trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex ma trading krta hua ya bat to mind ma rakhni hoti ha k ap ki investment ap ka sab kuch ha ap kisi or ko dakh k trading kro ga to ap ko loss zyada hogaa ak acha trader mara khyal ma wohe hota ha jo loss ka analysis phla krta ha k kitna chance ha loss hona ka to he wo successful ho sakta ha
    *** Silent Dedication ***
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g bhai ap ka sawal bht best hy or jo logh easa sochty hy trad kartyu wakt k mjy kahe loss na ho jay unhe khud pe barosa nhe hota k hum 1 achy trader hy bass
      • #93 Collapse

        mere dost business koi bhee hoo os business main profite loss dono hoty hain agar ham forex main bhee theek tarah se kaam kre to loss se bcha ja skta hai gee ,,
        • #94 Collapse

          it is very necessary for every person to think positive and have faith on Allah . jaisa aap socho gay waisa hi aap pao gai agar aap bora socho gay negative feeling apne andar rakho gay to bura hi hota hai . so always have positive feeling during your trading .
          • #95 Collapse

            it is real required for every person to conceive confident and screw belief on God . jaisa aap socho gay waisa hi aap pao gai medium aap bora socho gay harmful somatesthesia apne andar rakho gay to pabir hi hota hai . so e'er mortal affirmatory idea during your trading .
            • #96 Collapse

              dear q k forex ek risky business hey or is business main aap ko loss k chance b hoty hen is liay aap is business main say achy experience ke base par he kuch kama skty hen otherwise aap ko loss b ho jata hey is liay looog trading karty howay darty b hen k loss na ho jay..
              • #97 Collapse

                Because people are always think negative. Most of the human always think negative thing first so they become hopeless. If people can change there mind then they can do better in any work.
                • #98 Collapse

                  We know Forex is risky profitable market so there loss is possible. people when tread there without sanctification than they will think about that. so it clear there poor knowledge about treading.
                  • #99 Collapse

                    Muje nai pata k log q asa sochte han k loss ho jaye ga forex par trading k doran lakin ho sakta ha k ion ka expirence kam ho forex par ies waja sy
                    • #100 Collapse

                      dear trade krty waqat log sochty hain mujhy loss hojaye ga kyn k wo fear krty hain loss say wo loss krna nahi chaty hain
                      har ek ki ye wish hoti haik wo earn kary apni uses puri kary but fear kabhi bhi successful nahi hony daita hai.
                      • #101 Collapse

                        Bhai apka bohat acha sawal hai log is baat ko is liye sochte hai kiyo ke unho ne apni pocket money se invest kiya howa hota hai is liye wo is baat se darte hain ke kahi hume loss na ho jaye aur jo los ye baat sochte hain ke hume loss nahi ho jaye wo kabhi bhi forex me kaamyaab trader nahi ban sakte
                         
                        • #102 Collapse

                          ku ke har business m profit aur loss hota hai s waja se sab logo ka dhiyaan zada tar loss ki taraf jata hai aur sab se bari kamzori logo ki ye hai ke trade lagane se phele yeh sochte hai ke kahi he loss na hojaye is waja se trade mien loss m dhiyan jata hai sab ka
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                            i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                            Is ki aik bunyadi waja yeh hay keh log sahi tarha say learning nahi kartay, aur sahi tarha say market k trend ko na samajhtay hain aur na hi money management kartay hain, yaqeen karain agar ap log yeh kar lain to phir ap ko sabar bhi ajaye ga aur mind bhi fresh rahay ga, aur jab ap ki analysis achi ho jaye gi to confidence level bhi bahtar ho jaye ga.
                            • #104 Collapse

                              dear mere keyal me shad as ke waja ye he ke humee thek se trading nhe ati or hamare mind me yahe rehta he ke loss ho jae ga as lye humee chaye ke phele forex ko achi tara samj jae pher trading kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                un ke dil main ye dar hota hai ke unhein loss ho jaye ga unhein apni knowledge per yaqeen nai hota humein apne uper confidence aur yaqeen hona chahiye ke hum achi trade ker ke acha profit earn ker skte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X