Do you fear forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    thek kaha apne forex aik bhot risky busniss hai lekin profitable bhi bohat hai hum apni zara si mistake pe yeh soch ke forex chor dain ke is main to loss hi hota hai bhai is busniss main hi nai har business main loss aur profit hota hai to humen disheart nai hona chaye balke hamen khosish karni chaye ke agli thread main hum se koi ghalti na hoo isse hamen apni ghalti ko improve karne aur bhot kuch seekhne ko bhi millta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hanifpk پيغام ديکھيے
      Jee pehaly bohat ziada darta tha but ab forex trading ko kuch had tak seekh gya hun aur jab main esy achi trha seekh jaon ga tab ye dar he khtam ho jaye ga aur main achi trha trading karun ga.
      haan me bhi pehly is business me bohat fear khata tha lekin ab me is business me kabhi bhi zara sa bhi nahi darta hun trading karne se kiun ke kafi had tak me isko learn kar chuka hun or kuch kuch kamyabiyan bhi hasil honey lag gai hai is me ...
         
      • #408 Collapse

        everybody who is trader even new or old have fear of losing money in forex trading the reason that trading business is very risky and we can lose our money but we need to build our confidence if we want to finish our fear and if we make a bit mistake in trading then we can lose money and we need to finish our fear in trading and if we can finish our fear then we can earn money
           
        • #409 Collapse

          forex trading aik risky business hi jis main bohat se log already apni earning ko dobo chuke hain agar ap forex trading main kamyabi chete hain to ako sub se pehle learn ker ke invest kerna ho ga then hi ap kamyab ho sakte ho
           
          • #410 Collapse

            forex trading main moji shoro main tora sa fear ho raha hain par jisi he moji forex trading main ahista ahista expereince ho gaya tu is moj si sara dar nikal gaya .or abee is main bina he fear k trading kartha ho . or is main abee moji ek acha profit be mil raha hain .
               
            • #411 Collapse

              yes dear ye totally risk base business hai or highly risk wala business keh saktay hain. or normally jahn pr risk hota hai to yakeeni baat hai k wahan pr aap ko fear b feel laazmi hota hai or iss lye main to fear feel krta hoon. lekin ussi py to qaaboo paana hai. issi lye is market main bethay hain.
               
              • #412 Collapse

                No brother main forex se bilkul fear nahin hun aur main isko achi trha se completely learn kar raha hun aur main janta hun keh agar main isko achi trha se learn kar leta hun to phir main is sey achi trha se income hasil karne main kamiyab ho sakta hun.
                   
                • #413 Collapse

                  wesy me start me darta tha q k mujy kch samj nahi the lakin waqt sath sath meny kafi kuch sekha oor ab me darta nahi.. lakin jub emotional trading krlun toh per loss ka dar rehta hy dil mei..
                   
                  • #414 Collapse

                    yes i am a fear in forex and i think during my greatest thoughts and opinions currency trading is a great occupation in addition to we can gain through the foreign exchange good revenue greater than another small business considering t
                       
                    • #415 Collapse

                      mery bai Forex trading me loss say hi dar lagta hai.or ye ziada tar newbie ko dar lagta hai.Kyo kay on kay pass ziada knowledge nhi hoti is laye wo trade lagaty waqt fear feel kartay hai.Agar hum greedy na ho tu hum is me ziada fear bhi nhi feel karen gay. ap greedy nai bano is par app ko jitna profit a jaye bohat ha.
                      • #416 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: azir_ud
                        i am a new trader as a new trader i think that to be success in forex learning about forex is very important.. practice demo for getting experience and skill.. avoid geed because greed is a dangerous for all trader.. we should control our mind always and need patience always for success..
                        bhai mujhe to iss business me start me fear rehta tha loss ka lekin kafi had tak seekhny ke baad ab mujhko nahi lagta hai ke mujhe iss business me khof khana chahiye kiun ke mere lye hue decisions aaj kal kafi had tak perfect hoty ja rahe hain .
                           
                        • #417 Collapse

                          no bilkul nahin hamen forex main kabhi bhi fear nahin hona chahiye because yeh aik bohot hi intersty business hey aur hamen isko achi trha se learn karna chahiye to tab hi hum is main achi trha se profit hasil kar saktey hain.
                             
                          • #418 Collapse

                            han ma is ki bhot fear krta hu kun k is sy ham sab ko bhot he faida howa hai is ley ham sab ko is main dil laga k kam krna chaey is mian bhot bonus or faida hai hamari zindage main is ley i like this job
                             
                            • #419 Collapse

                              je han sub jub dar k trading karte hain un ko es main nuksan hota hai aur ye loss app ko kafi nukan data hai so app ko es amin control karna hoga warna app k es amin boht loss hga ye business boht dangrous hai app ko es main learning karne k bagir kam nhn karna hoga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                han ager ap k pass ap ka balance kam hai and ap ki bid ap k mukhalif lagi ho to dar to lagta hai ager bid ap k against chali jaay to phir to bas dua hi kaam aati hai,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X