Beginners fails at first why

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    han ji jo banda is ko learn nahi kare ga woh is me hamesha fail he hota jaye ga is business me earnings karne ke lye mehnat lazmi hoti hai jitni is me mehnat karte hain aap utna he is business se kama sakte hain so mehant ke sath he kam karte rahen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      beginners firstly ic lia fail ho jaaty hain q k un k pass complete knowledge nahi hota trade karny k lia..ar bgair analysis kia trade laga laity hain..ic lia fail ho jaty hain trading ma..
      • #123 Collapse

        jii han bhaii jan joo log new ho hai is business main wooh aty hii loss khaa bhthy hai kuu k unkoo is business kii itni smjh nii atii or unkoo marketing or trading kii bhii smjh nii hotii agr wooh successful hona chahty hai is business tooh unkoo demo acnt py bht sarii practice krni chaiye ............
        • #124 Collapse

          yes dear friend ap theek bat ki h k forex k trade mein aksar beganers fial ho jaty hien q k un k pass acha knoweldge or experince ni hota h es lye wo apna loss ker lety hein
          • #125 Collapse

            Dear bro mein khate ho mein ek trader instaforex pher tarde karne kise kam ho wo mujh se pouncht hein the feud to nhe ist mein pise mily be aag tk tum ko ka nhe mein apne dosto se kahin mujhe bahut achi earning ho is main tak achi life guzre hamri
            • #126 Collapse

              bhai kaam koi bhe start karo us main phly profit ka chance bohat he kam hota hai kyu k hamain us time us main knowledge and experience nai hota and loss k bad he hamain samajh ati hai and than we gain a profit.
              • #127 Collapse

                hum sub ko apne pyare mulk ke pyare forum ko sab se acha bnany ki koshash karne chahey.May pak forum k admin ka bhot mashgul hu k unho ny forum hamary ly kia May pak forum k admin ka bhot mashgul hu k unho ny forum hamary ly kia.es forum sy phali bat to ya hy k newbies bi smaj paty hy properly
                • #128 Collapse

                  Dear, ap ny thek kaha hy aur main ap ki baat sy agree kerta hun.. beginner traders first men takreeban loss kerty us ki wja unka dar, khud py bhroosy ki kami aur experiance ki kmi ki wja sy hota hy.
                  • #129 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jii han bhai jii is me koi shak be nahi hey key jab hum ney first time forex trading ko join kiya tha to us time hum ko bohat zyada is me loss howa tha aur merey to first two accounts flashout ho gay they lakin ab Allah ka shuker hey achi earning ho jati hey.
                    • #130 Collapse

                      fail first is liy ata ha trader is ko sahih knoweldge man na lata ha experience acha na kr kay woh loss kr jata ha trading main loss say bachna ha to trading mai twaja aor expert kam krain
                      • #131 Collapse

                        forex main jo bhi new trader hain tu woh is main start main apna loss kar laitay hain and jab is main thura time day kar saikh lain gain tu ia=s main say earn kar lain gain
                         
                        • #132 Collapse

                          sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay jo log new hotay hy to unko loss islay hota hy kay qk unko kuch ches ka koi nai pta htota hy or na hi unka experince hota hy ashta ashta hi ham aek achi tarding katr kstay hy
                          • #133 Collapse

                            humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain market kam karny kay liye humain dmeo say help mil sakti hay or humain stop loss ko use kar kay trade main kam karna sai hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #134 Collapse

                              Trading main gambling ki koi gunjayesh nahi hoti aur planning sey rules aur strategies ko follow kr key earning ki jati hy. Starting main new traders forex ko ziada understand nahi kartey aur is ki strategies ko nahi samjhtey, yehi waja hy keh loss utha letay hain. Lekan is loss sey ghabrana nahi chaheye aur learning ko discontinue nahi krna chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Friend shuro main humery failure ki reason ye hoti hai k us main humery pass knowledge kum hota hai our learning bhe hum sahe say nahe kerty han to loss hota hai pher time k sath sath hum us ko learn kerty hain to pher he us main humean kamyaabi milti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X