Knowledge vs experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge vs experience
    Mere khayaal se ager hamary pass knowledge aur experience dono ho ge to ham profitable trade ker sakty hai ager apky pass sirf aik cheez hai to ap iss se kamyaab ni bun sakty ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge vs experience

    Hong Kong 3 khana khana chahie karna Na Chahiye FIR aap Log Yahan Se Kuchh kar sakte hain management ke sath sath Yeh baat bhi bahut jyada important Hoti Hai Kya Jab log friend create Karte Hain To wo bahut Chhota create Karte Hain Is Pal Limited words hi lete hain aur na apna motivation clearly breed karte hain hamein chahiye ki hum Apna motive Apna CSC afraid Mein acche se brief character study
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge vs experience

      Knowledge ki baat ki jae to kissi bhi kaam ko samajhany k liay us k baarey main theories fit honi chahiye. Kissi kissam ki curiosity nhi ho apko. Koi confusion na ho apko.or Experience wo cheez ha jo aik nazar ma urhti chirya k parr gin leta ha. 1 nazar main markeet ko dekh leta ha k isnay kidar jana ha. Lehaza dono ehamm hain.
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge vs experience

        Ye dono alag nahi Hain agar AP ko knowledge hai to AP experience gain Kar skate Hain yani kuch knowledge ho phir us ki practice karain ge to AP ko experience karain ge then hi AP real trading Kar saken ge
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge vs experience

          Forex trading business mein kaamyaab hone k liye knewledge aur experience ki buht ziada zaroorat hoti hy ap jtna ziada knewledge aur experience hasil karain gay utni achi trading kar k achi earning kar saktay han aur knewledge se trading ko samjh saktay han aur demo account par practice se acha experience hasil kar saktay han js se achi trading kar saktay han knewledge aur experience ka hona zaroori hy
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge vs experience

            yeh nahi ho skta k ap mukhtalif sources se sirf or sirf knwedge gain krty rahyn books khreed kr prhyn professionals ki classes lyn or ap sab kuch seekh jayen gy. jab tk ap practically market me emtr nah ho lhn or kuch arsa kam.nah kar lyn ap smjhhn apko kch ni ata. khn k esh esg msail smny aty jty hn jo ap bgher experience k smjh nb skty. apko practical hona orta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge vs experience

              Dear bro ap ny bilkul thek kaha hai aur main ap ki bat sy totally agree karta hon..Forex main kamyabi k liye knowledge aur experience dono zaruri hain..forex main ap ki kamyabi ap k experience aur forex sy related knowledge per depend karti hai..hamara experience aur knowledge jitna ziyada ho ga utna ziyada hum kamyab hon gy
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge vs experience

                Agar apka forex mein knowledge hain to ap is mein profit hasil kar sakte haiun aur fore mein ap ko expriences hasil karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earn kars kate hain aur forex mein apko zda se zada mehnat karn i chahye pher ja kar ap is mein profit hasil kar skate hain forex mein demo par kam kar k hi ap exprinces aur knowledge hasil ka sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge vs experience

                  Jis k pass knowledge or experience dono hien wo as mien aa ker success hasil ker sakta hai or jin k pass yeh dono na hien wo as mien aa ker success hasil na ke rsakty hien as lye hamain forex mien aa ker agar success hasil kerna hai tu hamain as mien aa ker yeh dono cheezian hasil ker kam kerna ho ga or khud ko aik expert trader prove kerna ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge vs experience

                    Knlige phly hasil jrna chiya us k bad ham ko aona experienece bnana chiya our phr ham ko kam.krna chiya knlige phly bhot zeada zareoi hy our experienwcw knolige sy hi acah hota hy bna ly to zeada faids hota ahy is liya ham mo apna experienece oye knolife doni bnanay chiya
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge vs experience

                      g han bilkull ap ny sahi kaha hy friend mera experience bhi ye he sy k agar hmary pass knowledge experience aur skills hon to he hum kuch kar sagty hein forex mein warna hum kuch bhi nahein kar sagty forex mein
                      😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge vs experience

                        Knowledgeable or experience tow equal things forex trading men Ap ko Acha trade krne k liye knowledge or experience ki bohot zaida important hai agr Ap k pas Yeh dono ni hon gy to Ap ache trader ni ban sakty
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge vs experience

                          hum aisey muqabala nhe kraa sktai hain k knowledgee zodaa hOnaii kse hum ak achaii trader bn sktaii haiin yaa phr experience ....lee k ak achaii trader bn sktaii hain mera yeh he khaiyaal k agaar hum ak achaii trdarr bnnnai chhtaii haiin To us k liyee hmaii yeh dnO chaiyaii aut un k sath ak tesree bhe cheez hItee hai wo haii luckk
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge vs experience

                            DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko knowledge hasil kar ke hi ham ko as main kam karna chahiy hai aor ham ko as main trading ke liy experience ki zarorat hoty hai as liy ham ko chahiy hai kee ham an dono ko hasil kar ke hi ham as main kam kare tu hi ham as main kamyab hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge vs experience

                              ji haan Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamare Paas knowledge bilkul Bhi Nahin Hai Tu Hamare Paas experience bhi bilkul Nahin Hoga isliye mai aap se Yahi Kehna Chahunga kya Mein sabse pahle Pakistan Forex may experience Hasil karna chahiye aur baad mein Hamein knowledge Hasil karna chahiye Agar Hum accident Hasil kar lete hain aur Hamare Paas knowledge Nahi Hai To Hum Fir Bhi Pakistan Forex Mein Kamyab nahi ho sakti isiliye Hamein don ko Hasil kar ke baad mein Pakistan Forex mein bahut accha kaam kar sakte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X