Apnay forex account ko manage karnay ke 4 important aur easy points.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay forex account ko manage karnay ke 4 important aur easy points.
    Assalam o alaikum to all.

    Dear friends main iss thread main aap se apnay forex trading account ko manage karnay ka easy aur besr tarika bataow ga:

    1. Jab hum apni pehli trading start karein to hum apni leverage 1:200 se zayada na rakhein.

    2. Iss ke elawa hum zayada tar un pairs per trading karein jin ka spread 3 tak ho. Baray spreads walay pairs per trading na Karein kyun ke uss se hamara profit decrease ho jata hai aur uss ka faida sirf broker ko hi hota hai.

    3. Hamesha small lots per trading karein jaisay ke 0.05 aur maximum 0.10 tak. Big lots open karnay se hamara account risk per rehta hai aur bohat kam time tak survive kar sakta hai.

    4. Hamesha stop loss ko use karein warna account bohat jald blow out ho sakta hai. Stop loss na laganay ki wajah se hamara account hamesha risk per rehta hai.

    Hope that will help you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap nay boht achay points share kiye hain mai hamesha lot size 0.03 tak rakhta hun jis se profit to kam he milta hay magar risk b kam hojata hay forex trading mai boht ehtiat karni chahye because yeh aik risky business hay
    • #3 Collapse

      ji bilkul bhai mai ap ki bat se bilkul agree karta ho lakin mere khayal se ap ka leverage 1:1000 hona chahiye ya leverage best ha is leverage par ap ko profit to kam ho ga but ap ko loss nahi ho ga dosira aghar ap ke pass capital acha ha to ap ko stop loss ki zarorat nahi hoti .........
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Bhai jan :) KAfi achay points hain... Lots Pai depend krta hai...the higher the risk the higher the profit is... Forex is not much difficult as we all think.. We have lot of things to know some of your points are good for traders..
        • #5 Collapse

          this one of the best post i have seen on this forum we need such informative post here which help and provide more indformation about trading

          thanx fore sharing you exproience
          • #6 Collapse

            bhai jaan apne bohot he acche post share ki hai mai samjta hu yaha new members ko faida hoga kiu k yaha per basically humay aik to without free working job k saat saat every day new thread learn karne ko milti hai jo k hamare liye faide mand hai
            • #7 Collapse

              dear ap ne boht achii post ki hy aysa he hona chahiye jab tak ap apnii life ko enjoy nhn karo gy ap ko faida nhn ho ga aur na he ap apnii life ko sahii se set kar skao gy lehazaa ap ko acha kam karna chahiye,,,
              • #8 Collapse

                dear friends and Brothers salam to all,..,,..,,.,.,.,.,.,.,. mere bhai nay kafi achi batein ki hain is say new any waly user ko kafi help milay gi unk knowledge ,main kafi azafa hoga aur woh issy fellow kary gy work kary gay.,.,,..,,
                • #9 Collapse

                  bhai account ko manage karny k liye ek to kam s kam lot ko us kar k trade karo and us main leverage ko bhe kam he rakho and zayada trade ko open na karo and trend k opposite bhe trade na karain..
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum ye ap ney bohat he important topic per thread bnaya hey aur bohat he important points quote kiye hen aur jo log yahan per her time yehi kehtey rehtey hen key leverage zyada rakho leverage zyada rakho wo be ap ka ye thread read kar len.
                    • #11 Collapse

                      Thnkxxxxxxxxxxx a lot dear,ap ny information new members k sath share ki hai,mai totally ap ki batoon sy and ap k experience sy agree krta hoon,life mein aisy bht kan log milty hian jo apni information,and knowledge new members k sath share krty hian,koi doubt nahi hai mai ap ki batoob sy agree krta hooon dear.
                      • #12 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum ye jo ap nay points btaey hen bhai jan forex trading kay hwalay say ye bohat he sahi points btaey hen aur hum sab ko chahey koi new trader ho ya old in par amal karna chahiye aur in points ko mind me rakh kar trading karni chahiye.
                        • #13 Collapse

                          g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading busienss men success hasil krny ky ly ap ny jin cheezo ka btaya hy wo boht important hen new logo ky liy lot size small use krna zarori hy or stop loss use krna chahiy or gold ko trade nahi krna chahiy tb hi ap aik achy trade bn sakty hen
                          • #14 Collapse

                            dear app na forex account ko manage ker na ka hawa ly sa kafe ache point mention keya hia umed hia agar koi new trader app ki thread ko read ker ta hai tu wo es sa kafe ache fida hasel ker sakta hai apne trading mai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Apnay agar ap pakistan forex forum tradign my agar work karty ho to ap is my agar work karty ho ap pakistan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X