trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dekhein ye to ek fitri baat hai hr kam karne se pehle insan sochta hai k kahein usay nuqsan na ho jaye.jo nahi sochta nuqsan b wohi uthata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Jab bhi koi aadmi business karta hay to us k liye us k mind main profit aur loss dono ka khayal aata hay q k us ko confirm nehi hota hay us ko prfoit ho ga ya loss.
       
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
        i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
        my dear trade krte waqt wo log aise sochte hen k unko loss ho jaye
        jo ye hen
        jin k pass knowledge or experience ki kami hoti
        jo market ko analyse kiye bager trading krte hen
        jinko apne ap pe or apni analyses pe trust nahi hota
           
        • #79 Collapse

          is ki waja ye han k hum daar jaty han k kahi humy loss na ho jaye isi liye hum ye sochty han otherwise agar hum kisi expert trader ki help se trading kary to phir humy zyada loss na ho aur hum is busienss se daily earning bhi kar lye.
          • #80 Collapse

            zaheer hai k yehi cheez unk self confidence ko ahista ahista khatam karti jati hai or time pe woh yeh socha shoro krdete hai k yeh market hi sahi nahi paise invest krne k liyeh jo k galat hai or humain esi soch se bachna chaiyeh or confident rahen apne faisla pe
            • #81 Collapse

              os ley sochty hian kiyoo on logo k forex k bary mai kass pata nahee hota hain . or aga kisi ko forex k bary mai ek Acha Experiacne ho tu khab be yi nahee shoci gha is ko loss ho jaye gha . kiyoo is ko forex k news kbary main Sab infarmation hotee hain
              • #82 Collapse

                Asallam o Alekum
                dear brother yeh tou baat hi zasi hai jo sab k zehan k andar hai trade kartry waqt, isliye hum koshish kartey hain kam sey kam mistakes karey
                • #83 Collapse

                  basically her koi profit kay liye consious hota hain aur risky business hain is liye loss ka bhi 50-50 per \cent chance hota hain her koi yahan profit kay liye ata hain so sab loss say dertay hain
                  • #84 Collapse

                    bhai jo insecure feel karty hain trading me un ko iss me hamesha loss he loss ka saamna karna parta hai iss business me jitna ho saky aap kama sakty hain iss me koi restrictions nahi hoti lekin bas aap ko greed nahi karna chahiye or thinking positive rakhni chahiye....
                    • #85 Collapse

                      if people and trader think that they have to loss so they can not trade by good analysis and fear come and kills confidence so always trade by positive think and by good concentration
                      • #86 Collapse

                        my brother me app sey ye baat zarur kaho ga k acha trader forex business me trading karte wqt hamesha profit k bare me sochta hai .or jo loss k bare me sochta hai me ye samajta hun k wo acha trader nai hai .
                        • #87 Collapse

                          ji ah mai is mai rozana kam krta ho jis sai mahiny kai akhir pr achi payment kma kaita ho forex pakisan is very good site is pr ap bohat zyda pyse bohat kam mahnat kr k kma sakty hy
                          • #88 Collapse

                            i think loss is the part of forex and i think I like for do at free time. this is the best chances for me to grow up and develop skill and ability that i can not do at another business.and forex trading is suitable for me, and i feel comfortable on this business, and this is the best chances for me to grow up and develop skill
                            • #89 Collapse

                              Yeh aik natural baat hai k insan loss ka sochta hai q ka her trade loss se hi start hoti hai aur stress level ka taluq loss se hai ager trade mustaqil loss mein jaigi tu trader ka stress level barhega aur us k liye trading kerna mushkil hoga isi liye kehte hein k minimum risk se trading kerein k ager loss bhi ho tu trade close kerdein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                daikha jaye to taqreeban insan har kam karney mein hi ye sochta hai k usy nuqsan na ho per haqeeqat ye hai k jahan profit hai wahan loss b hota hai per agar soch samj k trade ki jaye to nuqsan k chance kam hotey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X