N.I.C Card ki translation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    assalam o alaikum bhai jan bat yehai kay NIC ki translation easily kar sakte hain ya kisi expert se karwa lain. Waisy normally MS Word main easily ho jata translate aur is tarah se hum account ko fully verified karwa sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex markkeet main trading ke liyee aapp ko account ki zaroorat hootee hai. oor accoount open karne e kee liyee nic ki zarorat hotee hai jo ke co varify kartee hai. app notary public waly see appna nic eglish main tranlate kar kee send kar deen.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Ali پيغام ديکھيے
        Dear all member pls guide me ke me apne NIC card ki translation kahan se karwao , mera NIC card Urdu me hai aur instaforex me verification English NIC se hoti hai so ab mujhe translation karani hogi so me kahan se karwao ?? and main karachi ka citizen hu
        bhai jan is k leay aap district courts mien oath commissioners say banwa sakta aik form hota us per wo english typing ker us ko attested ker deta hy aor woh apni fee leay ga takreeban Rs.500 tk sath aap k CNIC ki aik copy attested kr k dey ga balke usi form per past ker dey ga
        • #19 Collapse

          my dear friend ap ko apne urdu card ki translation krane ki zarorat nahi ap or na hi ap ki english card kii zarorat hai ap just apna smart id card bamwa lo jis ki fees 1500 rupe hai is se ap ka first level verify ho jaye ga
          • #20 Collapse

            accoutn verify karne k liye app apne nic card ki translation karwa k up load kar do to b app ka account verify ho jye ga asani k sath
            • #21 Collapse

              main na suna hay kay insta walon nay ab urxu kay id cards bhi accept karnay shrur kar diye hain. pehlay to aisa tha kay is main agar aap nay verification karwani hay to apna urdu ka cardenglish main translate karwana parta tha or usko notary officer say sign karwanay kay bad isko insta walay accept kartay thay lakin ab shayd unhon nay urdu ard accept karnay shuru kar diye hain
              • #22 Collapse

                Assalam O Alaikum, bhai jan NIC ki english translation koi mushkil kam nahi hai aap kisi bhi internet cafe walay se uss ki translation microsoft word main kerwa ker uss ka print niklwa len aur uss ko notary public walay se attest kerwa ker scan copy send ker den.
                • #23 Collapse

                  brother mn n to apna id card urdu wala hi up load kya tha or wo hi pass ho gya tha or bad mn drivenig card or domisail up load kya tha or wo b pass ho gya tha
                  • #24 Collapse

                    dear ager to ap ko composing ati hy to ap khud is ko ms word py translate kr skty hen or bad me is ko tested krwa skty hen or ager ap ko composing nahi ati to ap market me kisi bhi composer sy is ko english me translate krwa skty hen
                    • #25 Collapse

                      ye itna barr koi masla nahi hy ap easily is ko MS Word py compose kr skty hen or ager apko composing nahi ati to market me kisi bhi Composing shop sy krwa skty hen or is ko bad me tested lzami krwana hota hy
                      • #26 Collapse

                        Well brother agar Ap ka NIC urdu me he to ap apna smart card banwa le, jo ke easily ban jae ga Nadira ke through just 1500Rs charge ho ga, 15days me ap ka smart card ap ko mil jae ga then ap apna smart card scan karwa ke ifx me attach kar de ap ka account bhi verify ho jae ga, and urdu nic ko ap notry offficer ke through translate karwa sakhte ho.
                        • #27 Collapse

                          N.I.C Card ki translation, well ye nadraw wale bhi kraten hain, or nadraw ke baher aksar log computer le ke bethe hoten hain wo b karten hain :)
                          • #28 Collapse

                            Account verification kay liye zrori he kay ap ka ID card translated hona chahye ye card ap kisi notarize se translate karwa sakty hein wo ap ko translate kar de gay or verify bhi kary ga stamp laga kay is tarha account verify karwana easy ho jata he.
                            • #29 Collapse

                              Kisi bi legal advocate say aap rabta karlo wo 400 500 lega or notary public say aap ka NIC translate kara kay dedega aapko or is kay ilawa aap instaforex per account verification kay lie apna driving licence ya phir passport bhi istemal kar sakty hain us say bhi verification hojati hai instaforex account ki.
                              AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                id card ki transtae khud be nottri puclic wly be kerty hain ap asy kery online khud transte ker lo online gogle sy srech ker lo id card ki transte likh ker print nakla ker notri ki mohar lag lo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X