trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Well, you know that forex trading is a very risky business and also it could be possible that those amount of traders are actually losser in the business.please get full knowledge and experience before doing trade byself
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear bahi jan jin lopgon ko trade karna nhe ate wo log he jab trade karte hen to sochte hen keh es jgah trade karon ya na karon woh koe entrypoint nhe le sakte lete bhe hen to jab market move kar jatehe yeh shoro men sab ke sath hota he
      • #18 Collapse

        kiunke is main boht ziada dar hota haike kahin mujhey loss na ho jaye kahin markit down na ho jaye our main is main loss ka samna na karun is liye forex main har kisi ko hi loss ka dar hota hia our is main boht hi soch samjh ke kaam karna parta hai
        • #19 Collapse

          trading main apne ap ko mentally taor par bi prepare kerna chaye aur positive thinking hone chaye positive hogi tu result b positive aye ga aur es kay sath sath information be get kerni chaye.
          • #20 Collapse

            Trading karty waqt log is laye loss ka sochty hai ek tu on ki knowledge kam hoti hai.Or forex trading risky business hai.Is me loss tu hota hi hai.But agar ap kay pass experience hai tu ap loss say bach saktay hai..
               
            • #21 Collapse

              g bahi log kyun sochety hain wo islye sochty hain kyun k un ko pata nahi hota market k trend ka bass trade laga lety hain ..badd main darty rehty hain isko tukaa kehty hain mere nazar main agar ap k pass knowledge hoo toh ap easily work kar sakty hoo without any tension
              • #22 Collapse

                kion k wo log apni lagai gaye trade sy satidfied nae hoty and un ko market ka experience nae hota un k pass faorex tarding ka experience itna nae hota. agar hum behtreen training hasil kar k behtreen experience hasil kar k acha knowledge hasil kar k trade karain tu zaida satisfaction sy kam karain gy baqui ye hai k business ma profit and loss tu hota he hai laikin insaan ghaltiyon sy seekhta hai. agar loss b ho jaay tu admi ghalti sy seekh kar pir sy profit hasial kar sakta hai.
                • #23 Collapse

                  Mostly merchant asa sochty hai or in me mostly newbie hotay hai.Forex risky line hai is me loss ka der tu her kisi ko hota hi hai.Per ye respect play me ho hota hai.Period kay sath sath jab change me izafa hota hai tu release ka value khatam ho jata hai..
                  • #24 Collapse

                    yes my dear loss be trading ka hisa hai so i think i meray kehnay ka mtlab hai k jis job main koi loss na ho isay job ne kehtay so i think this is a good job so is job ko hum gr beat k kr sktay hain forex forum say hum achi income and experience and knowledge get krtay hain.
                    • #25 Collapse

                      g ha good quastion mara khyal sa forex ak asa business ha jis ma both sa ups and downs ata ha ager ma ager ap aachi earning kar sakta ha to mara khyal sa ap loss be kar sakta ha is laya treading karta wakat har koye ya chuta ha
                      • #26 Collapse

                        mainly, loss and profit market ka hissa hay forex business ka hisa hay magar ye darr nahe hona chaiye kay mera loss ho jay ga agar asa darr hoga tou kaam theek nahe hoga. .
                        • #27 Collapse

                          unko khud py yaqeen nai hota k unhun ny jo trade lgay hai wo sahi hai ya nai wo apny decision kop galt samjhty hain aur ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly hi ye samjh lety hian k unko lose hoga aur phr mind galt trade lga deta hai
                          • #28 Collapse

                            dear friend jo log forex trading ma new hote hain wohi asa sochte hain ke jab wo trade lage gy tu un ko loss ho jaye ga.un ko ya nai pata ke jab tk trade nai lage ki profit kase earn ho ga forex ma jo log expert hote hain wo ya nai sochte ke wo trade lage gy tu unko loss ho ga.
                            • #29 Collapse

                              asl mn aisa issnlye hota hy kio ky iss mn woh tens zyada ho jty hn woh yah samjhty hn ky agr woh yah kam kreyn gy to los ho ga but aidsa mnhn hoa hy forex mn tardig kty howey demagh ky sath kam krnana hota hy forex mn ap k samjhdari dekhni hoti hy na ky tens ho kr acha kam bhhi app khranb r daity hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                i think jo log esa sochte hen shayad un traders me kam knowledge and experience ki wajah se unhe yeh feel hota he ke shayad mujhe loss ho. forex me trading karne ke lye hosla bhi chahiye. apne emotion ko control me rakhte howe trading karo. and koi achi se strategy se trading karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X