Assalam o alaikum to all.
Dear friends main iss thread main aap se apnay forex trading account ko manage karnay ka easy aur besr tarika bataow ga:
1. Jab hum apni pehli trading start karein to hum apni leverage 1:200 se zayada na rakhein.
2. Iss ke elawa hum zayada tar un pairs per trading karein jin ka spread 3 tak ho. Baray spreads walay pairs per trading na Karein kyun ke uss se hamara profit decrease ho jata hai aur uss ka faida sirf broker ko hi hota hai.
3. Hamesha small lots per trading karein jaisay ke 0.05 aur maximum 0.10 tak. Big lots open karnay se hamara account risk per rehta hai aur bohat kam time tak survive kar sakta hai.
4. Hamesha stop loss ko use karein warna account bohat jald blow out ho sakta hai. Stop loss na laganay ki wajah se hamara account hamesha risk per rehta hai.
Hope that will help you.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим