Trading without emotions is really

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes daer mere khiyal main ap ne theak kaha hai daer forex main ap ko emotion ko control main rakhna chahiye dear warna mere khiyal main ap forex main mere khiayl main kamyab nhi ban pao gay dear
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      g bilkul huamin kise be business mian emotion se zyda apne zehn se kaam lena chaha kyeon k ager life main kamyaab hone hai to zehn se kaam loon na k emotional ho kar sab kush loss kar do
      • #168 Collapse

        ye bat to such hai kay forex trading ak business bhi hai or bhia jaan business ma emotions , jald bazi ya pher lalalch ki koi jaga hi nahi hai, is lye trading ko pooray sakoon or itmenan, or aram se kerna chahye, kyun kay is ma apko kafi decision lene hotay hen, is lye emotions ma insan ghlat faislay le leta hai, is lye emotions ko door rakh kr trading kro
        • #169 Collapse

          trading k doran ager hum apny emotions ko control kery gy to es ki waja sy hum profit earn ker ly gy ager ni to hamain loss b ho sakta h jo hamary lye acha ni h
          • #170 Collapse

            Forex trading me imotion is a very bad think.So hame forex trading me imotion nehni karna chahie.Hame hamara imotion ko control karna chahie.
            • #171 Collapse

              Forex trading main loss aur profit hoata rehta hay agar aap ko loss ho raha ho to aap ko patience say kaam lain aur emotional nah ho jainkun keh emotional ho jaanay say aap ko loss bhe ho sakta hay
              • #172 Collapse

                emotions humari life ka aik important part hain lekin trading main emotions ki vaja say loss ho jata hay aur emotions ko big enemy kaha jata hay trader ka so is laye with out emotion trading ki jaye to risk bhe kam hota hay and earning bhe strong ho jati hay
                • #173 Collapse

                  forex me loss ki sab se bari waja yhi hoti he ke hamare emotions hamko loss ki traf le jate hen agar ham is par control karna seekh jaate hen toh ham kafi had tak forex me kamyaab ho skate hen kiu ke greed or fear yh boht hamko loss dete hen is lie ak long time ki mahnat se ham qabo kar paate hen
                  • #174 Collapse

                    Asalam o alikum bhai ap ny bilkal tek kaha ha m ap sy agree krta hon k forex trading m bad emotions ko control karna both zarori ha warna humy both loss ho sakta ha or may b sara account wash ho jay
                    • #175 Collapse

                      agar ap emotion par control kar lein to ap easily successful trader ban skainge kyun k emotion apk liay pareshai ko create karta hay is liay emotion ko apne andarna aanay den or patience ka muzahiora dikhaen to fatah apki hogi or ap aik achay trader bhi ban skainge.
                      • #176 Collapse

                        forex buseinss ak aisa usenss hai jo k bht hi zdya risky buseinss hai is liye hain is main lalach nahi karna chahye r na hi hamen is main emotional ho kar to trading karni chahye agr ham is main emotional ho kar to trade karen ge to hamen hi is ka loss b ho ga....
                         
                        • #177 Collapse

                          Sir forex trading busienss main jab tak aap with emotion trading kartay hain to earning possible nahi hay, es laiy practice say first trader ko apnay emotional kar control karna ho ga.
                          • #178 Collapse

                            if many systems and techniques that we use then later we will be confusion . we certainly plenty of choice and finally we become hesitant, it is this that sometimes makes us experience loss
                             
                            • #179 Collapse

                              emotions ka hona galat nahi lekin nuksaan de hosakta hai kyun dar khof or lalach yeh sab cheezen ziada kamany ka har aik ko shok hai laikin is sorat main loss bhi ho skta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forex aik risky business hai lakin trader ko chahiye kay woh trading amotion kay begair kery or apnay eperience ki bana per kery tah kay issay acha profit milay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X