Do you fear forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    dear hamy forex se khofzada nhn hona chae hai is mai hamy ik plan k sath aana chae hai ap is ami jitna achy plan k sath aaye gy ap is mai utna zaida hi faida ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Salam friends, :rolleyes: No, If I have proper knowledge and experience then there is no need to fear in forex trading, forex trading is a business where you must have to trade with courage and confidence,
       
      • #378 Collapse

        dear ye kaam chalta he risk py hai or is main jab b aap enter ho gye to samjh lo k aap risk py kaam kr rhy hain or risk yakeeni tor py fear paida krta hai. lekin agar aap ka account balance ap ki trade k hisaab sy acha hai to aap kaafi behtr is py control krty hain or fresh mind sy trade krty hian.
           
        • #379 Collapse

          Yes ye bat tou hum sab already hi janty hn k ye aik bht bht zyada risky kam kam ha jis me loss b bht zyada ha and profit b so hume chye k hum sab se pehly achi tara se ic kam ko seekhn athen ic kam ko karn ta k hum ic me se bht acha profit earn kar sakn.
          • #380 Collapse

            yes sir i am always fear to forex trading because forex is not an surety bussiness and never give us good income so i think if we want to earn some good income so we have to take some fear here to get good knowledge and good income here..still i am try to remove my fear to forex..
               
            • #381 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Amjad پيغام ديکھيے
              fear of lossing to sab ko he hoota hai but main emotions say trading nahin karta hun or apni analysis ki base pay trades lagata hun.agar trades loss main jayein to main close nahin karta.main market kay reversal ka wait karta hun or hedging karta hun.
              meray Bhai Har Koi Apnay Account Ko blowup honay Say bachataa hai,main nay parsoun ye experiment kiyaa Magar Hedging karnay K bawejood mujhe Achaa khasaaa loss hua...aap batayen gy k aap Kis base par analysis kartay hain ???
                 
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #382 Collapse

                ge dear main forex main kabhi be fearful nai hota kue k muje pata hai main apne account ko safe rakh sakta hu or loss honay se be bacha sakta hu. es liye main forex se ferarful nai hota. muje forex k kafi gurr pata hai jis se mai safe rahta hu.
                • #383 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
                  Forex is a place where you can loose your money even you do little mistake. In forex market many people fear that. Do you fear of losing money in forex? What do you think?
                  har Koi loss Say Darta hai... magar Main Samajhtaa hon K Agar loss nahin tou profit bhi nahin forex market ek intehai Bari orrisky Market hai Aap yahan Say Andaza laga lain k trade start hotay he Aap Ka profit minus main hota hai... so itnay risky buisness ko Karnay Say pehlay aap ko khob learn karna chahiye
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #384 Collapse

                    yh to ha agr ap mistake krty hain to is main koi bat nhi ha keh ap us mistake ko reverse kr lain. yh to mumkin na ha aor na hi isy ap reverse kr sty hain kion keh jo order ap ny apply kr dia ap ka ho gia ap sy sahih lia ya ghlt lia is ka broker ya company ko koi asr nhi hota.
                    • #385 Collapse

                      No,dear i'm not fear of forex trading because mein jab bhi trade krta hun to hmesha pehle mein market trend ko dekhta hun aur analysis study krta hun jis currency pair k bary muje trend clear hota hai m usi pe trading krta hun es tarah maine hmesha bahot sa profit earn kia hai aur es liye m kabhi trading krte fear feel nahi krta
                      • #386 Collapse

                        nahin brother ager hum yahan apne knowledge aur experience ka sahi use kartay huay aik stragey aur plan banayein aur us kay mutabik koi trade open karain to loss kay chances he nahin rehti aur app acha earn kar paatay ho.
                        • #387 Collapse

                          fear of lossing to sab ko he hoota hai but main emotions say trading nahin karta hun or apni analysis ki base pay trades lagata hun.agar trades loss main jayein to main close nahin karta.main market kay reversal ka wait karta
                          • #388 Collapse

                            Jee haan business koi be ho chaye forex trading fear to sub main hota ha liken forex trading ek aysa business ha jis main fear app ko bhout zada feel hota ha. Liken agar app is ka acha knowledge aur experience hasal karty hain to bhout haad taak fear app kaye under say khatam ho jata ha aur app free ho kar trading karty hain. Asal main app fear ko apny experience say hi khatum kar sakty hain.
                            • #389 Collapse

                              yes koi nahi hon may hona may lazmi hai bai meray who koi who is liyeh k agar may kisi forex trading may enter howa ho tu mujay yeh bonus day kar hi balance day rahay hai our kuch hi posting par who mujay alot of bonus our agan may us par profit kar k withdraw b kar leta ho bahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
                                Forex is a place where you can loose your money even you do little mistake. In forex market many people fear that. Do you fear of losing money in forex? What do you think?
                                forex aik aisi cheez hai jaha pe ap ko bhut perectice aur knowledge ke zrurat perti hai,is k sath sath ap ke luck pe inhesaar huta hai,nafa nuksaan to aaam baat hai buisnes main agar ap fear mehsoos ker gai to pher ap kaam nahi ker sakte .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X