Hedging stretigy bahot hi useful hai ky jab ham trade open kerty hain tou market kisi taraf bhi move ker jaey aik main profit aur aik main loss hota hai lekin overall loss sirf both trades ka spread hi hota hai jab ham trade ko profit main ho close kerty hain tou jitni bhi loss wali trade reverse move kerti hai woh profit hi count hota hai lekin hedging stretigy ko sirf us waqat use Kia jaey jab market kuch points ky darmian hi move ker rehi ho jab move one sided trend main ho tou hedging sy bhi loss ho sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим