khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..
    dear agar hamko forex markeet say kuch hasil karna hay to hamko apnay khialaat aur jazbaat ko apnay control main rakhna cahye aur tab tak ko faisla nai karna chaye jub tak ap us pay poora na utar sakain ,markeet hamaisha wakt k halaat k sath movve karti hay aur jo wakt k sath chalta hay usay he kuch milta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

    Khyalat aur jazbaat ko hamesha control rakhna chaiye agar hamaray khyalat lalach mei hongay tou hamay loss hoga elsiye hamari personal activities hoti hain jinki bina pe hum los ya pofit gain kar jatay hain esliye apnay trading mei greedy emotions ko side away karna chahiye takay hum los sey bach jayen.
    • #3 Collapse

      Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

      g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me kheyalat or jazbat pe trading kay duran qabo rakhna bhot he zeyada zarori hai agr ham apny kheyalat or jazbat pe qabo nhe kar paen gay to ham is me na to learning kar sakty han or na he earning
      • #4 Collapse

        Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

        Well aap ne theek kahak agar hum forex main success hasil karna cahte Hain tou us k liay ap ko chaiay k ap apne emotions par control rakhain aur hamesah soch samjh Kar hi trading start Kare kiu k Jo log jaldbazi se Kam karte Hain aur lalach karte Hain wo log hamesh Apna loss karte Hain aur kabhi bhi trading main success hasil nai Kar pate
        • #5 Collapse

          Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

          g han dear men is baat se agree hun k apny jazbaat aur khialaat ko control men rakhna chaheye kyun ky ye loss krwane ki sab se bari reasons hain aur forex k rules men bi is baat ko kaha gaya hai aur ache traders ki bi yehe nishaani hai k wo khud k emotions par control rakh kr trading krty hain tabi kamyab hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

            Hi g asa hi hai kheyalat aur jazban loss ko janam dety hein is leye zaida sichna nahi chahiye pher i.saan yehi soch soch k parishan hota rehta hai k ager nujhy loss ho geya to pher kya ho ga is leye sich soch k parishan hony sy behter hai k insaan Aida sochy nahi bal k zaida kam kare kamvki taraf zaida tawajo dy is sy isy profit ho ga ager te dehan aur shuq aur mehnat sy apna kam kr raha hai to is leye mehnat st g na churen
            • #7 Collapse

              Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

              G Han bilkul theek kaha Hai ap ne hmesha hnare jazbaat aur khialaat hmen loss he ki traf le kr jaty hain Agar humen kamyab trader bnna Hai to humen khud ko in se bcha a ho GA aur us k liye humen forex k rules k according apny emotions ko control men rakh kr he trading krni ho ge loss hone par hopeless hone ki bjae apny losses se seekh a ho GA profit hone par over confidence se bcha ho GA tabi hum kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                Gbhan dear ap ny bilkul thk bola hai khalat our jazabat ko control karna chiyee mosttlyy aisa hota jb ek tard profit main close hoti hai bnda happy sa ho jata hai our sochta hai kyu na bari tard laga kar zaida eran kar liya jaiyy lykin markeet level ka kia pata kb kidr kove kar jaiyy our markeet loss main chalii jaiyy ek time par ek trad lagni chiyee chahy wo loss main jaiyy ya profit main phr kuch din bad lagni chiyee mind fresh ho kar..
                • #9 Collapse

                  Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                  H khylat hi losz ko dawat dety hain jab khyli polaao pakty hain mind main tab aisa hota hai k loss ho jata hai market main plan k sath aao aur jab bhi profit plan k hesab say mill jay tab jaa ker usay close ker dain risk na lain relex ho jain baad mai new plaing k sarh dobra trade krain jaldi kamyab ho jao gay aue jo thora thora profit milta hai usay widra kerwaty jao es trah side profit juma hoya jay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                    ye ek fact hai k jazbati insan life ki kisi field main kamyab nahe hota kion k wo jazbaat ki wajah say apnay faislay badalta rehta hai jab k jo log mazbot zehen say kam laitay hain wo log forex ya kisi bhe field main zaida acha perform kartay hain es liye dil k bajay dmag say kam laina chahye.jazbat stress ko janam daitay hain or aise halat main trading karna bohat damaging sabit hosakta hai es liye hamein jazbaat py qabo rakhna chahye
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                      Jab ap bhut sa masly pershani main hoty han or ap k mind main bhut c baten hoten han tu us waqt ap galat fasily krna lag party han jis sa ap ko kafi loss ho sakta is lea jb bhe trading krny bethny tu apna mind ko bilkul fresh krlen or baki sb baton ko bhul k sirf or sirf apni trade pa tawja den
                      • #12 Collapse

                        Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                        g bilkul sahi kah rahy haain hume apny khialaat aur jazbaat pay control karna chahye agr hum forex main kamyab hona chahty haain to kyu k jazabat main aa k hum bahoot se ghalt faaisly kar bethty haain jis ki waja se loss main jaaty haain hume asa nahi karna chahye apny khailaat aur jazbaaat pay pura control hona chahhye taa k acha profit earn kar sakain aur acha kam kar sakain.
                        • #13 Collapse

                          Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                          Forex market mein kamyabi ky liye aap ko apny khyalat o jazbat wghera ko control mein rkhna parta hai or yeh zaruri hy avar ap apnh emotions control nahi kar paty to wo ap ko losses ki taraf lety jayen gy aur ap apny aap ko ek looser smajhny lag jayen gy aur aynda bhi ap se achi trading nahi ho paye gi. apko chahye ky emotions pr qabu payen or zehn ko fresh rkh kh trading krhn.
                          • #14 Collapse

                            Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                            Humain trading kertay huay khyalaat or jazbaat per kaboo rakhna chahiye jazbaat humain trading main bht loss daitay hain jab hum apne emotions per control rakhtay hain to hum achi trading kertay hain jis se humain profit earn hota hy is lie jab hum khayalaat or jazbaat ki dunia main jatay hain to humain loss hota hy is lie humain in baton per control rakhna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khialaat aur jazbaat hamaisha lose ko janam daitay hain in say bachna chaye..

                              Hi g bel kul khayalat Sur jazbat loss ko jansm dety hein ye sahi hai inssan sochth hi rehta hai k loss ho ga ya profit ho go is tarha sy soch soch k so y damage Jo pressures na Karen aur telex rakhein jonho gavdekhi hae hi ap easy rahein bs mehnat Karen aur apnybkam py tawajo den apny kam sy kam rakhein ye hi best hai hamary leye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X