trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    If you have not proper knowledge about forex then you face that problem because without learning and confidence you cannot make any profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      business main saari baatin sochni chahye kyun ke faide se aadmi khush hota hai aur nuqsan ki surat main agar aadmi ka zehn pehly sy na bana huwa ho to zehni tor par upset ho jaata hain jo us ki sehat par bura asar dalta hai is lye har waqt ke lye tayyar hona chahye.
      • #108 Collapse

        meray dost koi bi business ho her aadmi ye zaroor sochta ha k ussey loss na ho iss liay forex trading me bi loag iss cheez ka haayyaal kertay han k loss na ho
         
        • #109 Collapse

          ye tu ma nai bata sakhta k log asa kiun sochtye hai kiun k her kis ki soch different hoti hai.lakin zaida tar lache asa sochtye hai kiun k un ko dar hota hai k loss ho jye ga.mainy tu kabhi asa nai socha.
          • #110 Collapse

            forex aik risky business hay.es business ko koi bi perfect predict nahee kersakta.ye aik inherent limitation hay forex trading ki.lakin ham risk ko kam zaroor kersaktay hay knowledge or experience k zareye.
            • #111 Collapse

              Dear mere khiyal say aisa unhi logo ko lagta hy jinho kay pass knowledge kamzoor hota hy and unho nay demo account pay practice bi nai ki hoti and wese hi wo trade karna chahte hain or ziyada profit earn karna chahte hain lakin un ko yeh bi dar hota hy kay kahi un ko loss hi na ho jae.
              • #112 Collapse

                Bro kam exprience kia wajah se logg yah samjhte hen ke unko loss na hojai aur ye tou takreban har koi trade hi sochta he kyoun ke ye aik risky bi business he aur koi barosa nai he isper
                • #113 Collapse

                  Esa is liye ho skta hay kay hmen knowledge puri nahee hoti hay or isi knowledge ki kami ki waja say hum dur rhy hotay hen k hmen loss hojaega. First of aal hmen apni knoweldge ko berhana chhaye jo k nihayat ehmiat rakhta hay forex trading may, phir na hum trade kertay wkt ghabraen gay na he daren gay.
                  • #114 Collapse

                    Confidence na honay ki waja say yeh baat zehn mae ati hai kay loss hojae ga..is ko overcome karnay kay liay one need to have full knowledge about the market trend of forex trading..
                    • #115 Collapse

                      Wo is liye yeh sochta hain q k unha apna par brose ni hota hain.Na hi apna par confidence hota hain.over confidence log hamesha loss kartey hain.jab bhi trade karo emotion ko control karna seekho...
                      • #116 Collapse

                        Asalam-O-Alaikum Dear Friend , ye tou logo ki nature main hai kyoun ke insan bohut he mouhtat makhlook hai our aona acha bura jaan sakta hai so wo darta hai trade kernay say pehlay. per jo qismat me likha he wohe milay ga. it can also be profit or loss.
                         
                        • #117 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                          i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                          i think wo log trading krte waqat aise sochte hen jin ko apni analyses apne knwoledge or experience pe trust nahi hota is liye unk mind men loss ka dr hota he forex trading men agr hm emotions ko involve kren gen to hamen loss hi ho ga
                           
                          • #118 Collapse

                            jo log without knowledge aur information k trading karte hain jinhein market k barae me know how na ho just capital invest karte hain to unhein doubt hota hai k kahin unhein loss na hojaye magar jo log proper knowledge aur dimagh se plan banakar trade karte hain to unhein loss kam aur profit ziada hota hai.
                            • #119 Collapse

                              Kisi b business m loss hony k khadsha to hota ha lkn forex m to loss k khadsha bhot zada hota ha kyonk yeh jald bazi k business nai ha or agr aik galat trade lag gai to bus phr loss s koi nai rok skta is ly traders loss k bary m sochty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                loss or profit is part of bussiness. i think that those people have no confidence on their selves. one of important thing you must have during business is decision power. you must have strong decision power
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X