Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

    aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain toh hamein chahiye kya main Pakistan Forex mein bahut hi jyada Soch Samajh Kar trading Karni chahiye Kyunki Agar Ham jaldbazi Mein trading Karte Hain To Hamein bahut bada nuksan Mein jata hai aur Hamara account was ho jata hai thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

      Bhai jan apne bilkul hi sahi kaha k agar ham is main losses hote hain to ham is main jazbati ho jate hain but ham ko is main aese jazbati nahi banna chahiye aor ham ko ids min loss hoto ghabrana nahi chahiye jis se n ham ko faida ho saath hain aor ham is mein earning kar skate hain
      • #18 Collapse

        Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

        G nahi bhai jan app ko loss ki waja sy jazbati nai hona chahey kyun k agr app aisa kary ga to app phir baqi bi sara balance is man loss krdy ga or woh app k liye zara bi achi bat han kyun k Forex trading business man profit or loss chalta han rahta han app apni mistake find kary or un pr kam kary ta k next time app ko loss na ho or app acha profit gain krsaky.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

          g bilkul loss ki sub say bari waja jazbati hona hi hay jitna hum zada jazbati hon gay hamian loss bhi utna hi zada ho ga so hamain jazbati nahi hona chahye. aor kabhi bhi jazbati nahi hona chahye jitna hum jazbaat ko control karen gay hamary liay utna hi zada acha hay. forex main survive karna ho to loss bhi bear karna parta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X