Knowledge vs experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge vs experience

    Boss agar ham forex mien knowkedge hasil ker lete hien tu ham kamaee ker sakte hien aur agar ham as mien knwledge hasil nahi kerte hien tu ham ko as mie kamyabi nahi mile gi as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kaam ker k as mien aik acha maqam hasil kerna hota h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge vs experience

      Forex market mai knowledge aur experience zaroori hai. Ap jab market ko jion krey ho tou ap market ka knowledge hasil krtey ho, Aur es key bad ap market mai experience hasilkrtey ho. Jab ak trader market mai knowledge aur experience hasil krta hai tou wo market mai professional trader ban jata hai. Aur wo market mai regular earning hasil krta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge vs experience

        Knolife hamra vhot zeada zaroeiee hota hy ham apny knolige k sath agr ham kam krtyb y to phr ham bhot zeada kama sgty y hamy knolige k sath hi kam krna chiya to ham sahi kam kr paty hy knolige hamra bhot zeada zarori hota hy knolige sy hi hamy kam krna chiya
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge vs experience

          اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
          Mere khayaal se ager hamary pass knowledge aur experience dono ho ge to ham profitable trade ker sakty hai ager apky pass sirf aik cheez hai to ap iss se kamyaab ni bun sakty ho
          Assalamu Alaikum Mere Khayalon Mein Yeh Baat Sahi Hai Ki is Businessman knowledge versus experience Hota Hai agar Hamare Paas knowledge X aur experience Dono cheeji Hogi Tujhe ki namaz mein Kamyab bol sakte hain was the first experience knowledge par Bhari padta hai aur experience hai ki vajah Se Hum Jyada karte hain Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge vs experience

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kahan hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hamein isme knowledge or experience nahi hoga to Hum Kabhi Kamyab Nahin Honge Agar Hum kaamyab Hona Chahte Hain To hamein chahiye ke Demo account par praistic Karke knowledge or experience Hasil Karen phr Hum is Mein Kamyab Ho Jayenge
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge vs experience

              Dear yah dono cheezian hamray lai bohat importnat hai or yah dono cheezian aik dosary se fully attached hai yani agr ham knowledge collect kariny hai to hamain expeince milta hai or agr ham zyda se zyda expeinced hoty hai to tab he ja kar ham us cheeze k bary knowledge colect hota hai to hamain forex k lai un dono cheezo ki zaroorat hai yani ham jinta experienced ho gy ham forex main utna bather perform kar skty hai. or ham mazeed logo ko b apnya expeince share kar stky hai jiss se un logo k forex ka knowldge inrease ho ga . to is forum ka asal pupose hasil ho ga .
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge vs experience

                jo banda bhi forex markit main kaamyab hona chahta hy us ky pass do chizon ka hona zarori hy ayk to us ko forex markit ky bary main mukamul maelomat ka hona zarori hy or dosra forex markit ka ilam rakhny ky sath sath usy forex palit forum py kaam karny ka bhi pata ho keh main ny is markit main kaisy kaam karna hy is sy naffah kaisy kmana hy or is main loss sy kaisy buchna hy in do chizon ky ilam a hona chahy
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge vs experience

                  trading skill bohat he zarori hai is lia k learning he sa ap earning karta ho agar ap achi tara forex trading ko learn karo ga knowledge gain karo ga tou atna he zaida ap earn karo ga is lia koi b bussiness ho os ko learn karna ist step hota ha success ki janib
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge vs experience

                    Main bhi ap ki baat say agree karta hoon ap koi bhi kaam karyn gyn agar ap Kay pass knowledge hoga to ap kamyab hy phly knowledge or bad main experience knowledge hoga to experience kud ba kud ho jata hy
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge vs experience

                      experience and knowledge bohat he aham hain,jo bee kamyaab hoa wo khud mehnat or lgn sy he hoa agr app bee successful bnna chty ho app ko chye ky app apny app sy ya ghan sy ho shy seekhoo apny app sy ap es trh seekh skty ho ky app apnee mistakes ko dekhoo or unhee bhtr krny ke koshsh kro es trh app learn bee zyada kro gy or earn bee....
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        Re: Knowledge vs experience

                        I think , knowledge ho gi to experience demo account pr bna skte hain,Bs learn krte jayen,aur Kam experience khud bn jata hai,Bina Kam kiye experience kese bne ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Knowledge vs experience

                          Knowledge or experience he to ap profit mein raho gay or full aitmad k sath Kam kren beghair hichkichahat k or fully dhiyan se trading kren us me apka faida ho ga or apko kamyabi mily g or apny knowledge ko sab k sath share Karen ta k sab ko faida ho or acha experience ho usk sath mehnat or Lagan se Kam Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: Knowledge vs experience

                            haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as mai hamre pas knowledge aor experience ka hona bohat hi zaroery hai q k agar haemre pas ye dono nahi hon ge tu ham as main kamyab bhi nahi ho sak egee a sliy ham ko chahiy hai ke ham as main knowledge aor experience hasil kar ke hi as main kam kare
                            • #29 Collapse

                              Re: Knowledge vs experience

                              ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Ham dekh Lagana Chahte Hain to hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Jab hamare pass experience and knowledge Hoga To Ham market Kochi transfer kar Payenge aur ham use Samay Achcha Laga Payenge aur Hamen Achcha profit bhi Hasil Hoga aur Hamen loss bhi nahin Hoga thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Knowledge vs experience

                                sab sy achi bat to ye hy khe hamery pass knowledge or experince dono hony chaiy is sy hamra bussniss bhi aha hoga sab sy best cheez hy knowledge ka acha hna ager ha,mery pass acha knowledge hoga to acha experince hamaer pass khud ba khud hi a jaiy ga achy bussniss k liy achy knowledge ka hona bhut hi zaroori hy knowledge hamin tab milta hy jab ham us kaam ko bar bar kerty hein ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X