Knowledge vs experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Knowledge vs experience

    Gee bilkul theak kaha hum ko forex trading mein kamyabi hasil Karna ka Lia knowledge or experience hona bohat zurori hai humra pas knowledge or experience ho ga tu hum achi trading Kar ka kamyabi hasil Kar saktay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Knowledge vs experience

      ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapse baat ko manta hun Hamen chahie ki Ham pahle knowledge or experience karke hi lagaen Pakistan jaldi se jaldi aur Hamen is Se Achcha profit aur experience bhi aaj kal Ho Payenge
      • #33 Collapse

        Re: Knowledge vs experience

        Forex trading main knowledge vs experience nahi balkay knowledge aur experience kehna chahye. que kay yeah dono hi trading kay liye boht ahmiat kay hamil hain. ager ham trading karen to in main say kisi aik ki kami hamen perfect trading kernay kay liye zarori ho gi. is liye forex ka knowledge basic cheez hay jo kay har trader ko pehlay hi hasil ker lena chahye aur experience time kay sath sath ata rehta hay.
        • #34 Collapse

          Re: Knowledge vs experience

          Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Ham Jyada experience hasiĺ karna chahte hain to unhen chahie ki Ham Jyada mehnat Karen Kyunki mehnat karne se hi jyada experience aata hai aur kamyabi bhi
          • #35 Collapse

            Re: Knowledge vs experience

            AoA,
            Dear Forex members known aur experience ka koi muqabla ni, Forex mai kamyabi hasil krny k liy ap ko Phly Forex mai knowledge hasil krna hoga, phr is knowledge ko demo account mai practice kr k acha experience hasil krna hoga, phr ap kamyab hn gy, Forex mai kamyabi k liy knowledge aur experience dono Zarori hai.
            • #36 Collapse

              Re: Knowledge vs experience

              Asslamoalaikum dear umeed hay ap sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hy hamain chahey hm is mein din raat mehnat say kam krein aur ache earning krein aur hamqain cahhey hm apna work axha krein aur trading krty waqt market ko analyse zror krein market ko analyse krna bht zrori hy aur hamain cahhey hm soch smjh kar trading krein isky ilawa hm sab ko esa kam krna chahey jis mein sab isky ilawa trading krty waqt khyal rakhain kam say kam mistakes krein aur ahamin caehy hm khoob bhtr kam krein aur axha work krein
              • #37 Collapse

                Re: Knowledge vs experience

                Assalamu alaikum mithaai ke sab log khairiyat song bilkul mein do chizen bilkul important hai ek to aapko knowledge hona chahie aapko trading ke hawale se pata ho aur market ko samajhna chahie aur aapko full information ho trading ke hawale se aur dusri baat aapki practice bhi ho jab aapki practice bhi acchi Hogi aur aap to knowledge bhi Hoga to aap market mein kabhi bhi loss nahin kar sakte bulky aap profit Kama sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Knowledge vs experience

                  Knowledge or experience Agar donon Ka Sath Ho To Ham acchi kamyabi Hasil karte hain Agar knowledge or experience Nahin Hoga To Ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Hamen kabhi bhi achcha benefit result Hasan Nahin Hoga isiliye knowledge ko acche se use karne aur us par Jyada focus karne ki koshish Karna chahie tha ki kamyabi ko bhi Tarah banaa sake aur Se Achcha benefit result Hasil kar sake

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X