Self base learning aur trading practic

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self base learning aur trading practic
    Agar ham ye understand karny ki koshish karen gey key Forex business me traders fail hony key common reasons kia hey to ye possible hay key ham succeed minority (aqleeyat) ka hisa ban sakty hey, technical indicators market trend ka up down hony ka hint zaror de sakty hey magar ham es ko magical solution ka name nahi de sakty hey, Indicators market trend ko follow karny ka 20% right indication de sakty hey magar kamyab trading key ley ye enough hota hay, Forex market me lot of money ko earn karna easy nahi, traders ko kesi magical solution ko avoid kar key market ko self base par learn karna chaye aur practice karna traders ki kamyabi ki waja ban sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self base learning aur trading practic

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum ji bhai jaan mai aap ki baat se Mukammal agri karta hoon ke Hame apne aap hi Forex trading ko dekhna chahiye qk Agar Hum apne aap hi Forex trading co sikhenge to aap ka knowledge jyada baitar ho jayega isme technical indicators market trend ka up down hone ki knowledge aapko dekhte hain agar aap manually Apne analyses Karenge to Woh aapko Jyada acche result de sakte hain ajkal market mein bahut jyada fake indicators for signals mil rahe hai isliye Hame sirf aur sirf Apne reliable indicator Sahab signal Haasil karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Self base learning aur trading practic

      Forex trading me agar ham kisi ko follow karty rahy gy yani jis tarha wo trading kary wesy jo position wo lgaye wo hi ham to ham ko trading nahi aye gi trading seekhny k liye zroorat hai khud par believe ki or hard work ki agar ham khud mehnat kary gy or trading seekhy gy to thora time lgy ga lekin ham ko trading ajaye gi.
      Or agar ham khud mehnat kar k trading seekh ly gy to wo best learning ho gi q k strategy or analysis karny ka treeqa hamara khud ka hoga or ham us kko achi tarha execute kar ly gy is liye ham ko chahiye k trading ko khud seekhty rahy or jaha tak ho saky trading ko dehan sy or dekh kar kani chahiye ta k loss na ho.
      • #4 Collapse

        Re: Self base learning aur trading practic

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Agar ham ye understand karny ki koshish karen gey key Forex business me traders fail hony key common reasons kia hey to ye possible hay key ham succeed minority (aqleeyat) ka hisa ban sakty hey, technical indicators market trend ka up down hony ka hint zaror de sakty hey magar ham es ko magical solution ka name nahi de sakty hey, Indicators market trend ko follow karny ka 20% right indication de sakty hey magar kamyab trading key ley ye enough hota hay, Forex market me lot of money ko earn karna easy nahi, traders ko kesi magical solution ko avoid kar key market ko self base par learn karna chaye aur practice karna traders ki kamyabi ki waja ban sakty hey.
        Assalamualaikum bhai aapne bilkul theek baat ki hai mai aap ki baat hai bilkul angry karta hoon ke trading Mein lightning karne ki practice bhi Hona bahut jyada Jaroori hai aapko chahiye kya aapko trading ki practice kar rahe aur apne kaam karne ki koshish karecaricature profit Banane Mein Kamyab ho sake
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Self base learning aur trading practic

          Agar Hum logo ko Khud Se practice karni hai To Phir uske liye Hum logon ko chahiye kya Hum Log demo account bana le Ne kyo Ke Jab Hum Log demo account pe practice Karte Hain Tu Hamare experience Mein izafa Hota Hai Aur Hamare knowledge maybe Zafar Hota Hai Jiski wajah se hum log trading Karke acha profit hassil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Self base learning aur trading practic

            dear self base learning is very effective. sab se main focus ha learning and practice. forex aik bbht barri market ha. yahan par dail nae log shamil ho rahe hain. laikan yahan par kamyaan wohi hota ha jo mustaqil mizzaj ho. ziada se ziada knowldge hasal kre or aik dam se ziada profit k chakar me na pare. jitna aik trade yahan par learn kre ga utna e bhtr trading ki taraf bare ga. yak dam prifit k hsool me chalne wale aksaar bare nuqsaan se do char ho jate or akhr kar trading chor dete hain. lakan is k br akss learning k base pe sakoon se chalne wale log traqi k raste par gamzan rehte hain
            • #7 Collapse

