trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    dear ye he to masla ha k kafi achy trader bhe ha lekin us k pass confidence na hony ki wja sy apna balance loss kar dety hain lekin i think agar achy experience k sath acha confidence bhe ho to ap kabhi loss nahi khao gy is lye acha confidence get success
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      trade kartay waqat log yeh iss liyay sochtay hai kay unhain apnay upar confidance nahi hota ,woh chizo ko samjh kar karna hi nahi chahtay .aur loose say dartay hai phir .chizo ko samjh kar karain gay kabhi loss nahi ho ga hamesha earn karin gay.
       
      • #288 Collapse

        mere khayal sy is tarha sy or is type sy wo log sochte hain jo ismain zayda knowledge or learning nhi rakte hain, thats why unko trading main yahi dar laga rahta hy k kahi unko unki trading nuqsan na karwady,
         
        • #289 Collapse

          trade karty waqt log ye is liye sochty hain ke k agr nuqsan ho gaya to achi income nahi ae gi or loss ho jae ga isiu liye wo dehan se work karty hain
             
          • #290 Collapse

            business mai do chizain hoti hai loss ya gain,apnay mind ko present rakhoo gay tu kabhi loss nahi hoga ,strategy sahi hogi tu bhi loss nahi ga,loss usi surat mai hota hai jab app mind say fresh na hoo fully skill ko use na kar rahay ho.
               
            • #291 Collapse

              Mostly traders trading karte waqt confident nahi hote hai, or wo ye sochte rehte hai kay inhay loss na hojaye or isi tension mai apni energy ko loss kar daite hai. or trading ko theek tarah say concentrate nahi kar pate.
               
              • #292 Collapse

                ye ek busniss hai or busniss mean profit huna hai ba sharte tjurba kun ke bena tjurbe hum ek ache busniss men nhi ban skte hain or kbhi profit hasil nhi karske bhai jan profit or loss busniss ka rule hai...
                 
                • #293 Collapse

                  kun ke unhe ye dar lga rheta hai k kahin band na karde jean ya phr unhe apne ap pe turst nhi hota k hum ese profit hasil karskte hain yr its a busniss rule ke kabhi profit tu kabhi loss tu phr es mean sochna kia ....
                   
                  • #294 Collapse

                    Trading me loss hoti rehti hy oor traders esly darty hy q k market kese ke marze se nahi chalti. lakin per bhe agar traders ability k sath trade kry to per apny risk ko control kar skty hy.ziada dar gamblers ko hoti hy.
                       
                    • #295 Collapse

                      Actually log es baat ko laty huy confuse kar laty hy apne ap ko q k wo risk ziyda lay laty hy jo k un ko pressure kr lata hu or wo asy theek traky sy kuch ni kar paty hy to please risk k bjay akl sy kam ly or sara zor yha lgy gy to risk ni ay ga q k hmri twajo jo yha ho gi risk py ni
                      • #296 Collapse

                        new trader kay liye loss ka khof us waqat tak nahi jata jab tak wo demo par bar bar reserch na kar ly or jo log amoman demo ko na use karty hoe live account bna lety hain wo trading kay waqat buy sell karty waqat loss kay khof ka shikar rahty hain is khof say bachny kay liye bar bar demo par practice karty rahna chahiye.
                        • #297 Collapse

                          Jo traders yeh bat nahi sochtay kay humain loss bhi ho sakta hay mery khayal say wo log inexperienced hoty hian. because forex aik business hai or business main loss and profit ko samny rakh kay trade ki jati hai. Trade lagany say phly market ko analyze karna chahye or loss ka risk bhi zehn main rakhna chahye.
                           
                          • #298 Collapse

                            forex tardign aik bohat hi acha online business log iss main investment kerne se darte hian kynke ya aik bohat hi risky business hi iss lye log iss main investment se gooraz kerte hain sirf wohi log investment kerte hain jo iss karobar ke bare main jante hain
                             
                            • #299 Collapse

                              trading kerty waqatloss ka har koi sochta hy or loss se darta hy lekin aak acha trader asi soch nhi rakhta kun k usy apni qabliyat per poora yaqeen hota hy.or jo ye sochty hy k loss na ho jaye wo apny app ko abi kacha trader samjhen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Most of people think about the loss during the trade because they know that risk and loss are the part of any successful trading business so also in forex trading peoples think about the loss, and ready to face the loss in the forex trading for gaining much more from it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X