Trading without emotions is really

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    han ji forex me emotions ke bina trading kari jaye to he best hota hai agar greed karen ge aap is me to is me ap ka he loss hota jaye ga is lye forex me mehnat ke sath kam karna chahiye takey greed bhi na ho or emotions bhi ap ke is me shamil na hon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g bhai hamy is bat ka tu phly sy hi pata hota hy k forex my loss or profit hota rehta hy is lia hamy bghair kisi tntion k trading karni chahya or is k bary my itn aemotional nahi hona chahya
      • #138 Collapse

        forex trading me emotional control hona bohat zaroori hota hai ager aisa nahi hota tou apko forex me kafi loss kr dety hain so keep out of emotional trading.
        • #139 Collapse

          ye to theek hai mager bhia trading bager kisi waja k nai ki jati is ki b ik reason hoti hai me ye nai kehta ap emotional ho k trading kary mager ap ko trading emotion k sath karni chaye or ap ko ye b sochna chye k ap kis ki khatir trading kar rhy hai full devotion k sath trading kary
          • #140 Collapse

            g bilkul forex main emotion ki koi jaga nahi h humy trading zinda dil ho karnai chahye or sab kuch achi tarha learn karna chahye tak humary mind se loss name ki cheez hi nikal jay or bus humy jeet hi ho or hum profit main hi rahy
            • #141 Collapse

              nahi yar bro , sorry, i am not agree with you and your comments, kyun kay mere mutaliq forex trading ho ya dosra koi business ya trading , her ksi business ma emotions ka koi kam nhi hota hai kyun kay business ma saray faislay dimag se lye jate hen, is lye mind ko hazir rakhtay hwe trading kren or emotions ko door chor den, yehi acha hoga ak trader kay lye
              • #142 Collapse

                forex trading kartay howay es mein kosis karay es mein jazbati na ho es mein mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein mind se trading karay
                 
                • #143 Collapse

                  Sir forex main emotions ka hona galat nahi lekin nuksaan de hosakta hai kyun dar khof or lalach yeh sab cheezen insan k emotions main shammil hai or agar yeh cheezen forex market main trading main miljae to phir forex main loss hi loss hai.........
                   
                  • #144 Collapse

                    Dear forex me bad emotions ko control me rakhna chahye jis ki waja se hame loss bhi bear krna par sakta hy is liye hame different chezo ko control me rakhna parta hy otherwise we may suffer loss...........
                     
                    • #145 Collapse

                      han bhaiu ya sahi baat hai hum trade without emotion ker sakte hen easily and humen kerna bhi yahi caheya and isi mai hi humari bhali houti hai
                      • #146 Collapse

                        mere dekhnain main too trading without emitins nahi hoti q kay es main sara risk hai hamain risk lay kar trading karni parti hai kabhi achi earning hoti hai kabhi trading loss main chali jati hai.,.,
                        • #147 Collapse

                          in the forex business is much better if we ill prepare a plan ... but it would be nice if we are flexible to market this is one way to gain an advantage. important is your ability to act more flexible to follow the market
                             
                          • #148 Collapse

                            Forex main emtion ka hona galt ni hai lakin yeh humy nouqsan bhi day sakta hai humy loss bhi ho sakta hai ap without emtion bhi is main acha work kar kay bhot acha earn kar sakty hai forex trading ko karny main bhot zayda maza ata hai or hum is main bhot zayda profit hota hai humy apny emtion ko control rakhna chye.
                            • #149 Collapse

                              forex trading min log kehte hin bara peisa aur earning he aur log es min kafi bari earning le bhi sakte hin magar hum ne deikha to ye he k most of the traders yahan se loss hi le leite hn es ki sab se bari wajah ko agar talash karin to wo mile gi emotional trading agar hum emotional trading ko control min karin to kafi bari earning bhi kar sakte hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                han dear hmy chshiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain hmy vhahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex best kaam hai emotion per control ban jati hmy chahiyeh mehnat kry zaida

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X