trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dekhe hum jub bhi trade karte hen us me loss or profit dono hi ho sakte hen or ager hum is dar me rahe ke lose ho jy ga to hum trade hi nahi kar sakte or nahi profit kama sakte hen is market me hum jitna risk le gay utna hi zada kama sakte hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yeh bath bilkul sahi hay k trading me wo log apny loss k bary me ziada sochty hain jin k pas knowledge kam hoti hy. Q k unky andar km learning ke wja se fear hota hy oor wo apny oper trust nahi karty. so esy traders me confidence levle bhe kma hoti hy oor success ke bjay loss ka ziada sochty hain.
       
      • #48 Collapse

        jee ap ki baat sahe hay jin logo kay pas forex ka proper knowledge nahe hota hay vo log trade karnay se ghabratay hain forex mai kamyabi kay liye zaroori hay kay aiska proper knowledge aur experience ho.
        • #49 Collapse

          bhai ye aik netural si baat hai q k aap agar kisi b bissness me apna paisa lagaty hain to aap kai baar sochty hain to ye to phir b aik volatile risky market hai jo aap ko minute mai kangaal kar sakti hai so loog sochty hain
          • #50 Collapse

            bohot se new traders forex trading business main ye hi sochte hain kiun kay woh new hote hain aur oun kay pas experience bhi nahi hota aur woh darte hain trade karte howay.
            • #51 Collapse

              Jab ham zyada risk lety hain tu hmary zehan ma yehi bat ghomti rehti hy k yar kahen loss na ho jay. is liye chaheye k zyada greedy na hn munasib profit earn kar k apna oreder close kar den
              • #52 Collapse

                brother lose or profit dono trade ka ak hissa hain or log asa is waja se sochte hai k unko le der hota hai k ager unko lose h gaya to unka sara bonus zaya ho jaye ga or dosri wja ye hai k forex ak bht hi risky kam yahan apko faida or lose dono hi ho sakte hain.
                 
                • #53 Collapse

                  good question dear wo log he trade kartay waqat sochtay hen k hamain loss ho ga jin trader ne forex ko sahi tara se laern nahi kiya hota aur demo account pe practice kar k forex mein acha experience hasil nahi kiya hota jo trader forex ko achay method se learn kar k live trade kartay hen wo yeh bat nahi sochtay k trade karny se loss to nahi ho ga
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                    i think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                    jo traders aise sochte hen k unko trades men loss ho jaye ga to unko aksr loss ho jata he or is ki reason ye he k unka knowledge or experience itna nahi hota or wo bina market analyse k trade krte hen is liye doubt men rehte hen
                     
                    • #55 Collapse

                      I dont know why the people think about it when you start any business with the negative thinking than you must be loss so always be positive and do positive .
                      • #56 Collapse

                        mere khyal sy jo is kam ko first time join krta hai is liye wo dart hain ky kahin loss na ho gy or jo is ko aik mah main cover kr leta hai us ko bad main problem nhi hoti is liye ap darr kr na kam krain ka kahin loss na ho gy or is main koi loss wali batt nahi hai
                        • #57 Collapse

                          g belkol ye darost he ke her admen noksan se derta he . aor faida per khosh hota he . jo admen sumbehl ker kam kerta he use noksan boht kem he hota he...
                          • #58 Collapse

                            meray mutabiq ajkal pakistan k karobari halaat istrah k hain k har bnda bht jaldo tension lejata hai,,lekin himmat or hoslay se hi aap trading me successful ho skte hain..or trading krte waqt humay kisi bhi qisam ki pareshani ki zrurat nai,,bs achi skills or information lazmi hai...
                            • #59 Collapse

                              Ye to her insaan ki natural thinking hai, as a human being hamen hamesha loss ka dar rehta hai, isliye hum nahi chahtay k hamen loss ho. Isiliye jab bhi hum invest kartay hain to ye zaroor sochtay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai main is liya souchtay hai.kue kay jin logo nay is business ka knowledge hasil nahi kiya hota .un ko yahi lagta hay.kay un ko is business main loss hi ho ga.is liya to is business ko sekh ker kerna cahiya.takay apko apni trade karnay kay bad ya dar na ho.kay apko is trade main loss hi ho ga.balkay phir ap ya soucho gay.kay apnay jo trade ki hay.mujay us main profit hi ho ga..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X