              Re: Self base learning aur trading practic

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Agar ham ye understand karny ki koshish karen gey key Forex business me traders fail hony key common reasons kia hey to ye possible hay key ham succeed minority (aqleeyat) ka hisa ban sakty hey, technical indicators market trend ka up down hony ka hint zaror de sakty hey magar ham es ko magical solution ka name nahi de sakty hey, Indicators market trend ko follow karny ka 20% right indication de sakty hey magar kamyab trading key ley ye enough hota hay, Forex market me lot of money ko earn karna easy nahi, traders ko kesi magical solution ko avoid kar key market ko self base par learn karna chaye aur practice karna traders ki kamyabi ki waja ban sakty hey.
              Trading karne ke liye traders ko chahiye ki Apne analysis aur planning for different ranges Abhi Trading Kehna Nahi Jo Khud Karenge to watch it reading kar Sakenge aur unko trading karne ka bhi Pata Hoga aur wochit reading bhi kar Sakenge isliye traders Fortune JP trading karne ke liye Apne Andar Se Khud kare Jab kholega message Karenge achi aur successful trading kar Sakenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Self base learning aur trading practic

                Khud par yaqeen or khud ki mehnat apko acha trader bana deti ha. Self confidence k saath aap apnay Mind coordination or ideas se apnay liay asaani paida krte hain.
                Knowledge hona to bunyad ha trading ki. Or wohi knowledge aap Trading main apply bhi kar sakte hain. Zayada seekhnay ki justaju hi apko trading ma profit hasil karne k liay that karti ha. Kuch log zayada zaheen nahi hoty, lakin interest or kaam ki muhabbat or lagan unko trade master bana deti ha.
                Kissi bhi kaam ko shaoq , jazbay or routine k saath kia jae to wo positive results deta ha. Issi tarah yahaan bhi ha.
                YouTube pe forex k barey main videos se bhi ideas milta hain oŕ almost fully forex ka pata chal jata ha. Articles bhi publish hoty hain is k relevent, or forum pe to har sawaal k wazahat se jawab mojood ha. Seniors bhi apki Guidence or correction karte hain.
                Demo account pe jitni zayada practice karain ge utna he faida ha apke liay.
                • #9 Collapse

                  Re: Self base learning aur trading practic

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kaleem55 پيغام ديکھيے

                  Jacqueline Sahab aapne bahut achchi baat ka hai humei Khud par confidence Hona bahut jaroori Hai Kyon Ke koi bhi karo Bahar ko Shuru karne se pahle Hamein use par pura at Madonna chahi ke Ham ja kar Sakenge Iske alava Hamein Hua kaam nahin karna chahie. Tu Hamein Hamesha positive Rahana chahiye aur positive Socha Na chahi Ta ke hum is Karobar Mein Kamyab ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Self base learning aur trading practic

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Agar ham ye understand karny ki koshish karen gey key Forex business me traders fail hony key common reasons kia hey to ye possible hay key ham succeed minority (aqleeyat) ka hisa ban sakty hey, technical indicators market trend ka up down hony ka hint zaror de sakty hey magar ham es ko magical solution ka name nahi de sakty hey, Indicators market trend ko follow karny ka 20% right indication de sakty hey magar kamyab trading key ley ye enough hota hay, Forex market me lot of money ko earn karna easy nahi, traders ko kesi magical solution ko avoid kar key market ko self base par learn karna chaye aur practice karna traders ki kamyabi ki waja ban sakty hey.
                    assalamu alaikum bhai ji bilkul aapne bilkul theek Kaha Main Aap Ki Baat se Ittefaq karti ho bhai self face learning hoti hai jo Ham Khud ki bhej kar sakte hain for example from kisi se ya Kisi book se nahi sakte nahi sakte hain taking Ham dusron ke boss se ya FIR Apne nuksan ke galtiyan dhund kar unko improve karne ki koshish se hum jo sikhate Hain usko self paced learning kehte hain aur practice practice hoti hai jo ham experience Karke sakte hain for example Agar demo counter papa. Trade open Karenge loss and profit to experience Karenge Hua Hai Hamari practice Soni Hum jitni baar trade co open or closed Karenge utni bajada Hamare practice hoti Jayegi self learning ki bahut faydemand hoti hai aur practice bhi Hamari success ke liye bahut Jaruri Hoti Hai Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Self base learning aur trading practic

