Hedging stretigy kitni useful hai aur kab isy use Kia jaey ky profit hasil ho saky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging stretigy kitni useful hai aur kab isy use Kia jaey ky profit hasil ho saky
    Hedging stretigy bahot hi useful hai ky jab ham trade open kerty hain tou market kisi taraf bhi move ker jaey aik main profit aur aik main loss hota hai lekin overall loss sirf both trades ka spread hi hota hai jab ham trade ko profit main ho close kerty hain tou jitni bhi loss wali trade reverse move kerti hai woh profit hi count hota hai lekin hedging stretigy ko sirf us waqat use Kia jaey jab market kuch points ky darmian hi move ker rehi ho jab move one sided trend main ho tou hedging sy bhi loss ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging stretigy kitni useful hai aur kab isy use Kia jaey ky profit hasil ho sak

    Dear mere khayal mein tu aisi strategy ko use krna aik fazool kaam hai aur ISI use nahin karna chahiye kyunki koi bhi professional is method ko apply nahin karta hai iski vajah ji hai ki yeah ek kisan ki gambling hai hi ya koi proper trading ka method nahin hai hi isliye hame chahi ki hum is method to apply karne se behtar hai apne analyses ko apply kiya Karen aur apne analyses pe trading Kiya Karen yeah method only Hamein raging market mein helpful ho sakta hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

    اب آن لائن

    Working...
    X