiya our mh at k sath hamy kam krna chiya sahi trha sy is buisness m
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

      g han bhai apki bt blkl thk ha apki bt sae m itifaq krt ahon kae jo b apkae emotions hoty han apko hmeshatrade m loss kratyhan hmesah apko cheyae kae jab b trading kro phly planning kr kae stratgy bna kr kam kro isi strah ap apnae emotions ko control m rkh kr kam kr skty ho asani sa or profoit bna skty ho
      • #18 Collapse

        Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

        Forex trading ma kamyabi k lye khialat aur jazbat bohat ahm kirdar ada kartay hian q k forex aik boaht hi profit wala lakin risky bhi ha, is lye hamain chaye k loss k waqt aur profit k waqt bhi apnay emotions pe control karna chaye aur aik professional trader ki tarah behave karna chye, aksar trades ma loss ki wajah se ham apnay emotions ko kho detay hain aur ham overtrading kartay hian ya profit ki sorat ma trades close kar detay hian to yeh bohat ghalt soch ha is se bachna chaye hamain chaye k ham aik professional trader ki trah forex market ma trade karian
        • #19 Collapse

          Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

          forex aik online or real business hain hamy is main apny khialaat emotion or lalach ko qaboo main rakg kar is main kam karna chahey yai aik real business hain ham is main learning kay sath earning be hasil kar sakty hain ham is main amount be invest karty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

            Yes dear trading me akser hamery khalaat or jazbat hum ko loss ki trf ly jaty hai trading krty wakt hum ko apny emotion ko qabo me rkhna chahiy or trading hum ko market ki movement ko dakh kr krni chahiy ta ka hum ko trading me liss na ho or hum is trade se acha money earn kr saky
            • #21 Collapse

              Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

              Boss jab ham as mien jab jazbati ho jate hien tu as ka nateja ye niklta h k as mien ham ko nuqsna ho jata h aur jab ham ko nuqsan hota h tu ham as mien preshan ho jate hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi kerna hota h aur ham ko as mien intzar kerna hota h aur ham ko jald bazi belkul b nahi kerni hoti h.
              • #22 Collapse

                Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                Main ap ki baat say agree karta hoon ap job bhi forex trading business par kaam karyn to apny mind ko fresh rakhyn kun kay khialaat or jazbaat ap Ka loss he karwa sakty hyn nah kay profit
                • #23 Collapse

                  Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                  forex aik online business hain yai aikk real business hain hamy is main apny emotion khialaat jazbaat or lalch ko qaboo main rakh kar is main kam karna chahey pher hi ham is main loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai iak world wide business hain is main hamara koi be boss nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                    Assalamu alaikum ummid karta hun aap khairiyat se honge ya to aap bilkul theek kah rahe ho jazbaat hamen let hote hain fox karobaar mein isiliye hamen Apne jazbaat per kabu rakhna chahie aur positive thinking ke sath kam karna chahie aur jaldbazi Bhi is kam mein Nahin Karni chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X