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy khud planning banani chae ha apni strategy use karni chae ha ta k agr loss ho bi jay to ap learning karny gy is sy AP ka experience ziada ho ga dosrun pe insar na karny ap khud trading karny analysis karny technical or fundamental is sy apni strategy banany or phr us pe amal karny ta k ap khud samj aay is k alawa news ka khayal rakheny forex market ki movement ko samnjy kasy ho rehe ha Kya difference aa Raha ha market ka trend kaya ha us k bad trade open karny jab ap forex trading ko seeken gy samjny gy to easily successful hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Self base learning aur trading practic

                        yes dear ap nay thek tarha say kha kiyon ky forex ek bohat he acha business ha jis mein achi earning karu ja sakti ha is liye forexmein agar ap kamyabi hsil karna chahty hein to ap ko wait krna bohat he zarori ha jesy kay forex mein agar ap self made experience hasil karna chahety hein to is liye practice he hamen kamyabi dilwati ha jesy kay agar ap demo practice account mein kareen or forum mein work kareen to bohat he acha experience gain kar sakty hein jis mein ap apni life change kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein so hard work to get success easy in forex work
                        • #13 Collapse

                          Re: Self base learning aur trading practic

                          Mian ap ki bat say agree karta hon k Forex trading self base par sekhni chahiay khud market ki movement judge karni chahiay tamam rules search kar kay un ki practice karni chahiay is say admi achi taran trading learn kar leta hay bhi jan ap ka experience mujh say ziada ho aor Forex kay baray main ap mujh say ziada knowledge rakhtay hon gay qun k main aik new member ho mera knowledge abhi Forex kay baray main itna ziada nahen hay mujhay abhi bohat kuch learn karna hay main nay bhi self base par Pak Forex Forum say bohat kuch learn kia hay lekin meray experience main yeh bat aai hay k baghair kisi teacher kay Forex trading learn karna bohat mushkil kam hay aor boha ziada time darkar hay sari baton ki samajh reed karnay aor sunnay say nahen aati kuch chezan teacher say us kay experience kay hisab say learn karta hay aor usi hisab say agar practice ki jay to bohat ziada kamyabi hasil hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Self base learning aur trading practic

                            Forex trading aik aisa business hai jiss mai self based learning kaamyabi mai bohat help kerti hai. Pak forex forum ki he misaal. Kay li Jaey tou iss mai self base learning kernay waley bohat say traders mojud hain jinhoo say pak forex forum ko join kernay kay baad khud he trading seekhi hain aur demo practice pay khud say trading ki practice ker kay bohat kaamyab bhi ho chukay hain. Pak forex forum pay hazaaroo ki tadaad mai members mojud hain jinhoo nay baghair kisi ko rahnumai kay forex trading ka knowledge sirf isi forum say haasil kia hai aur isi forum kay posting kay bonus say trading ka aghaaz kia hai aur ab bohat kaamyab traders bann chukay hain.

                            Forex trading aik totally self based business hai jiss mai senior aur expert traders kay mashwaray aur advice say bohat faida hojata hai baaqi sub kuch aik trader khud bhi seekh laita hai kiyu kay forex trading mai sekehnay ka sgouq rakhnay waley traders bohat kaamyab rehtay hain aur unhain kisi ki ziada madad ki zarurat he nahi pasih aati
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Self base learning aur trading practic

                              Self base par Forex business se related education hasil ki jaye aur expert banny key ley learning ki jaye to ye koshish traders key life time hi kam ati hay, Trading ki practice es condition me agar ki jaye key knowledge hasil karny par koi tawajooh na di jaye to esi practice bahot kam hi faida de sakti hay, proper achy knowledge key base par agar trading practice kesi be type key trading accounts (demo, cent, standard) me ki jaye to ye practice knowledge ki majoodgi me acha faida de sakti hay aur agar knowledge key baghir esi koi koshish ki jaye to ye fazul koshish hi hoti hay jo traders ko faida kam aur nuksan zeyada de sakti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X