trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: faisalali پيغام ديکھيے
    ye insan ki thinkikng he har insan ko apne profit se ziada loss ki fikar hoti he isi liye har trader bhi apne profit se ziada loss ka hi soch raha hota he k muje is trade pe loss na ho jae....
    Forex trading ik risky business hai.iss liey loss ka darr to rehta hai.loss say bachny kay leiy he to hum learn karty hain or strategies banaty hain.iss leiy loss say darna nahin chaheiy or confidence say kaam karna chahiey.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      trade kartay waqt ye soch ka hona bohat he zarrori hota hai agar ap es work mein kayabi chatay hain kiyon k ye soch honey se he ap kamyaab hoon gae thankful for question
       
      • #588 Collapse

        logon ka yai sochna bilkul theek hai ... loss kisi ko bhi acha nahi lagta !!!! isi wajah se log sochte hain ye baat !!! lekin kehte hain k darr k agay jeeet hai isi liye trading karte wakt harr darr ko apne mind se nikal dena chahiye tabhi ja kar success milti hai !!!!!!
        • #589 Collapse

          bai jan her kisi ka asa mind ni hota is ma wohy person kamyab hota ha jis ki soch positive ha kukay is ma sirf wohy person kamyaby hasil kar sakta ha jis ma sabr ha or jis kay pass is ka ilm ha buht say asay log han jo trading ma yahy soch rahay hotay han ka b mujay loss ho ab ho ga ab ho ga is ki waja ye ha ka hamaray pass ilm ki kami ha.
          • #590 Collapse

            I am agree with you brother. I think every trader has a fear in his mind about loss. But loss is a simple matter in forex and we need to learn from our loss. so never fear it.
            • #591 Collapse

              Jnab kisi bhe business may agr ham sirf profit ko samny rakhty han to yeh ghalt baat hay profit k sath loss ko bhe samny rakhna chaiya forex trade may invest karty wakt loss ko apny zehn pr swar nahe karna chaiya balkah easy ho kar kaam karna chaiya aur loss say bachny k liay mehnet karni chaiya
               
              • #592 Collapse

                mere dost ye baat sirf oon lgo ke zehan me hogee ke me lost karonga jo ziada heavy lot lagate hai . aur money managment ka khayal nahoi rakte hai . kio ke os ne ghaltee kje hai trading me . es liye sab ko chahjoye ke money mangment ke hisaab se trade lagaye to on ko kabio bee lost ka dar nahi rahega .
                • #593 Collapse

                  agar aap forex trading ko without knwoldge aur experience ke is main enter hotey ahin to phir apko already yeh soch hoti hey keh apko is main loss hoga aur phir aisa hi hota hey aur hamen is main loss hi hota hey.
                     
                  • #594 Collapse

                    Forex is a so risky business and every trader has a fear on loss so they always think of loss. But we need a good skill and also need a good confident for trading freely.
                    • #595 Collapse

                      ziada tar log yahan unexperience hotay hain aur knowledge ki bhi kami hoti hai phir bhi woh trade open kar dete hain un ko market ka andaza nahin hota isi liye unhain har movement pe lagta hai kay un ki trade loss main he close hogi.
                      • #596 Collapse

                        bhai is liye sochta hai q k apna over confidence ni hota.jab apko apna uper confidence hoga ap trade karoga.knowledge ka hona bohut zarori hain jitna knowledge hoga utna acha ap forex sa earn karoga...
                        • #597 Collapse

                          wo is lie sochte hain kun ke unhen apne ap par bharoosa nahi hota aur mentally tor par ready bhi nahi hote sirf aese log hi trading se loss ke bare sochte hain wo kehte hain na ke " think good have goood"
                          • #598 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                            i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                            business karty waqt profit aur loss dono ko nazar main rekhna chahiye srif loss ko yaad karain gye tu srif loss ho , her business k rules hoty hain is tarha forex trading k k kuch rules hain hm is ko follow karain gye tu kamyab rahain gye
                            • #599 Collapse

                              yes right i am also satisfied with you that people have a fear of lossing because of their less knowledge, less experience and less confidence that at first when we first time trade we have a fear of loss by nature but afterwards we did not feel at all
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Is ki waja yeh hay ke app ko is kam main tajarba nahi huta hay . Aur app ki demo account per proper practice nahi huti hya aur app ne kisi trend ya kisi bhi news ko dekh kar trade nahi ki tu app ko loss ka hi dar ho ga .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X