Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?
    Kiya ap es baat say itefaq kartay hai k ziyada losses ziyada jazbati honay ki waja say hoti hai q keh ziyada tar jo trades lagaye jatay hai wo jazbati honay ki waja say lagtay hai aor wo trades aksar losses mai he chaltay hai q keh wo confirm trades nahe hotay lehaza jahan taak possible ho sakay apko chaheye k bari cool.mimd k saat trades lagaye jayee.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

    next Business mein Hamare Paas money management system Ka Hona Zaroori Hai Pata hona chahiye , police ki hum sab log kaise kar sakte hai market Mein saree in Baaton Ka without any type of teeth management kam nahi karna chahiye Jis Ke Paas nahi hai wo kabhi bhi kamyabi se kaam nahi kar sakta hai management planning sab kuch kaam nahi karne ke liye
    • #3 Collapse

      Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

      Loss jb bhi hota hy us ki waja ya hoti hy k ham cou furamation sy zeada phly trade lgaty hy ya ham sahi taime frame jo bry taime frame hoty hy un ko zeada nai dykhty hy to ham loss kr dyty hy choty taime frame ham ki dhoka dyty y or jo bry taime frame hoty hy who ham ko loss nai dyty hy zeada tr un ki jo mevemint rhoti hy who sahi hoti hy fake nai hoti hy
      • #4 Collapse

        Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

        Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay Forex trading main emotion ke koi qadar nhe hoti Forex trading ko easy say lay kr krain aur achi c trading krain lot size ko kam krain market ka analysis kr kay trading krain too acha hoo ga
        • #5 Collapse

          Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

          Of course brother main ap ki bat say agreed hon, kuch trades aisay hotay hain jen k pas forex ka acha knowledge bi hota hay phr bi un ko trading main loss ata hay, asia esleay hota hay q kah woh apnay emotions par control nai kar saktay aur jald bazi main ghalat trades open kar letay hain jis ki waja say un ko loss aa jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

            G han dear apki bat thik hai forex treading boht soch samj ka kam hai esy khayal sy karna chahye aur apny jazbat pe kabo rakhna chahye kui k jazbat me hum galt fesly karty hen jin sy hame los hota hai aur phr hame pachtana parta hai treading karty wakt cool mind hona chahye aur trade open karty wakt aur close karty wskt jaldbazi nai karni chahye balke aram sakon sy soch samaj kar fesla karna chahye take bad me pachtana na pary.
            • #7 Collapse

              Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

              asslaam alikum app ny bilkul saheeh farmaya kay kay trading work tahamal mizaji say karna ho ga warna is main loss ka khadsha hota hai agar hum jazbati na ho to is kam ko aram sy kar sakty hai aur earning karna bhi asan hota hai thora tading kar kay jab profit mil jaye to ap trade close kar den.
              • #8 Collapse

                Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                forex main jo log kafi time sa kam kar rhay han wo achy sa janty han k jald bazi nuqsan deti ha or jo new traders han wo he akasar jald bazi sa kam ;letya han or nuqsan uthaty han asa members ko chaiya k wo jald bazi sa door rhen
                • #9 Collapse

                  Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                  forex mai hum jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                    G dear ap ki bat thek hy.....aik hm jb trade,lgaty hn to us wkt sahe analyse ni krty or trade ghlt lgaty hn or jb wo trade loss min jati hy to hm jzbati ho kr us loss ko recovr krny k lye or ghlt trading lga dety hn jis sy account b wash ho jata hy...
                    • #11 Collapse

                      Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga k jiban kalakar Hum Forex mein jaldbazi Karenge Hamein loss Ho Jayega Agar Kamyab Hona chahte hain toh bahut jyada mehnat karna hoga aur jaldi bilkul bhi nahin karna chahi aur Lalach bilkul nahin karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                        Ji haan Shera Prem bilkul thik hi kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi Kya Main Agar profit karna hai to Hame bahut hi jyada mehnat karna hoga market ko bahut jyada analyser karna hoga aur demo account ko bhi bahut hi jyada istemal karna hoga Agar Hum Yaha Sab istemal Karenge to Hamein Pakistan Forex Se Acha profit ho sakta hai
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                          forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain is mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha or real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                            Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay Forex trading main emotion ke koi qadar nhe hoti Forex trading ko easy say lay kr krain aur achi c trading krain lot size ko kam krain market ka analysis kr kay trading krain too acha hoo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Losses ki main waja ziyada jazbati hona hai?

                              G han bilkul theyk kaha ap nay forex main investment ho ya bonus say trading sab hi kuch hmary account balance ky mutabiq hota hai agar hmara account balance acha ho ga to hi hm is main achi earning kar sakty hain kyun ky hmari earning tab hi increase ho gi jab hmari investment ya bonus acha ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X