Beginners fails at first why

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    main ye samjhta hon k is main beginers is liye fail hojate hai kyun k wo practice ni karte wo chahte hain k bus ek din main wo ameer ban jaye jab k aisa possible ni to wo jald bazi karte hain aur sae tarah trading saikhe bagair he start kar daite hain jis ki wajah se unko loss ka samna karna parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      new traders ko forex trading mai ziada tar jab woh nai nai trading start karty hain tu in ko loss he hota hai iss ke main wajha tu yeh hi ke new traders kay pas un time forex trading kay experience and practices ke kafi kami hoti hai aur sath sath woh over excited ho kar over trading b kar rahy hoty hain.
      • #138 Collapse

        is main sab say pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trade kar k sucess ho saky gay
        • #139 Collapse

          sir baat ya ha kay wo islay bhi fails ho jatay ha qk unkay pas experince nai hota ha or begar experince kay wo tarding krty ha lakin ma apko yahi kaho ga kay apko start ma demo account ma tarde krni chahiye tab hi ap forex ma earing bhi kr sakty ha lakin bs apko forex ma lalch nai krni chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #140 Collapse

            dear jo b es busienss mai aata hy es mai seekh aur smjh k kam karo aur apnii life ko set karo ta k ap acha kam karo jaise jaise mile ap acha kam karo aru apni life ko se tkaro daikho aur apnii life ko set karoa ru jaise jaise ap mehnat karo,...

            اب آن لائن

            Working...
            X